Azeem's Sharing,.

by Jaanasheen on May 18, 2009, 07:56:16 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1650 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Sorry Title Samajh Mein Nahi Aaya,.

Ghumghasta Mohabbat Mein Khawaabon Ki Tarha hai,
Wo Rooh Ke Sehra Mein Sarabon Ki  Tarha   Hai,
Wo Zeest Ke Maktab  Mein Neesabon Ki Tarha Hai.
Parhta Hun Usay Roz  Kitaabon Ki Tarha Hai.!

Ab Unsay Khayaalo Mein Hi  Ho Jaati Hai Baatein,
Go Beech Mein Parda Sa Heejabon Ki Tarha Hai.
Us Shakhs Ke Lehjay Mein Sheeshay Ki Khanak Hai,
Rag-Rag Mein Utarta Hai Sharabon Ki Tarha Hai.!!

Us Shakhs Ke Paikar Mein Hai Shakhon Ki Lachak Si,
Us Shakhs Ka Chehra Bhi Gulaabon Ki Tarha Hai.
Jo Vasl Ki Raaton Mein Hai Ik Maah-e-Munavvar,
Furqat Mein Wohi Shakhs  Azaabon Ki Tarha Hai....!!!

___________________________________-NM-
Logged
punam
Guest
«Reply #1 on: May 18, 2009, 08:04:40 PM »
Reply with quote
Bahut acha bhaiya..nice sharing...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 18, 2009, 08:07:47 PM »
Reply with quote
Shukriya Punam,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: May 18, 2009, 08:43:13 PM »
Reply with quote
Nice sharing Bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 18, 2009, 08:45:24 PM »
Reply with quote
Nice sharing Bro

Shukriya Raheem Bhai,.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: May 18, 2009, 09:20:31 PM »
Reply with quote
wah wah azeem ji,nice sharing,wonderful.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 18, 2009, 09:23:07 PM »
Reply with quote
wah wah azeem ji,nice sharing,wonderful.

Shukriya Madhuwesh Ji,.
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: May 18, 2009, 09:53:37 PM »
Reply with quote
Sorry Title Samajh Mein Nahi Aaya,.

Ghumghasta Mohabbat Mein Khawaabon Ki Tarha hai,
Wo Rooh Ke Sehra Mein Sarabon Ki  Tarha   Hai,
Wo Zeest Ke Maktab  Mein Neesabon Ki Tarha Hai.
Parhta Hun Usay Roz  Kitaabon Ki Tarha Hai.!

Ab Unsay Khayaalo Mein Hi  Ho Jaati Hai Baatein,
Go Beech Mein Parda Sa Heejabon Ki Tarha Hai.
Us Shakhs Ke Lehjay Mein Sheeshay Ki Khanak Hai,
Rag-Rag Mein Utarta Hai Sharabon Ki Tarha Hai.!!

Us Shakhs Ke Paikar Mein Hai Shakhon Ki Lachak Si,
Us Shakhs Ka Chehra Bhi Gulaabon Ki Tarha Hai.
Jo Vasl Ki Raaton Mein Hai Ik Maah-e-Munavvar,
Furqat Mein Wohi Shakhs  Azaabon Ki Tarha Hai....!!!

___________________________________-NM-

WAAH KYA BAAT HAI AZEEM BHAI.........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 18, 2009, 09:55:05 PM »
Reply with quote
WAAH KYA BAAT HAI AZEEM BHAI.........
Shukriya Pandit Ji,.
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: May 18, 2009, 10:03:10 PM »
Reply with quote
Shukriya Pandit Ji,.

U WELCOME AZEEM...
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #10 on: May 19, 2009, 01:57:39 AM »
Reply with quote
Again very nice
Again an amazing title
SARVESH RASTOGI
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #11 on: May 19, 2009, 05:27:59 AM »
Reply with quote
Sorry Title Samajh Mein Nahi Aaya,.

Ghumghasta Mohabbat Mein Khawaabon Ki Tarha hai,
Wo Rooh Ke Sehra Mein Sarabon Ki  Tarha   Hai,
Wo Zeest Ke Maktab  Mein Neesabon Ki Tarha Hai.
Parhta Hun Usay Roz  Kitaabon Ki Tarha Hai.!

Ab Unsay Khayaalo Mein Hi  Ho Jaati Hai Baatein,
Go Beech Mein Parda Sa Heejabon Ki Tarha Hai.
Us Shakhs Ke Lehjay Mein Sheeshay Ki Khanak Hai,
Rag-Rag Mein Utarta Hai Sharabon Ki Tarha Hai.!!

Us Shakhs Ke Paikar Mein Hai Shakhon Ki Lachak Si,
Us Shakhs Ka Chehra Bhi Gulaabon Ki Tarha Hai.
Jo Vasl Ki Raaton Mein Hai Ik Maah-e-Munavvar,
Furqat Mein Wohi Shakhs  Azaabon Ki Tarha Hai....!!!

___________________________________-NM-


WAAH AZEEM BHAI....YEH SAB PAD KAR WAAQI MAZAA AATAA HAI..KYAA SHARING HAI
Logged
Sammual
Guest
«Reply #12 on: May 19, 2009, 05:57:42 AM »
Reply with quote
Good One Bro.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 19, 2009, 10:15:37 AM »
Reply with quote
Again very nice
Again an amazing title
SARVESH RASTOGI

Shukriya Sarvesh Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 19, 2009, 10:17:30 AM »
Reply with quote

WAAH AZEEM BHAI....YEH SAB PAD KAR WAAQI MAZAA AATAA HAI..KYAA SHARING HAI

Shukriya K A Bhai, Inshallah Aage Bhi Yahi Koshish Rahegi Ke Achchi Sharings Karoon,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:04:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer