BALAA KI RANGEENIYAN PARDESH KI HASEENO MEIN

by soudagar on October 26, 2012, 03:20:20 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1454 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
murjhaaya hua koi gul mosam-e-bahar mein hoga
chal wapas watan apne, kkoi tere intzar mein hoga

naya koi jhagdaa uske hothon tak jarur aayega
par soch, lutaf kitnaa phir uske pyar mein hogaa

ik umar katii hai bagair uske dil ne beqarari mein,
suqoon mein rooh loutegi, dil phir se qarar mein hoga

hai balaa ki ranginiyan pardesh ki in haseeno mein,
par wo saadapan nahi jo desh ki mutiyaar mein hogaa
Logged
kapilnarula
Guest
«Reply #1 on: October 26, 2012, 04:54:23 AM »
Reply with quote
nyccccccccccc
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: October 26, 2012, 05:29:11 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: October 26, 2012, 10:40:42 AM »
Reply with quote
Saudagar Jee Aadaab!


WaaH janab waaH kia baat hai bahut hi umdaa khayaalaat ko
sahiN lafzoN meiN dhala hai aapne... Usual Smile

Bade khoob ashaar rahe janab... kafi achchi kalaam kahi hai
aapne.. Humari hazaaroN dili daad kabul kijiye...

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda hafez... Usual Smile
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #4 on: October 26, 2012, 01:33:41 PM »
Reply with quote
Waah saudagar saahab aaj to aapne kamaal kar diya.
Dil khush ho gaya aapki es kalaam ko parkar.
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: October 26, 2012, 01:34:34 PM »
Reply with quote
murjhaaya hua koi gul mosam-e-bahar mein hoga
chal wapas watan apne, kkoi tere intzar mein hoga

naya koi jhagdaa uske hothon tak jarur aayega
par soch, lutaf kitnaa phir uske pyar mein hogaa

ik umar katii hai bagair uske dil ne beqarari mein,
suqoon mein rooh loutegi, dil phir se qarar mein hoga

hai balaa ki ranginiyan pardesh ki in haseeno mein,
par wo saadapan nahi jo desh ki mutiyaar mein hogaa


Bahut khoob  Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: October 26, 2012, 03:13:52 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: October 26, 2012, 05:44:18 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Karan jee
Applause Applause Applause

Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: October 27, 2012, 09:13:09 AM »
Reply with quote
shukriya kapil ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: October 28, 2012, 02:26:10 AM »
Reply with quote
shukriya nandbahu jiii
Logged
Aarish
Guest
«Reply #10 on: October 28, 2012, 04:52:19 AM »
Reply with quote
murjhaaya hua koi gul mosam-e-bahar mein hoga
chal wapas watan apne, kkoi tere intzar mein hoga

naya koi jhagdaa uske hothon tak jarur aayega
par soch, lutaf kitnaa phir uske pyar mein hogaa

ik umar katii hai bagair uske dil ne beqarari mein,
suqoon mein rooh loutegi, dil phir se qarar mein hoga

hai balaa ki ranginiyan pardesh ki in haseeno mein,
par wo saadapan nahi jo desh ki mutiyaar mein hogaa

... Kya baat hai saudagar bhai.  bohut umda ghazal hai, aur is shair ka to jawab nahi. bohut mubarakbaad qubool kijiye aur muafi chahunga der se is ghazal ko padhne ke liye....



naya koi jhagdaa uske hothon tak jarur aayega,

par soch, lutaf kitnaa phir uske pyar mein hogaa..
[/color]
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #11 on: October 28, 2012, 04:23:28 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower
Logged
soudagar
Guest
«Reply #12 on: October 29, 2012, 04:04:08 AM »
Reply with quote
shukriya parwaz ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: October 29, 2012, 05:04:14 PM »
Reply with quote
shukriya ms ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #14 on: October 30, 2012, 04:27:41 PM »
Reply with quote
shukriya suman aunty
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:01:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer