Baith baazi ( Jugal Bandi for shayar's & shayara's )

by junaidqadir on April 26, 2009, 09:22:57 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 10810 times)
junaidqadir
Guest
«Reply #75 on: May 03, 2009, 10:41:09 AM »
Reply with quote
Wah mere Jigar ke Tukde wahhhhhhhhh kya khoob kaha hain.....yaar darta hu kahi kisi ki nazar na lag jaye mere bhai ko....All credit goes to Qadeer, Salil & Azeem for this terrific and genuine Thread...

Woh bhi aaya tha meri turbat pe diya jalane ko

Jisne mere jalte aashiyane ko hawa di thi.....

-SG-






wah wah wah sajid sahab kitni baadi baath kahedi janab yahi to qasiyath apki falsafa bayan kar dete ho ustaad app !! yunhi sikhne ka mauqa dete rahiye !! ye apka badatpan hai asal me to iska credit ap logon ko jaata hai !! qair allah khush rakhe sub ko !!

Qadeer
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaine se Bigad ke baith gaye......! by sharmaarunkumar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
BANDI-CHHOR DIVAS..... by khwahish in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Jugal Bandi by @kaash in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
*shayara hi rehene do*....tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
note -bandi(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
junaidqadir
Guest
«Reply #76 on: May 03, 2009, 10:42:56 AM »
Reply with quote
wah wah azeem bahoth ache chute lage raho !! aaj kya bade bhai ko nichodne ka irada hai kya !!

Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #77 on: May 03, 2009, 10:49:53 AM »
Reply with quote
wah wah azeem bahoth ache chute lage raho !! aaj kya bade bhai ko nichodne ka irada hai kya !!

Qadeer

Shukriya Bhai, Wo Bas Aapke Peeche Peeche Aa Rahe The,.

Aap Kuch Likhte To Seekhbne Ka Maukha Milta,.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #78 on: May 03, 2009, 10:57:56 AM »
Reply with quote
ta umra tadapta raha tere deedar ko "Qadeer"
Ab maar gaya hon to chup chupa ke mazaar pe aya hai !!

Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #79 on: May 03, 2009, 11:00:18 AM »
Reply with quote
ta umra tadapta raha tere deedar ko "Qadeer"
Ab maar gaya hon to chup chupa ke mazaar pe aya hai !!

Qadeer



Gilaa Hain Unhe Ke Main Chup Chaap Mazaar Par Aaya Unke,.
Shayad Wo Bhool Gaye Ke Murde Bolaa Nahi Karte,.

____________________________________-Azeem-
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #80 on: May 03, 2009, 11:03:35 AM »
Reply with quote
mahobbath nafs ne nahi ruh ne ki thi "Qadeer" !!
ab ruh ko maut na aye to mai kya karon !!

Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #81 on: May 03, 2009, 11:06:57 AM »
Reply with quote
mahobbath jismne nahi ruh ne ki thi unse "Qadeer" !!
ab ruh ko maut na aye to mai kya karon !!

Qadeer

waah Kya Khoob Kaha,.

Mujhe Ahmed Faraaz Ji Ka Ek Asaahr Yaad Aa Gaya,.





Hume Tum Rooh Mein Basaa Lo "Faraaz,.
Dil-o-Jaan Ke Rishte To Toot Jaaya Karte Hain,.

Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #82 on: May 03, 2009, 11:16:37 AM »
Reply with quote
toote jo jism se ruh ka rishta to samjho sub toot gaye Qadeer !!
bande se bandagi ka rishta aisa hai jo kabhi toot nahi sakta !!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #83 on: May 03, 2009, 12:06:00 PM »
Reply with quote
Rishte nate dil bandagi yeh to phir bhi jud jate hain Qadeer

Kabhi kisi tooti hui jhopdi ko jod kar dikhao......

-SG-
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #84 on: May 03, 2009, 12:11:35 PM »
Reply with quote
wah wah ustaad lajwaab kar diya yaar tumne bahoth umda !!

Qadeer
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #85 on: May 03, 2009, 12:16:00 PM »
Reply with quote
ashiyan bana ne ki hasrath me guzari haiyath ghayel !!
jub bhi rakhi buniyaad maine,,  asmanoo ne shiddath se ruya !!

Qadeer
Logged
salil2002
Guest
«Reply #86 on: May 03, 2009, 12:52:16 PM »
Reply with quote

yoon mujhe teri mehfil mein ruswa kiya jaata hai
mere naam se tera naam jod diya jaata hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #87 on: May 04, 2009, 07:34:36 AM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achcha Likha Hai, Qadeer Bhai, Salil Bhai, Sajid Bhai,.

Bohat Achche
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #88 on: May 04, 2009, 07:42:35 AM »
Reply with quote

Tumhaare Naam Se Hamaara Naam Jordne Na Denge,.
Ruswa Mehfilon Mein Tumhe Hone Na Denge,.




yoon mujhe teri mehfil mein ruswa kiya jaata hai
mere naam se tera naam jod diya jaata hai
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #89 on: May 04, 2009, 08:56:44 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Qadeer, Salil and Azeem... Applause

Mere nam se woh logh ghabrate bohat hain

Jo sar se paav tak hain jhoot, aur sach nazar aate bohat hain...
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:17:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer