~*~ Asani se koi milta nahin ~*~ by Rahim

by dead heart on September 26, 2011, 12:17:17 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1674 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Raat kay 3 baj rahe hai, ankhon main kuch ashq liye, kuch dher sare ehsaason ko lavz de raha hoon..

Humne toh dard ko kabka chorrna chaha Rahim,
Bas ek wohi hai, jisne hume humsafar bana rakha hai..

Dabe paun jab tu mere sapnon main ajaye,
Khwabon ka woh suraj phir kabhi, dhalta nahin..

Tera naam kisi aur ki zuban se sun loun Zalim,
Dil aise moukon par phir sambhalta nahin..

Aisa nahin kay us’se mohobat ki toh afsos hai mujhe,
Mager kash woh kabhi mera haath, chorrta nahin..

Azeez toh sabko hoon zarurat kay waqton main,
Afsos, umr bhar kay liye dil main, mujhe koi rakhta nahin..

Tujse bichrre toh jaise mano zindagi ne zindagi le li,
Mere dil main ab khushion ka phool, khilta nahin..

Dil se ehsaas hi bicharr gaya mohobat ka isiliye,
‘Khamosh’ ab mohobat par mohobat se, likhta nahin..

Doston ager zindagi ne diya hai tumhe apna koi,
Toh usse khud ki saanson se zyada sambhal kay rakhna,
Zindagi ko zindagi banane wala, asani se milta nahin..

‘Khamosh’ ne toh seekhli ada dard main jeene ki, muskurane ki,
Haan mager yeh zaroor hai, har koi yeh ada, seekhta nahin..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aur kuch milta nahin............ by qayda in Ghazals
INSAAN MILTA NAHIN by Taasir siddiqui in Ghazals
**Meri jaan tu nahin toh 'Rahim' nahin**by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
sukoon nahin milta by saahill in Other Languages
Sirf chahne se naam dham milta nahin ---bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #1 on: September 26, 2011, 03:20:41 AM »
Reply with quote
Khub Rahim Bhai..!!
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #2 on: September 26, 2011, 03:31:28 AM »
Reply with quote
BAhut Khoob Rahim Ji

Azeez To Sub Ko Hoon Azrurat Kay Waqton Mein
Afsos Umar Bhar Ke Liye Mujhay Dil Mein Rakhta Koi NAhi

Bahut Khoob Daad Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #3 on: September 26, 2011, 03:51:22 AM »
Reply with quote
nice
Raat kay 3 baj rahe hai, ankhon main kuch ashq liye, kuch dher sare ehsaason ko lavz de raha hoon..

Humne toh dard ko kabka chorrna chaha Rahim,
Bas ek wohi hai, jisne hume humsafar bana rakha hai..

Dabe paun jab tu mere sapnon main ajaye,
Khwabon ka woh suraj phir kabhi, dhalta nahin..

Tera naam kisi aur ki zuban se sun loun Zalim,
Dil aise moukon par phir sambhalta nahin..

Aisa nahin kay us’se mohobat ki toh afsos hai mujhe,
Mager kash woh kabhi mera haath, chorrta nahin..

Azeez toh sabko hoon zarurat kay waqton main,
Afsos, umr bhar kay liye dil main, mujhe koi rakhta nahin..

Tujse bichrre toh jaise mano zindagi ne zindagi le li,
Mere dil main ab khushion ka phool, khilta nahin..

Dil se ehsaas hi bicharr gaya mohobat ka isiliye,
‘Khamosh’ ab mohobat par mohobat se, likhta nahin..

Doston ager zindagi ne diya hai tumhe apna koi,
Toh usse khud ki saanson se zyada sambhal kay rakhna,
Zindagi ko zindagi banane wala, asani se milta nahin..

‘Khamosh’ ne toh seekhli ada dard main jeene ki, muskurane ki,
Haan mager yeh zaroor hai, har koi yeh ada, seekhta nahin..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: September 26, 2011, 04:52:42 AM »
Reply with quote
bahut khoob dost--
khus rahiye
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #5 on: September 26, 2011, 08:27:39 AM »
Reply with quote
dard ki intehan h0 gayi rahim ji bahut sunder a1faz Applause Applause Applause
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: September 26, 2011, 12:27:19 PM »
Reply with quote

Rahim Sahab,

Waah waah kya baat hai..

Daad kubool farmaayen..

Satish Shukla 'Raqeeb'
 
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 26, 2011, 12:33:44 PM »
Reply with quote
Raat kay 3 baj rahe hai, ankhon main kuch ashq liye, kuch dher sare ehsaason ko lavz de raha hoon..

Humne toh dard ko kabka chorrna chaha Rahim,
Bas ek wohi hai, jisne hume humsafar bana rakha hai..

Dabe paun jab tu mere sapnon main ajaye,
Khwabon ka woh suraj phir kabhi, dhalta nahin..

Tera naam kisi aur ki zuban se sun loun Zalim,
Dil aise moukon par phir sambhalta nahin..

Aisa nahin kay us’se mohobat ki toh afsos hai mujhe,
Mager kash woh kabhi mera haath, chorrta nahin..

Azeez toh sabko hoon zarurat kay waqton main,
Afsos, umr bhar kay liye dil main, mujhe koi rakhta nahin..

Tujse bichrre toh jaise mano zindagi ne zindagi le li,
Mere dil main ab khushion ka phool, khilta nahin..

Dil se ehsaas hi bicharr gaya mohobat ka isiliye,
‘Khamosh’ ab mohobat par mohobat se, likhta nahin..

Doston ager zindagi ne diya hai tumhe apna koi,
Toh usse khud ki saanson se zyada sambhal kay rakhna,
Zindagi ko zindagi banane wala, asani se milta nahin..

‘Khamosh’ ne toh seekhli ada dard main jeene ki, muskurane ki,
Haan mager yeh zaroor hai, har koi yeh ada, seekhta nahin..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Dost Rahim, Bahut Bahutttttt Khoooooob!!!

Bahut Hi Khoobsurti se Jazbaaton Ko Lafzon Mein Utaara Hai Aapne..

Dil Ko Chuti Hai Yeh Nazm..Bahut Ache..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: September 26, 2011, 01:24:34 PM »
Reply with quote
Khub Rahim Bhai..!!
Teh dil se shukriya Gyan jee..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: September 26, 2011, 01:27:02 PM »
Reply with quote
BAhut Khoob Rahim Ji

Azeez To Sub Ko Hoon Azrurat Kay Waqton Mein
Afsos Umar Bhar Ke Liye Mujhay Dil Mein Rakhta Koi NAhi

Bahut Khoob Daad Applause Applause
Teh dil se shukriya Sanjeev jee..
Saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: September 26, 2011, 01:28:27 PM »
Reply with quote
nice
Shukriya Manoj jee..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: September 26, 2011, 01:29:46 PM »
Reply with quote
bahut khoob dost--
khus rahiye

Apse thorre lambe comment ki umeed thi..
Aadat si hogayi hai..
Mager apne parra aur pasand farmaya,
isiliye apka teh teh dil se shukriya..
Khush rahiye//!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: September 26, 2011, 01:31:22 PM »
Reply with quote
dard ki intehan h0 gayi rahim ji bahut sunder a1faz Applause Applause Applause
Haha Shukriya Shukriya Kamal jee..
Saath dete rahiye..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: September 26, 2011, 01:43:14 PM »
Reply with quote
Rahim Sahab,

Waah waah kya baat hai..

Daad kubool farmaayen..

Satish Shukla 'Raqeeb'
 
Teh teh dil se shukriya Satish jee..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: September 26, 2011, 01:45:05 PM »
Reply with quote
Dost Rahim, Bahut Bahutttttt Khoooooob!!!

Bahut Hi Khoobsurti se Jazbaaton Ko Lafzon Mein Utaara Hai Aapne..

Dil Ko Chuti Hai Yeh Nazm..Bahut Ache..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bhai Khwaish,
Apka teh teh dil se shukriya..
Apne isse parra, samjha aur saraha..
Khush rahiye..!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:03:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer