baatein -----------------------------------PWFS

by pankajwfs on April 03, 2012, 10:44:27 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1006 times)
pankajwfs
Guest
Reply with quote
Kehte rahe Isq ko jo bezaar si baatien.
PehroN karte hain wo pyar ki baatein.

Har lehza kiya humne izhaar-e-wafa,
Aur wo karte rahe inkaar ki baatein.

Lutae baithe hain apna chain-o-sukuN,
Diwane kya jaane karobaar ki baatien.

Chupaye phirte ho isq ka tofaaN lekin,
Kehte ho haiN sab ye bekaar ki batein.

Hai nahi aasaaN padhna chehra kisi ka,
sach bata deti haiN absaar ki baatien.

Khirama khirama aaiga sheroN me wajan,
Rafta Rafta kariye afakaar ki baatien.

Darrane ko Aam aadmi ko muflishi kaafi
Tohamat se choti hai auzaar ki baatien.

Chod ke sab chal raah-e-khuda pe 'pankaj'.
Fanna hojaigi dil aur dildar ki baatein.

(PWFS - 03/04/2012)

Afakaar - Creation
Absaar - Eyes
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DO BAATEIN AAPKI DO BAATEIN HUMARI by muskan_bye in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 3  All »
Aaj Kal ka Isq........ PWFS by pankajwfs in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Afsaane ... PWFS by pankajwfs in Shayari -e- Husn
< Kasoor > ..... PWFS by pankajwfs in Shayri-E-Dard
<< Fariyaad >>............ PWFS by pankajwfs in Ghazals
masoom shahjada
Guest
«Reply #1 on: April 03, 2012, 11:25:09 AM »
Reply with quote
Jo karte rahe kinaara muhabaatoN se
PehroN karte hain ab pyar ki baatein.

Har lehza kiya humne izhaar-e-wafa,
Aur wo karte rahe inkaar ki baatein.

Lutae baithe hain apna chain-o-sukuN,
Diwane kya jaane karobaar ki baatien.

Chupaye phirte ho isq ka tofaaN lekin,
Kehte ho haiN sab ye bekaar ki batein.

Hai nahi aasaaN padhna chehra kisi ka,
sach bata deti haiN absaar ki baatien.

Khirama khirama aaiga sheroN me wajan,
Rafta Rafta kariye afakaar ki baatien.

Darrane ko Aam aadmi ko muflishi kaafi
Tohamat se choti hai auzaar ki baatien.

Chod ke sab chal raah-e-khuda pe 'pankaj'.
Fanna hojaigi dil aur dildar ki baatein.

(PWFS - 03/04/2012)

Afakaar - Creation
Absaar - Eyes

Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
dolly
Guest
«Reply #2 on: April 03, 2012, 11:40:24 AM »
Reply with quote
wah...bahut khoob pankaj ji...Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: April 03, 2012, 11:46:47 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob pankaj ji badee khushee hui padh kar
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: April 03, 2012, 12:12:32 PM »
Reply with quote
beautiful creation Pankaj ji.. Bahoot Bahoot Khoob Likha hai !!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 03, 2012, 12:15:03 PM »
Reply with quote
Waah Waah Waah!!!!

Bahut Bahut Khooob pankaj ji..

Bahut Hi Khoobsurat Peshkash!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: April 03, 2012, 03:02:44 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause bahut khoob Pankaj ji...!!1
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: April 03, 2012, 03:37:47 PM »
Reply with quote
Jo karte rahe kinaara muhabaatoN se
PehroN karte hain ab pyar ki baatein.

Har lehza kiya humne izhaar-e-wafa,
Aur wo karte rahe inkaar ki baatein.

Lutae baithe hain apna chain-o-sukuN,
Diwane kya jaane karobaar ki baatien.

Chupaye phirte ho isq ka tofaaN lekin,
Kehte ho haiN sab ye bekaar ki batein.

Hai nahi aasaaN padhna chehra kisi ka,
sach bata deti haiN absaar ki baatien.

Khirama khirama aaiga sheroN me wajan,
Rafta Rafta kariye afakaar ki baatien.

Darrane ko Aam aadmi ko muflishi kaafi
Tohamat se choti hai auzaar ki baatien.

Chod ke sab chal raah-e-khuda pe 'pankaj'.
Fanna hojaigi dil aur dildar ki baatein.
acha maqta hai....!

(PWFS - 03/04/2012)

Afakaar - Creation
Absaar - Eyes


nice.................!
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #8 on: April 03, 2012, 04:34:49 PM »
Reply with quote
boht khub
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: April 03, 2012, 04:50:29 PM »
Reply with quote
pankaj ji.bahut khubsurat post hai.bahut bahut mubarakbaad.
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #10 on: April 04, 2012, 02:39:25 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Thanks masoom ji
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #11 on: April 04, 2012, 04:00:04 AM »
Reply with quote
wah...bahut khoob pankaj ji...Usual Smile
Sukriya dolly ji post pe apni nazar-e-inayat karne ke liye aur pasand karne ke liye
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #12 on: April 04, 2012, 07:46:49 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob pankaj ji badee khushee hui padh kar
Bahut bahut sukriya sie hausla afzaai ke liye
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #13 on: April 04, 2012, 09:27:59 AM »
Reply with quote
Kehte rahe Isq me jo bezaar si baatien.
PehroN karte hain wo pyar ki baatein.

Har lehza kiya humne izhaar-e-wafa,
Aur wo karte rahe inkaar ki baatein.

Lutae baithe hain apna chain-o-sukuN,
Diwane kya jaane karobaar ki baatien.

Chupaye phirte ho isq ka tofaaN lekin,
Kehte ho haiN sab ye bekaar ki batein.

Hai nahi aasaaN padhna chehra kisi ka,
sach bata deti haiN absaar ki baatien.

Khirama khirama aaiga sheroN me wajan,
Rafta Rafta kariye afakaar ki baatien.

Darrane ko Aam aadmi ko muflishi kaafi
Tohamat se choti hai auzaar ki baatien.

Chod ke sab chal raah-e-khuda pe 'pankaj'.
Fanna hojaigi dil aur dildar ki baatein.

(PWFS - 03/04/2012)

Afakaar - Creation
Absaar - Eyes


First Line MODIFIED
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #14 on: April 04, 2012, 09:29:11 AM »
Reply with quote
beautiful creation Pankaj ji.. Bahoot Bahoot Khoob Likha hai !!!

Thanks Nyasa Ji THanks For Appreciation
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:03:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer