Baith baazi ( Jugal Bandi for shayar's & shayara's )

by junaidqadir on April 26, 2009, 09:22:57 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 10802 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #135 on: May 09, 2009, 12:03:35 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Azeem.. Clapping Smiley

Jahan Chiraag Khud Bhuj Jaaye Waha Sirf Andhera Hota Hai,
Yeh Kyon Bhool Jaate Ho "Azeem",
Raat Ke Guzarne Ke Baad Hi Savera Hota Hai..


Hmm, Haulsa Bakhshne Ki Shayari hai Bohat Achche,.




Har Raat Ke Baad Beshaq Sawere Ki Nishaniyaan Hoti Hai,.
Ye Aur Baat Hai Ke Apne Ghar, Maine Roshan Aftaab Na Paaya,.

____________________________________________-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaine se Bigad ke baith gaye......! by sharmaarunkumar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
BANDI-CHHOR DIVAS..... by khwahish in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Jugal Bandi by @kaash in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
*shayara hi rehene do*....tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
note -bandi(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
sajid_ghayel
Guest
«Reply #136 on: May 09, 2009, 12:57:23 PM »
Reply with quote
Hmm, Haulsa Bakhshne Ki Shayari hai Bohat Achche,.



Har Raat Ke Baad Beshaq Sawere Ki Nishaniyaan Hoti Hai,.
Ye Aur Baat Hai Ke Apne Ghar, Maine Roshan Aftaab Na Paaya,.

____________________________________________-Azeem-

Na ho mayus tera andhera bhi ujalo se behtar hain Azeem

Kam se kam jhoothe chehre to nazar nahi aate.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #137 on: May 09, 2009, 01:58:28 PM »
Reply with quote
Na ho mayus tera andhera bhi ujalo se behtar hain Azeem

Kam se kam jhoothe chehre to nazar nahi aate.....

Waah Kya Khoob Kaha Hai, Bohat Achche,.



Ujaala Maangne Aaya Tha Roshni Ki Bheek,.
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,.

-Nm-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #138 on: May 09, 2009, 02:08:21 PM »
Reply with quote
Waah Kya Khoob Kaha Hai, Bohat Achche,.



Ujaala Maangne Aaya Tha Roshni Ki Bheek,.
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,.

-Nm-


Ek muddat se rahi dosti berk* se meri

Jab bhi milti mera aashiyana jala deti...

-SG-

* Bijlee
Logged
Pooja
Guest
«Reply #139 on: May 09, 2009, 02:09:03 PM »
Reply with quote
nice work Azeem, khwaish and sajid
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #140 on: May 09, 2009, 02:13:11 PM »
Reply with quote
Ek muddat se rahi dosti berk* se meri

Jab bhi milti mera aashiyana jala deti...

-SG-

* Bijlee

Waah Phirse Ek Behtareen Peshkash,.




Bijli Ki Sohbat Mein Tu Ye Bhool Gaya "Sajid,.
Ke Tera Aashiyaan Jhopdi Se Bhi Kamzor Tha,.

________________________________-Azeem-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #141 on: May 09, 2009, 02:15:03 PM »
Reply with quote
nice work Azeem, khwaish and sajid

Shukriya Sis,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #142 on: May 09, 2009, 02:16:48 PM »
Reply with quote

sikhate hia aaj kal hawaon ko chalna kuch khushk patte,
ke yehi haal hota hai jab hawayein narm pesh aati hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #143 on: May 09, 2009, 02:20:04 PM »
Reply with quote

sikhate hia aaj kal hawaon ko chalna kuch khushk patte,
ke yehi haal hota hai jab hawayein narm pesh aati hai...

Waah Kitna gehra Ashaar Kaha Hai,.
Bohat Achche,.



Hum Wo Patte Hain Jo Ehsaan Hawaaon Ka Bhulte Nahi,.
Hawaaon Ke Sahaare Aasmaano Ko Choomte Hain,.

________________________________-Azeem-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #144 on: May 09, 2009, 02:24:40 PM »
Reply with quote

ehsaan to yun bhi jataye ke apne humdardon ko na bhulaya jaaye,
ke kuch sangdilon ki wajahse mehfilon ki ronak ko na lutaya jaaye...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #145 on: May 09, 2009, 02:30:26 PM »
Reply with quote

ehsaan to yun bhi jataye ke apne humdardon ko na bhulaya jaaye,
ke kuch sangdilon ki wajahse mehfilon ki ronak ko na lutaya jaaye...



Mehfil Jinse Roshan Hain Unhe Kaun Mehfil Uthaayega,.Jaan Ho Jaan Ho Mehfil Ki Tum "Huzaina,  Jaan Se Rishta Kaun Tord Paayega,.

_________________________________________-Azeem-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #146 on: May 09, 2009, 02:33:55 PM »
Reply with quote

Is mehfil ki "Jaan" ki jaan hi apno ne le li hia,
mehfil se uth hi jaate kabke agar doston ka sahara na hota...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #147 on: May 09, 2009, 02:36:15 PM »
Reply with quote

Is mehfil ki "Jaan" ki jaan hi apno ne le li hia,
mehfil se uth hi jaate kabke agar doston ka sahara na hota...

Hum Bhi Tumhe Is Taraah Na Rokte Huzaina,
Agar Tum Par Haq Hamaara Na Hota,.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #148 on: May 09, 2009, 03:32:36 PM »
Reply with quote
toofanoo me diye jala-a- baithe ho !!
aur hawaob se dosti ki umeed laga-a- baithe ho !!
khuch to apne bare me suncho qadeer !!
kyoon pather ko moom banane baithe ho !!!

..........Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #149 on: May 09, 2009, 03:36:43 PM »
Reply with quote


Ye Zidd Hai Hamaari Kuch Alag Kar Jaane Ki,.
Patthar Ko Mom Banaane Ki, Ya Khud Ko Mitaane Ki,.
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:50:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer