Apni Keh Du

by Roja on April 20, 2009, 05:17:38 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1096 times)
Roja
Guest
Reply with quote
Apni keh du jag ki sun lu, in baaton ka chav akarta hai,
Jo sun nahi sakte baat sachchi, unhe mera swabaav akarta hai..

Jo aaya hai so jayega jag se, aksar log kehte hai,
Atal satya mrityu-jeevan per maut ka prabhav akarta hai..

Beganon ki kya baat kahu mai, apne bhi dete ghav yahan
Apnon ka diya ber nahi sakta kabhi, vo ghaav akarta hai..

Katne ko lekar meri lage hai peeche mere apne
In apnon ka sapnon mein bhi yeh lagaav akarta hai..

Apni raah chalta hai paani, pyas bhujane dharti ki
Per rah ke pattar dekhiye, unhe yeh bhaav akarta hai..

Manzil ki oor badte kadmon ko, rokti hai rukavate kitni
Hoti hai aahate kitni, zindagi per maut ka daav akarta hai..

Maa pehli guru bacchon ki, uske bina kab jeevan savarta hai,
Sab kuch hai ghar mein "Roja" per Maa ka abhaav akarta hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Apni Socho se by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
apni dua se... by sagar_voski22@gmail.com in Shayari -e- Husn
Yahan apni apni bari par... by maya01 in Shayri-E-Dard
Apni Gurbat Ka..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
-----/// Soch apni, samajh apni /// ------ Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
pandit
Guest
«Reply #1 on: April 20, 2009, 05:26:44 PM »
Reply with quote
waah rooja jee..
kaabil-e-tareef hai aapki lines........
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: April 20, 2009, 05:37:30 PM »
Reply with quote
Apni keh du jag ki sun lu, in baaton ka chav akarta hai,
Jo sun nahi sakte baat sachchi, unhe mera swabaav akarta hai..

Jo aaya hai so jayega jag se, aksar log kehte hai,
Atal satya mrityu-jeevan per maut ka prabhav akarta hai..

Beganon ki kya baat kahu mai, apne bhi dete ghav yahan
Apnon ka diya ber nahi sakta kabhi, vo ghaav akarta hai..

Katne ko lekar meri lage hai peeche mere apne
In apnon ka sapnon mein bhi yeh lagaav akarta hai..

Apni raah chalta hai paani, pyas bhujane dharti ki
Per rah ke pattar dekhiye, unhe yeh bhaav akarta hai..

Manzil ki oor badte kadmon ko, rokti hai rukavate kitni
Hoti hai aahate kitni, zindagi per maut ka daav akarta hai..

Maa pehli guru bacchon ki, uske bina kab jeevan savarta hai,
Sab kuch hai ghar mein "Roja" per Maa ka abhaav akarta hai

Excellent Applause Applause Applause

Khaas kar last sher ne do dil ko jaise nichorh liya !!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: April 21, 2009, 05:15:48 AM »

MAA MAA HOTI.....ISS DUNIYAA MAIN KHUDAA KAA SABSEY BADA GIFT....

 ROJA ...AAPNEY TO JAZBAATI KAR DIYAA.... BAHAUT ACHCHA KALAAM HAI

K_A
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: April 21, 2009, 06:01:05 AM »
Reply with quote
Superb Roja!.. Simply superb Dear!
Logged
salma786
Guest
«Reply #5 on: April 21, 2009, 06:12:22 AM »
Reply with quote
Apni keh du jag ki sun lu, in baaton ka chav akarta hai,
Jo sun nahi sakte baat sachchi, unhe mera swabaav akarta hai..

Jo aaya hai so jayega jag se, aksar log kehte hai,
Atal satya mrityu-jeevan per maut ka prabhav akarta hai..

Beganon ki kya baat kahu mai, apne bhi dete ghav yahan
Apnon ka diya ber nahi sakta kabhi, vo ghaav akarta hai..

Katne ko lekar meri lage hai peeche mere apne
In apnon ka sapnon mein bhi yeh lagaav akarta hai..

Apni raah chalta hai paani, pyas bhujane dharti ki
Per rah ke pattar dekhiye, unhe yeh bhaav akarta hai..

Manzil ki oor badte kadmon ko, rokti hai rukavate kitni
Hoti hai aahate kitni, zindagi per maut ka daav akarta hai..

Maa pehli guru bacchon ki, uske bina kab jeevan savarta hai,
Sab kuch hai ghar mein "Roja" per Maa ka abhaav akarta hai

Bahoot hi khoob Roja sis!
Bahoot hi ache dhang se apne zindegi ki sachaai ko bayaan kiya Applause Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: April 24, 2009, 02:19:42 AM »
Reply with quote
waah rooja jee..
kaabil-e-tareef hai aapki lines........

Thanks Pandit ji  Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: April 24, 2009, 02:26:04 AM »
Reply with quote
Excellent Applause Applause Applause

Khaas kar last sher ne do dil ko jaise nichorh liya !!

Thanks for yr valuable comment dear Talat  Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: April 24, 2009, 02:29:33 AM »
Reply with quote

MAA MAA HOTI.....ISS DUNIYAA MAIN KHUDAA KAA SABSEY BADA GIFT....

 ROJA ...AAPNEY TO JAZBAATI KAR DIYAA.... BAHAUT ACHCHA KALAAM HAI

K_A

Bahut bahut shukriya Khamosh ji. Haan sahi kaha Maa is dunia mein khuda ka diya sabse bada gift hi hai.Magar Wo Bi Mere Pass Nahi Hai  crybaby2
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: April 24, 2009, 02:32:05 AM »
Reply with quote
Superb Roja!.. Simply superb Dear!

Thanks dear Sophi  Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: April 24, 2009, 02:34:23 AM »
Reply with quote
Bahoot hi khoob Roja sis!
Bahoot hi ache dhang se apne zindegi ki sachaai ko bayaan kiya Applause Applause Applause

Thanks for reading dear Salma
Logged
pandit
Guest
«Reply #11 on: April 24, 2009, 02:41:02 AM »
Reply with quote
Thanks Pandit ji  Usual Smile

u welcome roja jee..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:14:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer