Baith baazi ( Jugal Bandi for shayar's & shayara's )

by junaidqadir on April 26, 2009, 09:22:57 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 11079 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: April 30, 2009, 08:29:52 PM »
Reply with quote
Subhan_allah Azeem dil kar raha hain tumhara matha chum lu.....shabash chote shabash khush kar diya apne is bhai ko... Clapping Smiley Clapping Smiley

Jitni dekhi hain humne, utni kaha tumne dekhi duniya

Hone ko yaha Ghayel kya nahi hota....

Shukriya Bhaijaan, Bohat Khushi Hui ke Aapne Itni Izzat Bakshi Bas Duaa Karein Hamaare Liye,.



Humne Auron Ki Thokarein Dekh Kar Seekh Paai Hai,.
Shayad Isliye Thokar Humne, Abtak Nahi Khaai Hai,.

Chalte Hain Sambhal Kar Hum Un Raahon Se "Ghayal,.
Jin Raahon Mein Bhatak Kar Logon Ne, Apni Hukumat Gawaai Hai,.

Tumne Dekhein Hain Jo Sadiyon Ke Safar Mein Nazaare "Ghayal,.
Humne Bhi Tumhaari Nigaahon Se, Us Manzar Ki Tasweer Churaai Hai,.

Ye Zaroori Nahi Ke Sab Ko Thokaron Se Kuch Sabak Mile "Azeem,.
Khud Dekhkar Sambhal Jaao, Jin Pattharon Se Logon Ne Thokarein Khaai Hai,.

_________________________________________________ __________-Azeem-
 

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaine se Bigad ke baith gaye......! by sharmaarunkumar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
BANDI-CHHOR DIVAS..... by khwahish in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Jugal Bandi by @kaash in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
*shayara hi rehene do*....tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
note -bandi(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: April 30, 2009, 08:44:47 PM »
Reply with quote
wah wah chute kya qoob likha hai aur sajid apka to jawab hi nahi eak ashar nazar karta hon ashar se mil jao to nawaz dena !!

buthon ko poojne ka sila khuch is tarha mila unhe !!
Sang ne khud awaz laga-e- ke pather me khuda nahi hota !!

JQ
[/color]

Hay Kya KHoob Kaha Hai Bhai Aapne, Mashallah Jawaab nahi is Ashaar Ka,.

Aur Shukriya Aapki Daad ke Liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #47 on: April 30, 2009, 08:52:24 PM »
Reply with quote


qadeer bhai, sajid bhai , aapne toh mehfil ko alag hi rang de rakha hai ..........azeemm bhai aapki maujodgi ne toh chaar chand laga diye hai....izazat ho Ustaad logon kii toh main kucch kehna chahoonga



jala kar jism mera, rakh ko oodate kyun ho
meri mehfil main holi ka dastoor bhi  hai
Mashallah Kya Khoob Ashaar Kahein Hai Bhai, Do Line Dil Ke paar Kar Gaye,.

Bohat Achche, Aur Shukriya Tumhaara Jo Tumne, Izzat Bakshi,.



Use Aadat Hai Dil Ki Diwaali Karne Ki "Azeem,.
Wo Kisi Rang Mein Bheegna Nahi Chahta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: April 30, 2009, 08:57:14 PM »
Reply with quote
Subhan Allah sajid maine ashar jahan qatam kiya tha wahan se kaha hai tumne eak aisa ashar likha sahab apne ke jawab dena bus ki baath qaqsar ke waise koshish ki hai hifazath karne

Teri ibadath ka sila khuch yun mila tujhe Ghayel !!
Ke tu buthoon ko pooj ke bhi kafir na howa !!

Qadeer

Button Ko Poojhne Waala Beshaq Kaafir Hota Hai "Azeem,.
Ye Aur Baat Hai, Ke Tera Khayaal Is Se Nahi Milta,.

Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #49 on: May 01, 2009, 05:31:55 AM »
Reply with quote
.........azeem mere bhai tumne tumne ashar ko wahan se nahi samjha jahan se kahene ki koshish ki hai thi maine qair subhan allah tumne bhi umda likha hai allah tumhe khush rakhe !! ameen

JQ
Logged
salil2002
Guest
«Reply #50 on: May 01, 2009, 05:40:35 AM »
Reply with quote
salil mere bhai kyon sharminda karte ho izzath maang kar mahefil qadardanoo ki mahotaj hoti hai aur app jaise shaura aur shaudamil jayen to hamari khushnaseebi hogi ..ate rahena aur bam ko sajate rahena !! apka jawab nahi shayari me !! izzath afza-e- aur pasandgi ka shukriya !!

Qadeer
shukriya qadeer bhai, sajid bhai aur azeem bhai........mehfil ko char chand lag gaye hai aaj toh


mere sirhaane rakh k patthar mera naam tarasha gaya
meri qabra ko is tarah pehchaan lete hai log
Logged
salil2002
Guest
«Reply #51 on: May 01, 2009, 05:42:28 AM »
Reply with quote

          badi baigairat hai yeh hawaein jo chiraag ko bujha deti hai

          kissii kii mazaar par beithne ka shaur bhi nahin aata
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #52 on: May 01, 2009, 08:10:55 AM »
Reply with quote
Hum jante hain Salil q bhujati hain chiraag yeh meri turbat ka

In hawao ne mere bewafa mehboob ho chu liya hoga....

-SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: May 01, 2009, 10:24:07 AM »
Reply with quote
Charaag Bhale Jalte Na Ho Lehad Par Mere,.
Magar Jab Main Chain Se Soya, To Sabke Dil Jalte Rahe,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #54 on: May 01, 2009, 12:32:13 PM »
Reply with quote
bahut achche sajid bhai aur azeem bhai..........

jalte huye charagon se poochha ,kiski yaad main jalte ho
karke ishara meri Qabra par mujhko rula diya
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #55 on: May 02, 2009, 03:31:15 AM »
Reply with quote
Subhan_allah Azeem and Salil yaar tum dono ne to nervous kar diya hain...

Sar-e-mehfil sunkar us bevafah ki batein, bol pade logh

Tujhse behtar guftugoo, Ghayel ki mazar ka chiraag kare hain...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #56 on: May 02, 2009, 04:51:49 AM »
Reply with quote
Subhan_allah Azeem and Salil yaar tum dono ne to nervous kar diya hain...

Sar-e-mehfil sunkar us ki bevafah ki batein, bol pade logh

Tujhse behtar guftugoo, Ghayel ki mazar ka chiraag kare hain...


aapko pad kar Ustaadon main aur aam shayar ka farq nazar aata hai.... mere bhai aapko har khushi naseeb ho

jannat dekhne kii khatir marna bhi padta hai
kii har khushi k peeche gham karwat badalta hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #57 on: May 02, 2009, 07:27:29 AM »
Reply with quote
bahut khamoshi se maut aayi thi mujhe
kii marte waqt bhi mere chehre par sukoon tha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: May 02, 2009, 01:23:10 PM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achche Sajid Bhai, Aur Salil Bhai,
Kamaal Ki Bait lagi hai Yaaro,.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #59 on: May 03, 2009, 05:25:35 AM »
Reply with quote
bahut achche sajid bhai aur azeem bhai..........

jalte huye charagon se poochha ,kiski yaad main jalte ho
karke ishara meri Qabra par mujhko rula diya
bahoth umda salil wah wah !!

JQ
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:40:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.2 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer