riyaz106
Guest
|
«Reply #15 on: April 19, 2010, 05:36:14 AM » |
|
Aapka behad shukriya Hashmi ji.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #16 on: April 19, 2010, 06:51:37 AM » |
|
Tahe dil se aapka shukriya Azeem bhai.Bohat Achche Riyaz Bhai,. Mashallah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #17 on: April 19, 2010, 10:08:56 AM » |
|
Aapka bahot bahot shukriya Tamanna ji ke aapko meri ghazal pasand aai. Bahut khoob bahut achha likha hai riyaz ji.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #18 on: April 19, 2010, 05:10:15 PM » |
|
Kapil ji aapka bahot bahot shukriya ke aapne ghazal ko pasand kiya.bahut khoob Riyaz ji... bahut khoob...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
Rau: 14
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.
Posts: 19903 Member Since: Feb 2006
|
|
«Reply #19 on: April 19, 2010, 05:24:12 PM » |
|
Tahe dil se aapka shukriya Azeem bhai.
Afwan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #20 on: April 20, 2010, 05:24:47 AM » |
|
GHAZAL Apne anjaam ko dekhega to dar jayega Rait ka ghar na bana pal mein bikhar jayega Thokrein khake tu mohtaat bana le Khud ko Mohtaat = Precautious Thokron se jo sabaq lega sanwar jayega Raat lambi hai magar subha bhi aayegi zaroor Gham ka darya bhi ye ek roz utar jayega Jo hasad karta hai apna hi bura karta hai Hasad = Jealousness Apni hi aag mein jal jal ke wo mar jayega 'Ashna' kufr hai mayoos khuda se hona Kufr = Deny or doubt in power of Allah Hoke mayoos khuda se tu kidhar jayega
Riyaz Ashna
Bahut achchhi peshkash hai Riyaz Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #22 on: April 20, 2010, 07:10:26 AM » |
|
Doctor sahab aapka reply padhkar bahot khushi hui. Karam aur nawazish ke aapko meri ghazal achhi lagi. Aapse hausla afzaai ki hamesha ummeed rahegi.Waah !! Waah !! Riyaz Sahab Ghazal ka ek ek lafz dilo-dimagh ke har taar ko bakhubi sahlata aur jhakjhorta hua seedhe zehan mein utar gaya.Behad Khoobsurat jadeed aur purkashish Peshkash jiski tareef mai alfazon se nahin kar sakta..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #23 on: April 20, 2010, 09:54:17 AM » |
|
Mamta ji aapka behad shukriya ke aapko meri ghazal bahot pasand aai. Karam, nawazish. :clapping:Excellent!!!lajawab!!!sarvottam!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #24 on: April 20, 2010, 10:54:22 AM » |
|
Nazar ji aapka bahot shukriya ke aapne meri ghazal ko pasand farmaaya. Aainda bhi aapse hausla afazaai ki ummeed rakhunga.bahoot hi umda ,riyaz sahab ,bahoot khoob lajawaab kardiya aapne.
Raat lambi hai magar subha bhi aayegi zaroor Gham ka darya bhi ye ek roz utar jayega Jo hasad karta hai apna hi bura karta hai apni hi aag mein jal jal ke wo mar jayega 'Ashna' kufr hai mayoos khuda se hona Hoke mayoos khuda se tu kidhar jayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #25 on: April 20, 2010, 12:15:23 PM » |
|
Bahot bahot shukriya Cara ji ke aapko meri ghazal pasand aai. Aapne bhi bahot achha likha hai.Wah kya baat hai Riyaz106 ji....
Jo dusroon ko dekh jalega zindagi khud ki jalayenga agar yun hi khuda ki takat par shak karenga toh tu khud Apne Anjaam Ko Dekhenga.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #26 on: April 20, 2010, 02:51:14 PM » |
|
Madhu didi aapka bahot bahot bahot shukriya. Aapse mili hausla afazaai mere bahut kaam aati hai aur main achha likhne ki koshish karta haun.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #27 on: April 20, 2010, 11:05:40 PM » |
|
WAH WAH WAH!!!!!!!!!!!!! bhut hi khoob!!!!!!!!!!!
one more thnx to xplain d words sumtym i didnt undrstnd hard words. usually i dont read if its nor in simple words so thnx to u 2 xplain such a nyc way .....
Vry positive ........lyk it !!!!!!!!!GHAZAL Apne anjaam ko dekhega to dar jayega Rait ka ghar na bana pal mein bikhar jayega Thokrein khake tu mohtaat bana le Khud ko Mohtaat = Precautious Thokron se jo sabaq lega sanwar jayega Raat lambi hai magar subha bhi aayegi zaroor Gham ka darya bhi ye ek roz utar jayega Jo hasad karta hai apna hi bura karta hai Hasad = Jealousness Apni hi aag mein jal jal ke wo mar jayega 'Ashna' kufr hai mayoos khuda se hona Kufr = Deny or doubt in power of Allah Hoke mayoos khuda se tu kidhar jayega
Riyaz Ashna
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #28 on: April 21, 2010, 05:02:44 AM » |
|
Rajesh ji aapka bahot bahot shukriya ke aapne ghazal ko pasand farmaya.Bahut achchhi peshkash hai Riyaz Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #29 on: April 21, 2010, 12:14:15 PM » |
|
Neel ji aapka bahot saara shukriya ke ghazal ko aapne pasand farmaaya. Main hamesha koshish karta hun ke aasaan words ka istemaal karun. Lekin jab kabi hard words aa jaate hain to unka meaning bhi likh deta hun. Thanks again for liking.WAH WAH WAH!!!!!!!!!!!!! bhut hi khoob!!!!!!!!!!!
one more thnx to xplain d words sumtym i didnt undrstnd hard words. usually i dont read if its nor in simple words so thnx to u 2 xplain such a nyc way .....
Vry positive ........lyk it !!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|