Baith baazi ( Jugal Bandi for shayar's & shayara's )

by junaidqadir on April 26, 2009, 09:22:57 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 10803 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #120 on: May 08, 2009, 05:52:38 PM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob!!!
Qadeer Bhai, Azeem,Sajid Bhai, Salil,Samnoj,Shally,Superspawn..Sab ne ek se badhkar ek likha...bahut ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aaj Aapke Is Mehfil Mein Roshni Hai,Chamak Hai,Khanak Hai "Qadeer",
Suuni Kabhi Ho Jaaye Yeh Mehfil To Yaad Humein Kar Lena...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaine se Bigad ke baith gaye......! by sharmaarunkumar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
BANDI-CHHOR DIVAS..... by khwahish in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Jugal Bandi by @kaash in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
*shayara hi rehene do*....tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
note -bandi(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
sajid_ghayel
Guest
«Reply #121 on: May 09, 2009, 05:22:12 AM »
Reply with quote
Khwaish to yeh apni bhi thi is mehfil ko sajaya jaye

Kya maloom tha mezbaan karte hain sazish humko mehfil se bhagaya jaye....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #122 on: May 09, 2009, 06:12:39 AM »
Reply with quote


Is Mehfil Se "Sajid, Jo Uthkar Jaaoge Tum,.
Dil Ki Duniya Mein Veeraniyaan Basaaoge Tum,.

Hai Abaad Tumhaare Dum Se Mehfilein Saari,.
Wada Karo Humse Ke Yunhi Mehfilein Sajaaoge Tum,.

_________________________________-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #123 on: May 09, 2009, 06:50:59 AM »
Reply with quote
Shukriya Khwaish bhai,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #124 on: May 09, 2009, 07:21:36 AM »
Reply with quote
Nice  ones Everybody

Hui hum se ye nadaani,ki teri mehfil mein aa baithe
Ho ke zameen ki khakh, aasman se dil laga baithe
Logged
k.shael
Guest
«Reply #125 on: May 09, 2009, 07:26:54 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob!!!
Qadeer Bhai, Azeem,Sajid Bhai, Salil,Samnoj,Shally,Superspawn..Sab ne ek se badhkar ek likha...bahut ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aaj Aapke Is Mehfil Mein Roshni Hai,Chamak Hai,Khanak Hai "Qadeer",
Suuni Kabhi Ho Jaaye Yeh Mehfil To Yaad Humein Kar Lena...


Shukriya Khwaish Ji,

Jab talak hai tu iss mehfil ke saaye me Khwaish,
Na ye mehfile mitengi na kabhi tu hamse juda hoga...

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #126 on: May 09, 2009, 09:08:18 AM »
Reply with quote
Plz Baithbazi me sirf apne se upar likhe huye sher ka jawab de......isse continuation theek rehti hain.

Warna sare sher mix up ho jate hain aur bait bazi kharab ho jati hain.

Thank You

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #127 on: May 09, 2009, 09:21:48 AM »
Reply with quote


Us Charaag Ke Bujhne Par Saare Shehar Mein Khushi Thi,.
Kal Tak Jisne Har Ghar Se Andhere Ko Door Rakha,.

_________________________________________-Azeem-
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #128 on: May 09, 2009, 11:22:40 AM »
Reply with quote
Khwaish to yeh apni bhi thi is mehfil ko sajaya jaye

Kya maloom tha mezbaan karte hain sazish humko mehfil se bhagaya jaye....

       Khwaish Apni Sirf Itni Si Hi Thi Ke iss Mehfi ko Humari Yaad Rahe,

              "Ghayal" Aur "Khwaish" Kal Rahe Naa Rahe,

                 Yeh Mehfil Hamesha Abaad Rahe!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #129 on: May 09, 2009, 11:28:02 AM »
Reply with quote
Shukriya Khwaish Ji,

Jab talak hai tu iss mehfil ke saaye me Khwaish,
Na ye mehfile mitengi na kabhi tu hamse juda hoga...

Shally.

Good One Shally!!

Juda Ho Bhi Jaau tujhse To Yaadein Hamesha Saath Rehti Hai,

Zubaan Kuch Kahe Naa Kahe, Koi Baat Nahi!!

 Zara Dekh Meri Nazrein Bahut Kuch Kehti Hai...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #130 on: May 09, 2009, 11:31:34 AM »
Reply with quote


Us Charaag Ke Bujhne Par Saare Shehar Mein Khushi Thi,.
Kal Tak Jisne Har Ghar Se Andhere Ko Door Rakha,.

_________________________________________-Azeem-

Woh Chirag Bhuj Gaya,Shayad Usse Hi Jalna Naa Aaya!!
Tez Hawa Chal Kar Kuch Der Tham Gayi,
Par Usse, Abhi Tak Hawaon Se Ladna Naa Aaya...


Logged
k.shael
Guest
«Reply #131 on: May 09, 2009, 11:36:12 AM »
Reply with quote
Good One Shally!!

Juda Ho Bhi Jaau tujhse To Yaadein Hamesha Saath Rehti Hai,

Zubaan Kuch Kahe Naa Kahe, Koi Baat Nahi!!

 Zara Dekh Meri Nazrein Bahut Kuch Kehti Hai...


Shukriya Khwaish ji,

Nazre to aksar shayro ki bola karti hai,
Unki kalam aksar raaj dusro ke khola karti hai.

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #132 on: May 09, 2009, 11:36:37 AM »
Reply with quote
Woh Chirag Bhuj Gaya,Shayad Usse Hi Jalna Naa Aaya!!
Tez Hawa Chal Kar Kuch Tham Gayi,
Par Usse, Abhi Tak Hawaon Se Ladna Naa Aaya...




Waah Kya KHoob Kaha Hai Bhai,.



Toofaano Ko Shikast Di Hai Maine, Tum Hawaaon Ki Baat Karte Ho,.
Bas Hawaa Ko Khush Karne Ki Chaah Mein, Khud Ko Bujhaaya Hai,.

_______________________________________________-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #133 on: May 09, 2009, 11:39:20 AM »
Reply with quote
Are Ye Kya Ho Raha Hai This Is Above The Rule,

Bait Baazi Mien, Last Shaer Par Jawaab Dete Hain, Aur Yahaan To Jo Pasand Aa Rahe Hain Un Sheron Par Jawaab Diye Jaa Rahe Hain,.

This Is Not Fare Yaar, ye Sahi Nahi Hai,.

You Have To Follow The Rules Ye Bait Baazi Hai Alag Game,
Ashaar Ka Jawaab Ashaar Mein Dena Wala Game Nahi,.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #134 on: May 09, 2009, 11:57:06 AM »
Reply with quote
Waah Kya KHoob Kaha Hai Bhai,.



Toofaano Ko Shikast Di Hai Maine, Tum Hawaaon Ki Baat Karte Ho,.
Bas Hawaa Ko Khush Karne Ki Chaah Mein, Khud Ko Bujhaaya Hai,.

_______________________________________________-Azeem-

Bahut Khoob Azeem.. Clapping Smiley

Jahan Chiraag Khud Bhuj Jaaye Waha Sirf Andhera Hota Hai,
Yeh Kyon Bhool Jaate Ho "Azeem",
Raat Ke Guzarne Ke Baad Hi Savera Hota Hai..
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:55:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer