Bachpan ki yaadein...................................Aqsh

by aqsh on November 28, 2012, 11:21:21 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 6198 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Woh befikr bachpan, woh girna sambhalna
Ammi ki nazroN se, bachkar nikalna

Woh chulhe ki roti, haathoN ka taqiya
GudiyoN ki shaadi, woh ladna jagadhna

Woh ammi ki lori, woh kisse-kahani
Woh abba ka mujhko, khana khilaana

Woh mitti ke haathi, woh mitti ke ghode
KheloN ki duniya meiN, hansna aur rona

Karke shararat, woh masoom banna
Woh ammi se darkar, kahin door chupna

Ammi ki godi thi, duniya ki jannat
Usi jannat meiN hota tha, apna sona

Mushkil hai bada, aasaan nahiN
Bhula dena, haseeN khwaab suhaana
Logged
nishi gahlaut
Guest
«Reply #1 on: November 28, 2012, 11:24:29 AM »
Reply with quote
bahut khoob Aqsh ji.. Applause Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: November 28, 2012, 11:28:14 AM »
Reply with quote
Woh befikr bachpan, woh girna sambhalna
Ammi ki nazroN se bachkar nikalna

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause

Woh chulhe ki roti, haathoN ka taqiya
GudiyoN ki shaadi, woh ladna jagadhna

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause

Woh ammi ki lori, woh kisse-kahani
Woh abba ka mujhko, khana khilaana

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause

Woh mitti ke haathi, woh mitti ke ghode
KheloN ki duniya meiN, hansna aur rona

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause

Karke shararat, woh masoom banna
Woh ammi se darkar, kahin door chupna

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause

Ammi ki ghodi thi, duniya ki jannat
Usi jannat meiN hota tha, apna sona

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause

Mushkil hai bada, aasaan nahiN
Bhula dena woh, haseeN khwaab suhaana


mind blowing  ek RAU meri taraf se inshallah kal lena ,,,bcoz after 8 hrs..
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: November 28, 2012, 11:28:24 AM »
Reply with quote
t
bahut khoob Aqsh ji.. Applause Applause
thnx nishi jee
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: November 28, 2012, 11:29:29 AM »
Reply with quote
mind blowing  ek RAU meri taraf se inshallah kal lena ,,,bcoz after 8 hrs..
thank you sahal jee
Logged
Aarish
Guest
«Reply #5 on: November 28, 2012, 11:37:08 AM »
Reply with quote
Woh befikr bachpan, woh girna sambhalna
Ammi ki nazroN se, bachkar nikalna

Woh chulhe ki roti, haathoN ka taqiya
GudiyoN ki shaadi, woh ladna jagadhna

Woh ammi ki lori, woh kisse-kahani
Woh abba ka mujhko, khana khilaana

Woh mitti ke haathi, woh mitti ke ghode
KheloN ki duniya meiN, hansna aur rona

Karke shararat, woh masoom banna
Woh ammi se darkar, kahin door chupna

Ammi ki ghodi thi, duniya ki jannat
Usi jannat meiN hota tha, apna sona

Mushkil hai bada, aasaan nahiN
Bhula dena woh, haseeN khwaab suhaana

wah kya baat hai aqsh jee nihayat umda kalaam hai, dheerroon daad qubool karen...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: November 28, 2012, 11:42:36 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai aqsh jee nihayat umda kalaam hai, dheerroon daad qubool karen...
bahut bahut thnx aarish jee
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #7 on: November 28, 2012, 12:08:07 PM »
Reply with quote
Woh befikr bachpan, woh girna sambhalna
Ammi ki nazroN se, bachkar nikalna

Woh chulhe ki roti, haathoN ka taqiya
GudiyoN ki shaadi, woh ladna jagadhna

Woh ammi ki lori, woh kisse-kahani
Woh abba ka mujhko, khana khilaana

Woh mitti ke haathi, woh mitti ke ghode
KheloN ki duniya meiN, hansna aur rona

Karke shararat, woh masoom banna
Woh ammi se darkar, kahin door chupna

Ammi ki ghodi thi, duniya ki jannat
Usi jannat meiN hota tha, apna sona

Mushkil hai bada, aasaan nahiN
Bhula dena, haseeN khwaab suhaana


nice,ma'am
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: November 28, 2012, 12:10:48 PM »
Reply with quote
nice,ma'am
thnx marhoom jee
Logged
bolte raho sushil
Guest
«Reply #9 on: November 28, 2012, 12:23:17 PM »
Reply with quote
gd one aapne to bachpan ki yaad hi dila di.....
Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: November 28, 2012, 12:24:14 PM »
Reply with quote
gd one aapne to bachpan ki yaad hi dila di.....
thnx sushil jee
Logged
bolte raho sushil
Guest
«Reply #11 on: November 28, 2012, 12:32:31 PM »
Reply with quote
sirf do line aur meri taraf se bhi DONT MIND....

wo mil k bichdna , wo gir k sambhalna,
ammi ki ungli pakad k hi chalna,
           na kuch tha hamara na kuch tha tumhara
           bade bekaboo hai wo bachpan ki yaaden ,
           wo shone k din aur chandi ki raaten .......

BAHOT KHUB :
AB LIKHUN TO SHABD KAM PAD JAAYENGE , AUR NA LIKHOON TO AANSOO BAHTE JAAYENGE.................
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #12 on: November 28, 2012, 12:42:10 PM »
Reply with quote
wow bahut khoob... sach mein bahut hi acha likha apne.. lovely..
Logged
aqsh
Guest
«Reply #13 on: November 28, 2012, 01:03:37 PM »
Reply with quote
sirf do line aur meri taraf se bhi DONT MIND....

wo mil k bichdna , wo gir k sambhalna,
ammi ki ungli pakad k hi chalna,
           na kuch tha hamara na kuch tha tumhara
           bade bekaboo hai wo bachpan ki yaaden ,
           wo shone k din aur chandi ki raaten .......

BAHOT KHUB :
AB LIKHUN TO SHABD KAM PAD JAAYENGE , AUR NA LIKHOON TO AANSOO BAHTE JAAYENGE.................

nahi aap chahe toh likh sakte hai mere taraf se koi manai nahi bachpan ki yaadein har kisi ko tadpaati hai
Logged
aqsh
Guest
«Reply #14 on: November 28, 2012, 01:04:22 PM »
Reply with quote
wow bahut khoob... sach mein bahut hi acha likha apne.. lovely..
thnx lovely jee
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:05:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer