* Bahuwon Ki Baaton Se*

by Roja on January 31, 2009, 05:16:08 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1861 times)
Roja
Guest
Reply with quote
Aankhon mein satrangi sapne Raj Bhawan ke bare mein
Chintaye lekar firte hai log watan ke bare mein..

Kab kaliyon ko khilna hai, kab phoolon ko murjana hai
Kante hi tayi karte hai her baat chaman ke bare mein..

Pehli barish mein hi khul jate hai jod makanon ke
Tum baatein karte ho jane kis sawan ke bare mein..

In kabharon ko padkar kaise so lete hai rahnuma
Surki mein jo chapti hai, her roj watan ke bare mein..

Beton ke mann jahir hote hai bahuwon ki baaton se
Mujhse aur na poocho, mere ghar-aangan ke bare mein..

Sehme-sehme phool batate hai is upwan ki peeda
Mai kya bolu toofanon ke chal-chalan ke bare mein..

Logged
angel4u
Guest
«Reply #1 on: January 31, 2009, 05:50:01 PM »

Bahut badhiya roja...

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: January 31, 2009, 09:47:13 PM »
Reply with quote
Really wonderful Roja Ji
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: February 01, 2009, 06:18:35 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah kya kahene is ghazal ke roja bahen “aaj mujhe kahena padega ke tumhari ghazalon me “ Shrimati Lata Hayat , aur Shrimati “Dipti Mishra” Jaise umda shayaron ki shayari ko mahesoos kiya ja sakta hai !! Qaas taur pe apki ghazal ka ye sher zabardast tamacha hai watan ke har na qabil rahenuma ke liye !! kya wazan diya hai is sher ne puri ghazal ko !! Allah tumhare kalam ko izzath de roja kya likha hai lajawab koi jawab nahi mere paas likhne ko !!

Paheli barish me hi khul jate hain jod makano ke !!
Tum baten karte ho jane kiss sawan ke bare me !!

………….. ……..Roja…………………….

Qadeer Toopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: February 01, 2009, 07:10:32 AM »
Reply with quote
Bahut badhiya roja...

Thanks Hasina dear
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: February 01, 2009, 07:13:42 AM »
Reply with quote
Really wonderful Roja Ji

Thank you Rajesh Harish ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: February 01, 2009, 07:24:00 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah kya kahene is ghazal ke roja bahen “aaj mujhe kahena padega ke tumhari ghazalon me “ Shrimati Lata Hayat , aur Shrimati “Dipti Mishra” Jaise umda shayaron ki shayari ko mahesoos kiya ja sakta hai !! Qaas taur pe apki ghazal ka ye sher zabardast tamacha hai watan ke har na qabil rahenuma ke liye !! kya wazan diya hai is sher ne puri ghazal ko !! Allah tumhare kalam ko izzath de roja kya likha hai lajawab koi jawab nahi mere paas likhne ko !!

Paheli hi barish khul jate hain jod makano ke !!
Tum baten karte ho jane kiss jawan ke bare me !!

………….. ……..Roja…………………….

Qadeer Toopchi

Aap ke tareef ko padkar........oh my god, you made me speechless.
Thank you ..thank you..very much for your appreciations..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:12:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer