sarfira
Guest
|
baat ugalwane ki aukat rakh baat manwane ki aukat rakh
jo kar sako poori fir sapne sajone ki aukat rakh
wo aur the jo kar gaye namak-halaali tu bas rasm nibhane ki aukaat rakh
bachanparasti ki na baate kar ik waade pe tik jaane ki aukaat rakh
chhodd bhi ab chaand sitaaroN ki chahat do junn rotee ki aukaat rakh
bhee me khone ki ye mayusi kyun tu pehchan banane ki aukaat rakh !!! !! !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 04, 2013, 12:00:11 PM » |
|
baat ugalwane ki aukat rakh baat manwane ki aukat rakh
jo kar sako poori fir sapne sajone ki aukat rakh
wo aur the jo kar gaye namak-halaali tu bas rasm nibhane ki aukaat rakh
bachanparasti ki na baate kar ik waade pe tik jaane ki aukaat rakh
chhodd bhi ab chaand sitaaroN ki chahat do junn rotee ki aukaat rakh
bhee me khone ki ye mayusi kyun tu pehchan banane ki aukaat rakh !!! !! !
ahaaa.. very different from others... i liked it..... (shayad) mai is kavita k liye sabhashi dene ka aukaat rakhti hu : .... Really i liked it
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #3 on: February 04, 2013, 01:19:15 PM » |
|
waah waah aur waah bahut khoob dheron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
laaiba
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 04, 2013, 01:28:51 PM » |
|
bohat khoob bohat khoob,......bohat c daad,..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 04, 2013, 03:03:47 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #6 on: February 04, 2013, 03:23:42 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #7 on: February 04, 2013, 03:27:47 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 04, 2013, 04:32:58 PM » |
|
wah re! teekhe tevar Sarfira ke utha bhi! to khud ko Giraa ke ! thanx aal
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tuhina
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 04, 2013, 05:16:17 PM » |
|
bahut khoob sarfira ji , dheron daad....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 04, 2013, 05:55:24 PM » |
|
chhodd bhi ab chaand sitaaroN ki chahat do junn rotee ki aukaat rakh
bheed me khone ki ye mayusi kyun tu pehchan banane ki aukaat rakh
Salaam aapke jazbe ko khoob ..bahut khoob likha hai aapne..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #12 on: February 07, 2013, 01:02:41 AM » |
|
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 07, 2013, 03:25:41 AM » |
|
ahaaa.. very different from others... i liked it..... (shayad) mai is kavita k liye sabhashi dene ka aukaat rakhti hu : .... Really i liked it thanx ji shayd mai bhi shabaasi lene ka aukaat rakhta hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 07, 2013, 03:31:12 AM » |
|
Parwaaz bro---- aap kuch jada tareef kr gye jiski mai aukat nhi rakhta bas dimagi pareshani ko halke shabdo me dhala tha-- ar aap to shayr hi keh gye mujhe aap ka sukriya hausla afjaii ka khus rahie
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|