ANOKHI ZIDDH HAMARI........................... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on December 19, 2008, 07:51:59 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1752 times)
jasbirsingh
Guest
Reply with quote


AAJ TOH HUMNEY YEH ZIDD THAAN LI HAI
KAHA HAI KISI KOH KOI KAAM
USNEY BHI NAA KARNEY KI ZIDD THAAN LI HAI


HAMAREY PROFILE MEH PICTURE NAHI HAI
ISKA TOH UNHEY KOI GUM HI NAHI HAI
ABB TOH KARNA PADEGA UNHI KOH YEH KAAM
WARNA ADHURA REH JAYEGA HAMARA YEH ARMAAN


JIDD UNKI BHI YEHI HAI KI WOH PICTURE NAHI LAGAYENGEY
HAMAREY PROFILE MEH KISI KOH BHI NAHI DIKHAYENGEY
NAHI KABHI KARENGEY WOH YEH HAMARA KAAM
CHAHEY ADHUREY REH JAYE HAMAREY YEH ARMAAN


DONO KI JIDD MEH DEKHO ABB KYA HOTA HAI
KEHTEY HAI,HAMEY TOH SIRF UNHEY TANG KARNA HOTA HAI
KU KAREY WOH HAMARA YEH KAAM
CHANEY ADHUREY REH JAYE HAMAREY YEH ARMAAN


DOSTI TOH WOH BHI NIBHATEY HAI
HAMAREY LIYE BADAL JATEY HAI
SHAYED TABHI TOH HUM ADD JATEY HAI
ZIDD MEH UNSEY SAB KARWATEY HAI


FIR BHI HAMARI YEH JIDD ABB HAI
YAHA PICTURE LAGEGI UNHI SEY ABB HAI
KAB PUREY HONGEY HAMAREY YEH ARMAAN
DUA KARO HO JAYE HAMARA YEH KAAM


DONO HAATH JODD HUM VANDANA KARTEY HAI
PRABHU AAP SEY HUM BANDHNA KARTEY HAI
YEH ZIDDH NA REH JAYE ADHURI
LAGEY YAHA PICTURE JOH HO PURI

 Giggle Giggle



JASBIR SINGH





PS : This is just a teasing mail for my friend who is not a
member of this site yet.



Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 19, 2008, 07:57:57 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

wah kaya baat hai, dua karge ki apki dost apki zid maan jaaye aor hume apki tasveer dekhne ko mil jaaye  DOH
bahoot he pyare andaaz main apne apni aor apne dost ki zid ka zikar kiya hai...Good work Jas ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: December 19, 2008, 11:13:24 PM »
Reply with quote
Zidd achchi cheez nahi hoti
Is mein bahut kuch hai hoti
Pyaar bhi toot.ta hai is mein
Yaar bhi rooth ta hai is mein

Jidd ko tu chhor do
Duniya ko modh do

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: December 20, 2008, 06:22:07 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

wah kaya baat hai, dua karge ki apki dost apki zid maan jaaye aor hume apki tasveer dekhne ko mil jaaye  DOH
bahoot he pyare andaaz main apne apni aor apne dost ki zid ka zikar kiya hai...Good work Jas ji





Thanks JI.

Dekhtey hai kab tak woh apni jizz peh adey rehtey hai.  Giggle Giggle
asal meh humney unkey naam yeh poem dedicate kia hai.



Jasbir Singh

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: December 20, 2008, 06:36:21 AM »
Reply with quote
Zidd achchi cheez nahi hoti
Is mein bahut kuch hai hoti
Pyaar bhi toot.ta hai is mein
Yaar bhi rooth ta hai is mein

Jidd ko tu chhor do
Duniya ko modh do







Thanks Rajesh

par


PYAR KA YEH ALAG HI ANDAAZ HAI
ZIDD KA APNA BHI EK SWAAD HAI

RISHTOH KOH JODD DETI HAI ZIDD
KABHI KABHI TOAD BHI DETI HAI ZIDD

YEH ZIDD HAMARI UNHEY TANG KARNEY WALI HAI
TABHI TOH HASS KEY YAHA HUMNEY YEH ZIDD LIKH DALI HAI

HAR PAL ABB WOH ISS JIDD KOH JARUR SOCHENGEY
DEKHNA YEH HAI KAB TAK WOH MOOH MODENGEY

JEET HAAR KEY LIYE NAHI HAI YEH ZIDD
KISI KOH JHUK JANEY KEY LIYE NAHI HAI YEH ZIDD

HAAR KAR BHI HUM YEH ZIDD JEET JAYENGEY
KUCH PAL UNKEY JEHAN MEH TOH REHPAYENGEY




JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 20, 2008, 07:06:00 AM »
Reply with quote
Nice one Jas Ji
I agree with you
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: December 20, 2008, 08:01:53 AM »
Reply with quote
Nice one Jas Ji
I agree with you

THANKS RAJESH

JASBIR SINGH
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: December 20, 2008, 10:08:45 AM »
Reply with quote
Yeh Ziddh toh sach mein Anokhi hai...  DOH

Chaliye dekhte hai, kiski zidd jeet.ti hai, Aapki zidd ya aapki Dost ki zidd.. Usual Smile
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 20, 2008, 10:18:23 AM »
Reply with quote
Yeh Ziddh toh sach mein Anokhi hai...  DOH

Chaliye dekhte hai, kiski zidd jeet.ti hai, Aapki zidd ya aapki Dost ki zidd.. Usual Smile

haa haa Mahiya... Thanks


jaisa ki humney pehley bhi yehi kaha,

HAAR KAR BHI HUM YEH ZIDD JEET JAYENGEY
KUCH PAL UNKEY JEHAN MEH TOH REHPAYENGEY


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 21, 2008, 09:54:28 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Bhaijaan,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: December 21, 2008, 01:04:15 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Bhaijaan,.


Thanks Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 22, 2008, 01:32:39 PM »
Reply with quote
Tum Mujhay Moka To Do Aitbaar Bananay Ka Faraz,.
Thak Jao Gay Mairi Wafa K Sath Chaltay Chaltay.

Ahmed Faraaz
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: December 22, 2008, 01:48:25 PM »
Reply with quote
Tum Mujhay Moka To Do Aitbaar Bananay Ka Faraz,.
Thak Jao Gay Mairi Wafa K Sath Chaltay Chaltay.

Ahmed Faraaz




Bahut hi badiya kaha hai Faraaz neh, Jahansheen


YEHI UMEED HUM DOSTOH SEY RAKHA KARTEY HAI
TABHI TOH HUM DOST BAHUT AUR SANAM EK HI RAKHTEY HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:05:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer