Adawat ' Parwaaz

by ParwaaZ on April 12, 2013, 01:38:53 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1858 times)
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #15 on: April 12, 2013, 09:24:54 PM »
Reply with quote
Aadaab To All My dear friends...


YeH just instantly likhi kalaam hai, yahaaN hi baithe baithe bus khayaal rawaN ho rahe the so likh diye.. Ummid hai aapko pasaNd aaye..




Mere sabr ka aur intehaan naa le
Aa bhi jaa aye jaan meri jaan naa le






ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko
Milti  hai tere hi  aane se raahat mujhko

Chahtaa huN maiN tujh ko hii bus tujh ko
Maar  daa le  naa meri yeH  aadat mujhko

Tha gilaa mujhe tujhi se hi mere hum dum
Naa rahi phir kisi se koi shikayat mujhko 

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko

YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hain ParwaaZ nahi adaawat mujhko








bahot khoob Applause Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat ki adawat.. by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ishq ki adawat.. by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Khumar -e- Ishq
Adawat bhi mujhi se Rafaqat bhi mujhi se hai by @kaash in Ghazals
parwaaz sahaab ke liye( pehli line parwaaz ki hai) rest by taasir by Taasir siddiqui in Ghazals
Teri Parwaaz e ibaadat meiN... ParwaaZ by ParwaaZ in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
champak
Guest
«Reply #16 on: April 12, 2013, 11:27:42 PM »
Reply with quote
waah waah waah waah ..bahut maja aaya padh kar....
Logged
laaiba
Guest
«Reply #17 on: April 13, 2013, 04:52:57 AM »
Reply with quote
Aadaab To All My dear friends...


YeH just instantly likhi kalaam hai, yahaaN hi baithe baithe bus khayaal rawaN ho rahe the so likh diye.. Ummid hai aapko pasaNd aaye..




Mere sabr ka aur intehaan naa le
Aa bhi jaa aye jaan meri jaan naa le






ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko
Milti  hai tere hi  aane se raahat mujhko

Chahtaa huN maiN tujh ko hii bus tujh ko
Maar  daa le  naa meri yeH  aadat mujhko

Tha gilaa mujhe tujhi se hi mere hum dum
Naa rahi phir kisi se koi shikayat mujhko 

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko

YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko






bohat khoob ghazal rahee parwaz ji
lekin yeh sher hasil e ghazal rahaa
Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
 Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko
 bohat c daad,...........
Logged
khujli
Guest
«Reply #18 on: April 13, 2013, 01:47:47 PM »
Reply with quote
Aadaab To All My dear friends...


YeH just instantly likhi kalaam hai, yahaaN hi baithe baithe bus khayaal rawaN ho rahe the so likh diye.. Ummid hai aapko pasaNd aaye..




Mere sabr ka aur intehaan naa le
Aa bhi jaa aye jaan meri jaan naa le






ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko
Milti  hai tere hi  aane se raahat mujhko

Chahtaa huN maiN tujh ko hii bus tujh ko
Maar  daa le  naa meri yeH  aadat mujhko

Tha gilaa mujhe tujhi se hi mere hum dum
Naa rahi phir kisi se koi shikayat mujhko 

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko







 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #19 on: April 14, 2013, 04:56:44 PM »
Reply with quote
Aadaab To All My dear friends...


YeH just instantly likhi kalaam hai, yahaaN hi baithe baithe bus khayaal rawaN ho rahe the so likh diye.. Ummid hai aapko pasaNd aaye..




Mere sabr ka aur intehaan naa le
Aa bhi jaa aye jaan meri jaan naa le






ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko
Milti  hai tere hi  aane se raahat mujhko

Chahtaa huN maiN tujh ko hii bus tujh ko
Maar  daa le  naa meri yeH  aadat mujhko

Tha gilaa mujhe tujhi se hi mere hum dum
Naa rahi phir kisi se koi shikayat mujhko 

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko

YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko







veriiiiiiii naaaaaaaaaice
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #20 on: April 14, 2013, 05:15:25 PM »
Reply with quote
Wah Wah Parwaaz Jee! Bahi Khubsurat Ghazal Kahi Hai Aap Ne!!

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko

YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko

Yeh Ashaar Mujhe Behad Pasand Aaye!!!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Shireen Sahibaa Aadaab..!


Bahut bahut shukriyaa jee, tareef O houNsla afzai ke liye.. Usual Smile
Aage bhi apna saath banaye rakhiye...

Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile


Logged
janumanu
Guest
«Reply #21 on: April 14, 2013, 06:08:24 PM »
Reply with quote
Yaar mere bahut bahut umdaa likha hai koe jawaab nahi
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #22 on: April 14, 2013, 07:01:46 PM »
Reply with quote

bahot khoob Applause Applause Applause Applause
beautiful.....asghar
Logged
sbechain
Guest
«Reply #23 on: April 15, 2013, 02:45:29 AM »
Reply with quote
Aadaab To All My dear friends...


YeH just instantly likhi kalaam hai, yahaaN hi baithe baithe bus khayaal rawaN ho rahe the so likh diye.. Ummid hai aapko pasaNd aaye..




Mere sabr ka aur intehaan naa le
Aa bhi jaa aye jaan meri jaan naa le






ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko
Milti  hai tere hi  aane se raahat mujhko
unki chaahat bhi karo ge tab bhi nahin mile.n ge . is liye majboori hai tumhaari ki mujh se hi raahat hai.
icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Chahtaa huN maiN tujh ko hii bus tujh ko
Maar  daa le  naa meri yeH  aadat mujhko
fitrat badal do warna sharaab ki ye aadat such mein maar daale gi
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Tha gilaa mujhe tujhi se hi mere hum dum
Naa rahi phir kisi se koi shikayat mujhko 
per gila kis baat ka hai ye to kabhi bataaya hi nahin to pata kaise chale
Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO!

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko

achi ummeed rako allah se
icon_flower icon_flower icon_flower
YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko

main tumhaari harkato.n pe naraaz hoon bus tum se dushmani to nahin ki. sudhar jaao iss se pahle ki jaan ki dushman bann jaao
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard






adaawat ji acha likne lage ho ............!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: April 15, 2013, 03:20:35 AM »
Reply with quote
Aadaab To All My dear friends...


YeH just instantly likhi kalaam hai, yahaaN hi baithe baithe bus khayaal rawaN ho rahe the so likh diye.. Ummid hai aapko pasaNd aaye..




Mere sabr ka aur intehaan naa le
Aa bhi jaa aye jaan meri jaan naa le






ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko
Milti  hai tere hi  aane se raahat mujhko

Chahtaa huN maiN tujh ko hii bus tujh ko
Maar  daa le  naa meri yeH  aadat mujhko

Tha gilaa mujhe tujhi se hi mere hum dum
Naa rahi phir kisi se koi shikayat mujhko 

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko

YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko








Bahut Bahut Khooob Parwaaz Ji..

Khoobsurat Peshkash... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
CIC
Guest
«Reply #25 on: April 15, 2013, 03:25:18 AM »
Reply with quote
Very beautiful.
Khoobsurat, seedhe aur sacchhe alfaaz .
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #26 on: April 16, 2013, 09:28:14 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Adaab PARWAAZ Saheb.......!


Buht KHobsurat Kalam likha aap ne parh k buht acha laga, meri taraf se Dili daad qabool kijeye,,,

Umeed hai aap iss bazm e sukhan ko mazeed apne kalam se sajain gay


Sada Khush raheye




Farhan Sahaab Aadaab..!


Bahut bahut Shukriyaa janab... is paazi rai ke liye.. hum aapke tah e dil se mamnoon hai... Usual Smile

Aage bhi apna Saath banaye rakhiye... Mehfil khud hi roshan ho jayeNgi... Usual Smile
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile


Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #27 on: April 16, 2013, 09:30:36 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Parwaaz bhai

bahut umda likha hai aapne..

Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat
Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko

YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale
Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko

ye ashaar to behad khoob rahe.


MKV Jee Aadaab...!


Bahut bahut shukriyaa janab.. Daad O houNsla afzai ke liye tah e dil se shukriyaa..
Aage bhi apna saath banaye rakhiye..
Bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile


Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #28 on: April 20, 2013, 07:11:03 PM »
Reply with quote
Kha khoob likha hai. Wah Ji Wah. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Saksena Jee Aadaab..!


Bahut bahut shukriyaa janab... is pyaari pyaari taliyoN ke liye..Usual Smile

Aage bhi houNsla badate rahiye... Aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #29 on: April 20, 2013, 07:14:57 PM »
Reply with quote
bohut bohut bohut umda kalaam waahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhh parwaaz sahab ek rau apka banta hai


Saahil Jee Aadaab..!


Bahut bahut shukriyaa janab... Aur Rau ke liye khususi shukriyaa...
Aage bhi apna saath banaye rakhiye...

Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 09:59:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer