akhri khat

by Neharika on December 19, 2008, 01:57:56 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2284 times)
Neharika
Guest
Reply with quote
Woh bhi shayad ro pade veeraan kagaz dekh kar

maine use aakhiri khat mein likha kuchh bhi nahin
 not mine
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Akhri Waqt by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
akhri telephone by faiiz_76 in Miscellaneous Shayri
Akhri-Akhri by anush in Shayri-E-Dard
Akhri nishani... by brokenbyluv in Shayri-E-Dard
Humara Salam Akhri Hai by Kashifib in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 19, 2008, 02:01:46 PM »
Reply with quote
Woh bhi shayad ro pade veeraan kagaz dekh kar

maine use aakhiri khat mein likha kuchh bhi nahin
 not mine

Jisne Bhi Likha hai ye,.
Bohat Hi Achcha Likha Hai,.

Thank U Neharika Ji For Sharing It,m.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: December 19, 2008, 07:19:24 PM »
Reply with quote
Nice one Neha

Par yeh kaisi na insaafi hai
Aakhri khat hai par khali hai
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #3 on: December 19, 2008, 07:38:40 PM »
Reply with quote
good sharing neharika ji.

Is khat ko kaise keh du main veraan,
chulbuli thee woh,kabhi nahi bezubaan,
do aansu us khat pur aaj bhee jhalkate hein,
uskey deedar ko aaj bhee har ghari taraste hein.

majbooriyon ko bewafaai ka naam du,meri fitrat nahi
pehchaanta hu paak mohhabaat,beshuk meri kismat nahi
ungliyaan uthaane do zamaane ko,nahi gila iska karna
tere chahne waale ko behka de koi,aisi meri tabiyat nahi.



Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: December 19, 2008, 07:45:25 PM »
Reply with quote
good sharing neharika ji.

Is khat ko kaise keh du main veraan,
chulbuli thee woh,kabhi nahi bezubaan,
do aansu us khat pur aaj bhee jhalkate hein,
uskey deedar ko aaj bhee har ghari taraste hein.

majbooriyon ko bewafaai ka naam du,meri fitrat nahi
pehchaanta hu paak mohhabaat,beshuk meri kismat nahi
ungliyaan uthaane do zamaane ko,nahi gila iska karna
tere chahne waale ko behka de koi,aisi meri tabiyat nahi.


 Applause Applause Applause Applause

wah wah wah, kaya baat hai, ek ek line vishwaas aor pyar ki majbooti ko jhalkaati hui.. bahoot khoob Prateek ji... hamesha ki tarah bahoot he achi rachna ko anjaam diya hai apne... Good work
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 19, 2008, 07:47:25 PM »
Reply with quote
good sharing neharika ji.

Is khat ko kaise keh du main veraan,
chulbuli thee woh,kabhi nahi bezubaan,
do aansu us khat pur aaj bhee jhalkate hein,
uskey deedar ko aaj bhee har ghari taraste hein.

majbooriyon ko bewafaai ka naam du,meri fitrat nahi
pehchaanta hu paak mohhabaat,beshuk meri kismat nahi
ungliyaan uthaane do zamaane ko,nahi gila iska karna
tere chahne waale ko behka de koi,aisi meri tabiyat nahi.




[/quote

Nice one Prateek Ji
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #6 on: December 20, 2008, 03:53:12 AM »
Reply with quote
zaroori nahi jazabaato ke zahir ke liye khat ka hi sahaara liya jaye
kabhi kabhi khamosiyan bi bahut kuch zahir kardeti hai.....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 20, 2008, 05:54:21 AM »
Reply with quote
Sahi kaha Fairy Ji aap ne

Jo bolna nahi chhate woh khat ka sahara lete hain
Jo khamosh rehte hain woh ankhiyon se ishara karte hain
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #8 on: December 20, 2008, 08:38:49 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

wah wah wah, kaya baat hai, ek ek line vishwaas aor pyar ki majbooti ko jhalkaati hui.. bahoot khoob Prateek ji... hamesha ki tarah bahoot he achi rachna ko anjaam diya hai apne... Good work

shukriyaa pooja ji,aapne pasand kiya.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #9 on: December 20, 2008, 08:41:05 AM »
Reply with quote
saraahna ke liye,shukriya,rajesh ji.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #10 on: December 20, 2008, 09:32:12 AM »
Reply with quote
Woh bhi shayad ro pade veeraan kagaz dekh kar

maine use aakhiri khat mein likha kuchh bhi nahin
 not mine

Beautiful Sharing Neharika Ji..  Thumbs UP
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #11 on: December 20, 2008, 09:35:29 AM »
Reply with quote
good sharing neharika ji.

Is khat ko kaise keh du main veraan,
chulbuli thee woh,kabhi nahi bezubaan,
do aansu us khat pur aaj bhee jhalkate hein,
uskey deedar ko aaj bhee har ghari taraste hein.

majbooriyon ko bewafaai ka naam du,meri fitrat nahi
pehchaanta hu paak mohhabaat,beshuk meri kismat nahi
ungliyaan uthaane do zamaane ko,nahi gila iska karna
tere chahne waale ko behka de koi,aisi meri tabiyat nahi.





 Applause  Applause  Applause
Just Superb.. Just Wonderful... Just Perfect..
Bahut bahut bahut pyaari rachna Prateek Ji..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #12 on: December 20, 2008, 09:37:18 AM »
Reply with quote
zaroori nahi jazabaato ke zahir ke liye khat ka hi sahaara liya jaye
kabhi kabhi khamosiyan bi bahut kuch zahir kardeti hai.....

Sahi kaha Fairy Ji aap ne

Jo bolna nahi chhate woh khat ka sahara lete hain
Jo khamosh rehte hain woh ankhiyon se ishara karte hain

Good One Fairy Ji.. and Nice Reply Rajesh Ji..
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: December 20, 2008, 09:50:39 AM »
Reply with quote
Woh bhi shayad ro pade veeraan kagaz dekh kar

maine use aakhiri khat mein likha kuchh bhi nahin
 not mine
Nice one Neha

Par yeh kaisi na insaafi hai
Aakhri khat hai par khali hai
good sharing neharika ji.

Is khat ko kaise keh du main veraan,
chulbuli thee woh,kabhi nahi bezubaan,
do aansu us khat pur aaj bhee jhalkate hein,
uskey deedar ko aaj bhee har ghari taraste hein.

majbooriyon ko bewafaai ka naam du,meri fitrat nahi
pehchaanta hu paak mohhabaat,beshuk meri kismat nahi
ungliyaan uthaane do zamaane ko,nahi gila iska karna
tere chahne waale ko behka de koi,aisi meri tabiyat nahi.




zaroori nahi jazabaato ke zahir ke liye khat ka hi sahaara liya jaye
kabhi kabhi khamosiyan bi bahut kuch zahir kardeti hai.....
Sahi kaha Fairy Ji aap ne

Jo bolna nahi chhate woh khat ka sahara lete hain
Jo khamosh rehte hain woh ankhiyon se ishara karte hain


wah, sab neh kamaal likha hai. bahut hi badiya

jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: December 20, 2008, 06:16:29 PM »
Reply with quote

wah, sab neh kamaal likha hai. bahut hi badiya

jasbir singh

Thanks Jas Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:10:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer