Asifa ki kahani

by Shaanu on April 13, 2018, 07:34:38 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 844 times)
Shaanu
New Member


Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
6 hours and 49 minutes.
Posts: 29
Member Since: May 2014


View Profile
Reply with quote
Nanhi si pari thi main.
Bade nazo se pali thi main.
Kis baat ki di mujhe yeh sazaa,
Kar diya meri rooh ko mere tan se judaa,
Parhna-likhna, mera tha shauk ghodo ko charana,
Abba ka haath batana, Ammi ko satana.
Badi ho kar dulhan banna chahti thi main,
Apna ghar-angaan sajana chahti thi main,
Mujhe thi imaan wali zindagi jeene ki aas,
Lekin kuch darindo ne meri izzat loti,
Bhuja li apni hawas ki pyaas,
Abba ka main beta thi, Ammi ki thi main jaan.
Madad karne ke bahane, jungle le gaye mujhe kuch haiwaan,
Unhone meri izzat luti,
Hay rey meri kismat phuti,
Raat-din mere jism se khelte rahe woh,
Mere phool jaise badan ko apne pairo tale masalte rahe woh,
Nahi karongi un darindo kabhi maaf,
Kya milega mujhe insaaf, kya milega mujhe insaaf,
#JusticeForAsifa
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
×÷·.·´¯`·)» (Dil di kahani) «(·´¯`·.·÷× by Naya_Daur in Pain in Love : Punjabi poetry
Gum ki kahani by indian_groom in Shayri-E-Dard
ek or kahani.... by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
DIL KI KAHANI by ansuman in English
~Ek Kahani~ by khushi4pari in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: April 13, 2018, 10:45:00 PM »
Reply with quote
Nanhi si pari thi main.
Bade nazo se pali thi main.
Kis baat ki di mujhe yeh sazaa,
Kar diya meri rooh ko mere tan se judaa,
Parhna-likhna, mera tha shauk ghodo ko charana,
Abba ka haath batana, Ammi ko satana.
Badi ho kar dulhan banna chahti thi main,
Apna ghar-angaan sajana chahti thi main,
Mujhe thi imaan wali zindagi jeene ki aas,
Lekin kuch darindo ne meri izzat loti,
Bhuja li apni hawas ki pyaas,
Abba ka main beta thi, Ammi ki thi main jaan.
Madad karne ke bahane, jungle le gaye mujhe kuch haiwaan,
Unhone meri izzat luti,
Hay rey meri kismat phuti,
Raat-din mere jism se khelte rahe woh,
Mere phool jaise badan ko apne pairo tale masalte rahe woh,
Nahi karongi un darindo kabhi maaf,
Kya milega mujhe insaaf, kya milega mujhe insaaf,
#JusticeForAsifa
crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2
  sad10 sad10 sad10 sad10 sad10 sad10 sad10 sad10 sad10 sad10 sad10
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 17, 2018, 08:26:51 AM »
Reply with quote
Dard Ke Kalaam Ko Waah Nahi Kehte, Aah Kehte Hain,.
Good Work Bro,.

#Justice4Asifa And All Victims
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #3 on: April 19, 2018, 12:25:58 AM »
Reply with quote
Kiya kahen, dil bhara hova hai, lab band hai, aankhen khameez gila kar rahi hain
afsoos hamare is mulk me aise bhi darinde aur haivan bhi hain.

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 12:24:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer