Apni Tanhaiyon mein Bhi Muskuraate Rahe "Khwaish"

by khwaish on August 22, 2010, 11:03:49 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 4620 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #15 on: August 26, 2010, 11:31:58 AM »
Reply with quote
mahobbat to hamesha hoti hai
markar bhi nibhai jati hai

haan sath bhale hi na rahen jism
rooh to hamesha sath me rehti hai......
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: August 26, 2010, 11:41:14 AM »
Reply with quote
Toote Hue Khwaab Kuch Iss Tarah Dil Dhukaate Rahe
Waqt-Bewaqt Kuch Lamhe Yaad Aate Rahe..

Unka Door-Door Tak Mohabbat Se Koi Vaasta Na Tha!!!
Par Unhe Humse Mohabbat hai,Yeh kehkar Hum Dil Behlaate Rahe

Raah-e-Waffa Ke safar par Woh Kuch yuh Badnaam Hue
Phir Bhi Hum Kasoorvaar the,Yeh Duniya Ko Batlaate rahe...

Band Palkon Par Jo Tera Aks Sa Bankar Reh Jaata Tha
Khuli Jo palkein Woh Ashq bankar Aankhon Mein Jhilmilaate Rahe...

Yahan Kisi Ko Rota Dekhkar Aakhir Kaun Rota Hai
Ek Hum The Jo Apni Tanhaiyon Mein Bhi Muskuraate Rahe...

Lab-e-Khamosh Ab Kuch Izhaar-e-Tamanna Chaahe!!!
Par Har Baar Ki Tarah woh sirf nazrein Churaate Rahe...

"khwaish" Ke Shero par Jinhe Khamosh Rehne Ki Aadat Thi
Raaton Mein baithkar Woh Inn Shero Ko Guungunate Rahe...

AaJ Ke Daur mein kaun Yaad Rakhta Hai Bhooli-Beesri Baaton ko
"Khwaish" Ki Baat Aur hai!!!Kuch Waado Ko Hum Aaj Tak Nibhaate Rahe..

                     ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut khoob Khwaish Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: August 27, 2010, 09:07:54 AM »
Reply with quote
khwaish ji sabse pehle .....daad kubool hoo~

kisike chale jane se tanhai nahi hoti,
dil toot jane se hi ruswai nahi hoti,
markar bhi zinda rehte he log "Abhi" ,
sirf zindagi bhar ki muhabbat nahi hoti~


Abhi Ji pasand Farmane ke liye teh dil se shukriya aapka..

Aur Bhaut Khoob kaha Hai Aapne..

Bhari Mehfil mein Bhi jo Tanha Hai
Kabhi Usse Pucho tanhai Kya Hoti hai...

Jab Dil Toothta hai Aur koi Aas-Paas na Ho,
usse Pucho Sanam Ki ruswai Kya Hoti hai..

Yeh Baat Sach Hai Ke Mohabbat Zindagi bhar nahi rehti
Par kabhi kisi Mohabbat mein Chot Khaaye Hue Shayar Se Pucho,
Ke Lafzo Ki Gehraai Kya Hoti Hai...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #18 on: August 27, 2010, 03:48:31 PM »
Reply with quote
Abhi Ji pasand Farmane ke liye teh dil se shukriya aapka..

Aur Bhaut Khoob kaha Hai Aapne..

Bhari Mehfil mein Bhi jo Tanha Hai
Kabhi Usse Pucho tanhai Kya Hoti hai...

Jab Dil Toothta hai Aur koi Aas-Paas na Ho,
usse Pucho Sanam Ki ruswai Kya Hoti hai..

Yeh Baat Sach Hai Ke Mohabbat Zindagi bhar nahi rehti
Par kabhi kisi Chot Khaaye Hue Shayar Se Pucho,
Ke Lafzo Ki Gehraai Kya Hoti...


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #19 on: August 28, 2010, 07:15:57 AM »
Reply with quote
Abhi Ji pasand Farmane ke liye teh dil se shukriya aapka..

Aur Bhaut Khoob kaha Hai Aapne..

Bhari Mehfil mein Bhi jo Tanha Hai
Kabhi Usse Pucho tanhai Kya Hoti hai...

Jab Dil Toothta hai Aur koi Aas-Paas na Ho,
usse Pucho Sanam Ki ruswai Kya Hoti hai..

Yeh Baat Sach Hai Ke Mohabbat Zindagi bhar nahi rehti
Par kabhi kisi Mohabbat mein Chot Khaaye Hue Shayar Se Pucho,
Ke Lafzo Ki Gehraai Kya Hoti Hai...


 Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause

aji haqiqat mujhse puchhen to yahi keheti he shayad:-

bin taron ka ambar dekha he mene "Abhi"
bin pyar koi shayar nahi dekha~
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: September 26, 2010, 10:26:39 AM »
Reply with quote
nice


Bahut Bahut Shukriya Manoj ji..

Kaash Aap Thoda Dil Aur bada kar dete.. tongue3
Logged
suman59
Guest
«Reply #21 on: December 30, 2012, 04:39:04 AM »
Reply with quote
Toote Hue Khwaab Kuch Iss Tarah Dil Dhukaate Rahe
Waqt-Bewaqt Kuch Lamhe Yaad Aate Rahe..

Unka Door-Door Tak Mohabbat Se Koi Vaasta Na Tha!!!
Par Unhe Humse Mohabbat hai,Yeh kehkar Hum Dil Behlaate Rahe

Raah-e-Waffa Ke safar par Woh Kuch yuh Badnaam Hue
Phir Bhi Hum Kasoorvaar the,Yeh Duniya Ko Batlaate rahe...

Band Palkon Par Jo Tera Aks Sa Bankar Reh Jaata Tha
Khuli Jo palkein Woh Ashq bankar Aankhon Mein Jhilmilaate Rahe...

Yahan Kisi Ko Rota Dekhkar Aakhir Kaun Rota Hai
Ek Hum The Jo Apni Tanhaiyon Mein Bhi Muskuraate Rahe...

Lab-e-Khamosh Ab Kuch Izhaar-e-Tamanna Chaahe!!!
Par Har Baar Ki Tarah woh sirf nazrein Churaate Rahe...

"khwaish" Ke Shero par Jinhe Khamosh Rehne Ki Aadat Thi
Raaton Mein baithkar Woh Inn Shero Ko Guungunate Rahe...

AaJ Ke Daur mein kaun Yaad Rakhta Hai Bhooli-Beesri Baaton ko
"Khwaish" Ki Baat Aur hai!!!Kuch Waado Ko Hum Aaj Tak Nibhaate Rahe..

                     ~~~~~Khwaish~~~~~

wah wah aaj to ek se badkar ek padne ko mil raha hai. aap bahut acha likhte hai khwaish jee.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 16 hours and 48 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #22 on: December 30, 2012, 04:46:57 AM »
Reply with quote
BOHUT BOHUT UMDA LIKHA HAI AAPNE
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:51:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer