Adhoorapan dasta hai !!!!!!

by Talat on May 05, 2005, 05:20:18 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 9
ReplyPrint
Author  (Read 7193 times)
Talat
Guest
Reply with quote
Yeh zindagi adhoori si adhoora sa hai sab kuch
Na koi tamanna rahi na jeene ki aarzoo hai ab
Phool khile hain phir bhi khizaan ka muasam hai
Kaanton se bhar liya hai maine apna daaman
Haathon ki sab lakeeron ko kya main mita doon
Jab in main tera naam nahin phir kya inka matlab
Muskurahat wo kho gayi ankhain udaas udaas
Kya hua hai tumhe ? poochte hain mujhse sab
Kya baatoon kya haal hai hum ko nahin khabar
Bas tera hi ek naam hai dil ki har dharkan par !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Adhoorapan by Pooja in Shayri-E-Dard
~~ Mera Adhoorapan ~~ by angel4u in Shayri-E-Dard
* Yateem Ki Dasta'an ** Ammi Ki Yaad * by Bakhtyar in Miscellaneous Shayri
judaiki dasta ...jyuthika.... by jyuthika in Shayri for Dard -e- Judai
hasi dasta... by jyuthika in Shayri for Khumar -e- Ishq
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: May 05, 2005, 08:11:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Yeh zindagi adhoori si adhoora sa hai sab kuch
Na koi tamanna rahi na jeene ki aarzoo hai ab
Phool khile hain phir bhi khizaan ka muasam hai
Kaanton se bhar liya hai maine apna daaman
Haathon ki sab lakeeron ko kya main mita doon
Jab in main tera naam nahin phir kya inka matlab
Muskurahat wo kho gayi ankhain udaas udaas
Kya hua hai tumhe ? poochte hain mujhse sab
Kya baatoon kya haal hai hum ko nahin khabar
Bas tera hi ek naam hai dil ki har dharkan par !!
wow Talat,very nice,poem ki rhyming bohat hi khoobsurat dhang se ki hai,beautiful.
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: May 05, 2005, 09:49:00 AM »
Reply with quote
Thanks a lot Nidhi !!!!   .........................................
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: May 05, 2005, 09:51:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Yeh zindagi adhoori si adhoora sa hai sab kuch
Na koi tamanna rahi na jeene ki aarzoo hai ab
Phool khile hain phir bhi khizaan ka muasam hai
Kaanton se bhar liya hai maine apna daaman
Haathon ki sab lakeeron ko kya main mita doon
Jab in main tera naam nahin phir kya inka matlab
Muskurahat wo kho gayi ankhain udaas udaas
Kya hua hai tumhe ? poochte hain mujhse sab
Kya baatoon kya haal hai hum ko nahin khabar
Bas tera hi ek naam hai dil ki har dharkan par !!


wow... nice Talat ...    :D
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: May 05, 2005, 09:53:03 AM »
Reply with quote
Thanks buddy !!!!!! .............................................
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #5 on: May 05, 2005, 10:08:46 AM »
Reply with quote
Talat.....................................very realistic..!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!1
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: May 05, 2005, 10:10:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "Friend_4uall"
Talat.....................................very realistic..!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!1


Ya i know its realistic !!! thanks a lot Friend !!!!!!!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #7 on: May 05, 2005, 10:14:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Thanks buddy !!!!!! .............................................


aree pleasure buddy  :wink:
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: May 07, 2005, 06:04:19 AM »
Reply with quote
aa bhi jaao ki ab aur intezaar nahin hota
zindagi kaise bitaaoon bina tere humdam
har dharkhan par naam aata hai tera hi
kat ta nahin hai bina tere ek lamha ek pal
bas ek tere saath ki tamanna hai mujhe
nahin chahiye mujhe sitaaron ka aancal
kaanton ki dagar par bhi chal sakte hain
kabhi to yaqeen kar meri chahat pe sanam !!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #9 on: May 07, 2005, 06:18:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Yeh zindagi adhoori si adhoora sa hai sab kuch
Na koi tamanna rahi na jeene ki aarzoo hai ab
Phool khile hain phir bhi khizaan ka muasam hai
Kaanton se bhar liya hai maine apna daaman
Haathon ki sab lakeeron ko kya main mita doon
Jab in main tera naam nahin phir kya inka matlab
Muskurahat wo kho gayi ankhain udaas udaas
Kya hua hai tumhe ? poochte hain mujhse sab
Kya baatoon kya haal hai hum ko nahin khabar
Bas tera hi ek naam hai dil ki har dharkan par !!


Wah Talat ji.........beauty from u yet again.....
Kisko tumne aise pukara hai aye mere dost,
Jisne chaha tumhe wo sada hi tumhare pas raha hai,
Usko pehchana bhi tha tumne,ye jante hai hum,
Jamane ke hi darr se toh tumne usko thukraya hai.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #10 on: May 07, 2005, 06:20:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
aa bhi jaao ki ab aur intezaar nahin hota
zindagi kaise bitaaoon bina tere humdam
har dharkhan par naam aata hai tera hi
kat ta nahin hai bina tere ek lamha ek pal
bas ek tere saath ki tamanna hai mujhe
nahin chahiye mujhe sitaaron ka aancal
kaanton ki dagar par bhi chal sakte hain
kabhi to yaqeen kar meri chahat pe sanam !!!!


Wah Talat ji,
Hum kya gaye yahan se dur do dino ke liye aye dost,
Tumne toh yahan muhabbat ki ek mehfil bana dali.....;-)
Logged
alam
Guest
«Reply #11 on: May 07, 2005, 06:20:28 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Talat Jee....

really Nice.........................
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: May 07, 2005, 06:22:43 AM »
Reply with quote
Thanks Amit......... Alam !!!

Dil ne jise awaaz di hai chupa hai wo dil main
Kahin aaspaas wo mujhe nazar aata hi nahin
Logged
thycreator
Guest
«Reply #13 on: May 07, 2005, 06:26:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Thanks Amit......... Alam !!!

Dil ne jise awaaz di hai chupa hai wo dil main
Kahin aaspaas wo mujhe nazar aata hi nahin


Ur welcome dear........
Dil ki nigaho se usse tum dekho aye humdum,
Deewane ko dunia ki nazar kaise pehchnoge... :wink:
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: May 07, 2005, 06:40:33 AM »
Reply with quote
wo bohoot qareeb hai dil ke magar hai door
dhoondti hoon har shakhs main chehra uska
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:33:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer