Baith baazi ( Jugal Bandi for shayar's & shayara's )

by junaidqadir on April 26, 2009, 09:22:57 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 10950 times)
junaidqadir
Guest
«Reply #60 on: May 03, 2009, 05:27:27 AM »
Reply with quote
Subhan_allah Azeem and Salil yaar tum dono ne to nervous kar diya hain...

Sar-e-mehfil sunkar us bevafah ki batein, bol pade logh

Tujhse behtar guftugoo, Ghayel ki mazar ka chiraag kare hain...

bahoth umda ghayel sahab !! wah wah ustaad wah !!

Qadeer
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaine se Bigad ke baith gaye......! by sharmaarunkumar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
BANDI-CHHOR DIVAS..... by khwahish in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Jugal Bandi by @kaash in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
*shayara hi rehene do*....tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
note -bandi(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #61 on: May 03, 2009, 07:24:01 AM »
Reply with quote

Tamaam Umar Jisne Andheron Mein Zindagi Bitaa Di,.
Baad Marne Ke Charaagon Ko Jalaana Achcha Nahi Laga,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #62 on: May 03, 2009, 09:36:10 AM »
Reply with quote

Tamaam Umar Jisne Andheron Mein Zindagi Bitaa Di,.
Baad Marne Ke Charaagon Ko Jalaana Achcha Nahi Laga,.

_________________________________-Jaanasheen-

Wah mere Jigar ke Tukde wahhhhhhhhh kya khoob kaha hain.....yaar darta hu kahi kisi ki nazar na lag jaye mere bhai ko....All credit goes to Qadeer, Salil & Azeem for this terrific and genuine Thread...

Woh bhi aaya tha meri turbat pe diya jalane ko

Jisne mere jalte aashiyane ko hawa di thi.....

-SG-




Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: May 03, 2009, 09:42:55 AM »
Reply with quote
Wah mere Jigar ke Tukde wahhhhhhhhh kya khoob kaha hain.....yaar darta hu kahi kisi ki nazar na lag jaye mere bhai ko....All credit goes to Qadeer, Salil & Azeem for this terrific and genuine Thread...

Woh bhi aaya tha meri turbat pe diya jalane ko

Jisne mere jalte aashiyane ko hawa di thi.....

-SG-






Shukriya Bhai,. Itna Haulsa Badhaane Ke Liye Hume Nazar Nahi Lagegi Inshallah Aap Jaise Bade Log Agar Saath Rahe To,.

Aur Kya KHoob Likha Hai Bhai,.



Ye Sochkar Hawaa Di Usne Jalte Hue Makaam Ko "Sajid,.
Thodi Dair Hi Sahi, Apna Jahaan Roshan Kar Jaaye Khaak Mein Milne Se Pehle,.

_________________________________________________ _-Azeem



Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #64 on: May 03, 2009, 09:49:16 AM »
Reply with quote
agar ilm hota ke mere mitne se wo ubhar jata !!
to kasam khuda ki hum kab ke qaaq ho gaye hote !!

JQ
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #65 on: May 03, 2009, 09:53:51 AM »
Reply with quote
Tere bevafa hone se pehle hum tujhe jaan gaye the

Sirf tera husn nahi ada nahi teri fitrat bhi pehchan gaye the...

-SG-
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #66 on: May 03, 2009, 09:56:41 AM »
Reply with quote
agar pahechanta uski fitrat to sajid "Ghayel tera naam na hota !!
Karke baath sachi hamesha yun sar-a-mahefil badnaam na hota !!

JQ
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #67 on: May 03, 2009, 09:59:39 AM »
Reply with quote
agar ilm hota ke mere mitne se wo ubhar jata !!
to kasam khuda ki hum kab ke qaaq ho gaye hote !!

JQ

Kamaal Ka Sher Bhai,.



Khaakh Mein Milkar Hi To Bahaaron Samaan Hota Hai,.
Jo Khaakh Mein Na Mile Wo Bahaaron Mein Kahaan Hota Hai,.

____________________________________-Azeem-




Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: May 03, 2009, 10:02:58 AM »
Reply with quote
agar pahechanta uski fitrat to sajid "Ghayel tera naam na hota !!
Karke baath sachi hamesha yun sar-a-mahefil badnaam na hota !!

JQ

Phal Jin Dhaaliyon Par Lagte Hain,.
Unpar Hi To Patthar Baraste Hain,.

_______________________-Azeem-

Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #69 on: May 03, 2009, 10:05:56 AM »
Reply with quote
bahoth qoob azeem eak ashar nazar karta hon mil jao ashar se to nawaz dena !!

teri kismath kahon ya shajar se shikayath karoon qadeer !!
to ne jub bhi sang uthaya to samar na mila !!

Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #70 on: May 03, 2009, 10:11:27 AM »
Reply with quote
bahoth qoob azeem eak ashar nazar karta hon mil jao ashar se to nawaz dena !!

teri kismath kahon ya shajar se shikayath karoon qadeer !!
to ne jub bhi sang uthaya to samar na mila !!

Qadeer
waah Waah Waah,.
Kya Khoob Mashallah, Dil Ko Choo Gaya Ye To,.



Sang Us Shajar Par Barsaata Tu, To Tujhe Samar Milta,.
Kaule Pairdon Par Kahaan Shaakh Lagte Hain "Qadeer,.

___________________________________-Azeem-
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #71 on: May 03, 2009, 10:13:06 AM »
Reply with quote
Bahoot hi khoob...aya sah jugalbandi hai..... wah wah wah
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #72 on: May 03, 2009, 10:30:33 AM »
Reply with quote

bahoth ache azeem apna eak ashar nazar karta hon hifazath ki jiyega !!


Meri tishnagi se ulajne ki himaqath na karna !!
mai samandaron ko pikar bhi pyasa raheta hon !!

Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #73 on: May 03, 2009, 10:36:25 AM »
Reply with quote
bahoth ache azeem apna eak ashar nazar karta hon hifazath ki jiyega !!


Meri tishnagi se ulajne ki himaqath na karna !!
mai samandaron ko pikar bhi pyasa raheta hon !!

Qadeer

Mashallah Mashallah, Kya KHoob LIkha Hai Qadeer Bhai,.
Bohat Achche,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #74 on: May 03, 2009, 10:40:41 AM »
Reply with quote
bahoth ache azeem apna eak ashar nazar karta hon hifazath ki jiyega !!


Meri tishnagi se ulajne ki himaqath na karna !!
mai samandaron ko pikar bhi pyasa raheta hon !!

Qadeer





Hum To Khatron Se Bhi Apni Pyaas Bujhaa Lete Hain "Qadeer,.
Samandaron Ko Sookhne Ka Kabhi Hum Maukha Diya Nahi Karte,.

_______________________________________-Azeem-
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:29:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer