Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain

by thegrimreaper on August 16, 2009, 12:39:15 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2544 times)
thegrimreaper
Guest
Reply with quote
Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain

Jiske liye jite hain hum,
wo humein kyon chod jaate hain

Jo chaahte hain humein dil se
Kyun hum unke liye ajnaabe ban jaate hain

bewafai khun mein hai hammare ya wafadari ke laayak nahi
Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain

Insaani fitrat hain humaari ya niyat hain humaari
ke zehan ke saamne zameer bhi jhuk jaate hain

Kisi ne thukraaya mujhe ya maine kisi ko dhokha diya
Sapnon ko chaahte chaahte ek bhuli si khwahish ban jaate hain

Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain

The Grim Reaper
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
phool shabnam mein doob jaate hain by fakharenaveed in Shayri-E-Dard
Aankhon mein aansu jaate hain by jaswinder singh jassi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Jaane Kyun Log Bewafaa Ho Jaate Hain,, by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3 4 »
Kyun Chalna Hi Hai Un Raahon Main.....!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
chal padi anjaani raahon mein by shahida.manha in Shayri-E-Dard
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: August 16, 2009, 12:54:00 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Grimreaper ji.. Bahoot bahoot Khoob!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2009, 01:00:06 PM »
Reply with quote
very very nice reaper ji.. wah wah

jasbir singh
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #3 on: August 16, 2009, 02:08:50 PM »
Reply with quote
shukriya Sophi ji
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #4 on: August 16, 2009, 02:09:28 PM »
Reply with quote
shukriya Jasbir ji
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: August 16, 2009, 02:11:50 PM »
Reply with quote
bahut achche reaper dost
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #6 on: August 16, 2009, 02:13:23 PM »
Reply with quote
shukriya sahil bhai
Logged
Sammual
Guest
«Reply #7 on: August 16, 2009, 02:38:35 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Grim Ji.
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #8 on: August 16, 2009, 03:44:31 PM »
Reply with quote
shukriya sammual sahab
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: August 16, 2009, 11:06:11 PM »
Reply with quote
Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain

Jiske liye jite hain hum,
wo humein kyon chod jaate hain

Jo chaahte hain humein dil se
Kyun hum unke liye ajnaabe ban jaate hain

bewafai khun mein hai hammare ya wafadari ke laayak nahi
Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain

Insaani fitrat hain humaari ya niyat hain humaari
ke zehan ke saamne zameer bhi jhuk jaate hain

Kisi ne thukraaya mujhe ya maine kisi ko dhokha diya
Sapnon ko chaahte chaahte ek bhuli si khwahish ban jaate hain

Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain

The Grim Reaper


kuch kavita padte hai to itani suchi apni si mehsoos hoti hai.... apki lines padte padte such kahu to kadve such ne jaise sans band kar di ho.. sadharan se shabdo main apne itna teekhe arth bhar diye hai.. ki zakham najar nahi atta aor dard nahi jaata wali baat ho gai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley kamal ka likha hai apne... dil ko ander tak her line chi gai... Clapping Smiley a very good creation....thegrimreaper ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: August 16, 2009, 11:12:42 PM »
Reply with quote
Ho mere, per mere nahi ho tum
yah kis kash-m-kash se gujar rahe hai hum

lago kabhi apne se, per ajnabi ki tarah
ajnabi ho, per ajnabi nahi ho tum

na mile, na kabhi hui dil ki baatein sung sung
phir kyun dil mai ek halchal muchaye ho tum

chodta hai jab bhi koi kisi ko wo apna he to hota hai
phir kyun khud ko, uske liye ajnabi banaye hue ho tum
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #11 on: August 16, 2009, 11:19:34 PM »
Reply with quote

kuch kavita padte hai to itani suchi apni si mehsoos hoti hai.... apki lines padte padte such kahu to kadve such ne jaise sans band kar di ho.. sadharan se shabdo main apne itna teekhe arth bhar diye hai.. ki zakham najar nahi atta aor dard nahi jaata wali baat ho gai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley kamal ka likha hai apne... dil ko ander tak her line chi gai... Clapping Smiley a very good creation....thegrimreaper ji

sach kahein pooja ji,shukriya, tahe dil se, kisi ne itni dhyaan se nahi pada

aur sach kahein, to mujhe lagta hai ki itni hausla afzai ke layak nahi Giggle
kabhi kise ne itni sukshm roop se nirikshan nahi kiya
to be frankly honest i am flattered

thankyou
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #12 on: August 16, 2009, 11:24:13 PM »
Reply with quote
Ho mere, per mere nahi ho tum
yah kis kash-m-kash se gujar rahe hai hum

lago kabhi apne se, per ajnabi ki tarah
ajnabi ho, per ajnabi nahi ho tum

na mile, na kabhi hui dil ki baatein sung sung
phir kyun dil mai ek halchal muchaye ho tum

chodta hai jab bhi koi kisi ko wo apna he to hota hai
phir kyun khud ko, uske liye ajnabi banaye hue ho tum

bas aise hi kaatilaana shayari likhte rahiye Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: August 16, 2009, 11:39:20 PM »
Reply with quote
shukaria thegrimreaper ji...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: August 17, 2009, 10:08:33 AM »
Reply with quote
Ho mere, per mere nahi ho tum
yah kis kash-m-kash se gujar rahe hai hum

lago kabhi apne se, per ajnabi ki tarah
ajnabi ho, per ajnabi nahi ho tum

na mile, na kabhi hui dil ki baatein sung sung
phir kyun dil mai ek halchal muchaye ho tum

chodta hai jab bhi koi kisi ko wo apna he to hota hai
phir kyun khud ko, uske liye ajnabi banaye hue ho tum



wah pooja ji, bahut khoob

jasbir singh
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:34:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer