Baith baazi ( Jugal Bandi for shayar's & shayara's )

by junaidqadir on April 26, 2009, 09:22:57 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 10854 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: April 26, 2009, 03:30:28 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Azeem..credit goes to Qadeer...

Bande khuda ke aajkal, bandagi bhi hisab se karte hain

Rakhte hain ginti apne sajdo ki, aur dua karte hain....

NIce One,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaine se Bigad ke baith gaye......! by sharmaarunkumar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
BANDI-CHHOR DIVAS..... by khwahish in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Jugal Bandi by @kaash in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
*shayara hi rehene do*....tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
note -bandi(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: April 27, 2009, 06:03:08 PM »
Reply with quote
Wah Wah Wah!! bahut Hi Khoobsurat Thread Shuroo Kiya Hai aapne Junaidqadir ji..Hum bhi zaroor isme kuch humare pasandida Sher Share Karenge..
Aur Bhaut Khoob Sajid Bhai Aur Azeem..Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: April 27, 2009, 06:15:18 PM »
Reply with quote
Kisi Ranjish Ko Hava Do Ke Main Zinda Hoon Abhi,
Mujhko Ehsaas Dila Do Ke Main Zinda Hoon Abhi....

Mere Rukhne Se Meri Saansein Bhi Rukh Jaayegi,
Faasle Aur Badha Do Ke Main Zinda Hoon Abhi...

Chalti Raahon Mein Yuhi Aankh Lagi "Faakir"
Bheed Logon Ki Hata Do Ke Main Zinda Hoon Abhi....

     -Sudarshan "Faakir"
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: April 27, 2009, 06:19:14 PM »
Reply with quote
nice sharing khwaish ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 28, 2009, 07:46:33 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah!! bahut Hi Khoobsurat Thread Shuroo Kiya Hai aapne Junaidqadir ji..Hum bhi zaroor isme kuch humare pasandida Sher Share Karenge..
Aur Bhaut Khoob Sajid Bhai Aur Azeem..Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Shukriya Khwaish Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: April 28, 2009, 07:48:08 AM »
Reply with quote
Kisi Ranjish Ko Hava Do Ke Main Zinda Hoon Abhi,
Mujhko Ehsaas Dila Do Ke Main Zinda Hoon Abhi....

Mere Rukhne Se Meri Saansein Bhi Rukh Jaayegi,
Faasle Aur Badha Do Ke Main Zinda Hoon Abhi...

Chalti Raahon Mein Yuhi Aankh Lagi "Faakir"
Bheed Logon Ki Hata Do Ke Main Zinda Hoon Abhi....

     -Sudarshan "Faakir"


Great One KIhwaish Bhai,.
Bohat Achchi Sharing Hai Mashallah,.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #21 on: April 28, 2009, 02:29:58 PM »
Reply with quote
Kisi Ranjish Ko Hava Do Ke Main Zinda Hoon Abhi,
Mujhko Ehsaas Dila Do Ke Main Zinda Hoon Abhi....

Mere Rukhne Se Meri Saansein Bhi Rukh Jaayegi,
Faasle Aur Badha Do Ke Main Zinda Hoon Abhi...

Chalti Raahon Mein Yuhi Aankh Lagi "Faakir"
Bheed Logon Ki Hata Do Ke Main Zinda Hoon Abhi....

     -Sudarshan "Faakir"


Kuwiesh Ji Adaab !

Pasandgi ke liye shukriya aur mashallah apke ta-un ka jawab nahi janab kya hi nayab kalaam bakshi hai hamari thread ko ...khush howi ke apne yahan shirkath ki ..Allah sub ko khush rakhe ..Ameen

JQ
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #22 on: April 28, 2009, 02:38:43 PM »
Reply with quote
Dekh te hi dekhte shaheron ki raunaq ban gaya !!
 kal yahi chahera tha jo har Aiine pe baar tha !!

Subke sukh dukh uske chahere pe likhe paa-a- gaye !!
Aadmi kya tha , hamare shaher ka aqbaar tha !!

Ab mohalle ke har darwaze pe dastak hai naseeb !!
kabhi din tha mai bhi bada quddar tha !

kagazon ki sari siha-e- barishon me dhol ga-e- !!
Maine jo suncha tere baare me sub bekaar tha !!

...............RI Sahab
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #23 on: April 28, 2009, 04:07:41 PM »
Reply with quote
Masha_allah bohat khoob sharing ki hain Khawish aur Qadeer ne.  Clapping Smiley
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #24 on: April 28, 2009, 04:12:36 PM »
Reply with quote
nawazish karam sajid sahab !! Ab eak ashar ap logon ke hawale karta hon hifazath ki jiyega aur jahan se likha hai wahin se nawaziyega !! umid hai apke dil me utar jaye ye ashar !!


Mai eak aisa Shajar hon apne aangan ka "Qadeer"
Jisse apne hi phalon ke bhoj se jukna pada !!

...........JQ............

Shajar  ( tree
 )
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 29, 2009, 07:44:38 AM »
Reply with quote
Dekh te hi dekhte shaheron ki raunaq ban gaya !!
 kal yahi chahera tha jo har Aiine pe baar tha !!

Subke sukh dukh uske chahere pe likhe paa-a- gaye !!
Aadmi kya tha , hamare shaher ka aqbaar tha !!

Ab mohalle ke har darwaze pe dastak hai naseeb !!
kabhi din tha mai bhi bada quddar tha !

kagazon ki sari siha-e- barishon me dhol ga-e- !!
Maine jo suncha tere baare me sub bekaar tha !!

...............RI Sahab

Bohat Achchi Sharing Hai Qadeer Bhai,.

Great Shayari Bhi Rahat Ji,.
May Allah Bless him,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 29, 2009, 07:45:24 AM »
Reply with quote
nawazish karam sajid sahab !! Ab eak ashar ap logon ke hawale karta hon hifazath ki jiyega aur jahan se likha hai wahin se nawaziyega !! umid hai apke dil me utar jaye ye ashar !!


Mai eak aisa Shajar hon apne aangan ka "Qadeer"
Jisse apne hi phalon ke bhoj se jukna pada !!

...........JQ............

Shajar  ( Fruits )


Waah Kya Khoob Kaha hai bhai, Great Lines,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #27 on: April 29, 2009, 09:49:15 AM »
Reply with quote
Ek alag pehlu bayaan kiya hain Qadeer Saheb...koshish ki hain jaha se aapne baat khatam ki thi wahi se shuru karu....

Imandar hi rahe hum tere shehar me "Ghayel"

Aur uthaye sharafat ka bhoj, bankar mazdoor jeena pada...!!

Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #28 on: April 29, 2009, 12:47:36 PM »
Reply with quote
bahoth umda sajid sahab jitni tarif ki jaye kam hi hogi apka jawab hi nahi sahab !!

JQ
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: April 29, 2009, 03:54:22 PM »
Reply with quote
Aksar Milti Hai Sazaa Unhe Jinka Koi Kasoor Nahi Hota,.
Jo Uthaata Hai Sharafat Ka Boj,Wo Mazdoor Nahi Hota,.

Daal Lete Hain Talwaarein Miyaano Mein Ghar Waalon Ka Sochkar,.
Jo Paird Jhukta Hai Phalon Ke Boj Se, Wo Jardon Se Door Nahi Hota,.

Sar Jhukaa Kar Chalta Hai Jo, Khauf Khudaa Ka Dil Mein Liye,.
Wo Kabhi Zamaane Ke Aage "Azeem, Majboor Nahi Hota,.

___________________________________________-Azeem-


Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:29:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer