Bekaar...(Shihab)

by HUM_DUM on November 07, 2013, 05:05:47 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2145 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
Reply with quote
Ekad Mahine Mein Shayad Mujhe Yo Pe Aaye Hue 9 Saal Ho Jayenge.Is Lambey Safar Mein Kahin Utar Chadav Dekhe Hain
Kayi Jhagdon Ki Wajah Bana Hun To Kayi ka Shikar Bhi. Kayi Dost Khoye Hain To Kayi Paaye Bhi Hain.Kabhi Dil Toota Kabhi
Juda Bhi.Aaj Fursat Ke lamhon Mein Baithkar Socha To Khudse Sawal Aur Shikayat Si Hui.Kehhne Ka MATLAB Ye Hai Ki Koi Bhi
Isse Dilpe Na Le .Maine Kisi Ka DIL Dukhane Ya Zaati Khunnas Nikalne Ke Liye Nahi Likha. Bas Khudme Chhupe Kuch Sawal Aur Buraaiyon Ko Dhundne Ki Koshish Ki Hai...Shukaria




          Khinch Ke Chewingum Ka Ye Taar Karte Hain
          Kha-Ma-Kha .Do Ki Baatein Chaar Karte Hain.

          Pahle To Bolte Hain.Ye Netao.n Si Mitthi Boli
          Phir Aapas Mein Ik Dusrey Pe War Karte Hain.

          Hai Samjhdaari To. Inme Itni Kut Ke Bhari .Ki
          Bin Mange . Nasihaton Ki Bochhar Karte Hain.

          Chehro.n Pe To Behti Humdardi Ab Sii Magar
         Jama Dilon Mein.Hasad Ka Gubaar Karte Hain.!

         Yo To Hai Pyar . Masti .Shayri Karne Ki Jagah
         Phir Q ? Log Behas . Yahan Bekaar Karte Hain.


                              ~Shihab~ icon_scratch


Ab - Paani

Hasad- jealousy

Gubaar-Dhool
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KaHo Na BeKaaR HaiN by asgher in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Kya main maali tha bekaar ? !!! by smardia in Shayri-E-Dard
aaj dadhkan bekaar hai by saahill in Share:Love Poetry
@bekaar#sheba by Sheba in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Maloom Hai Ki Ye Intezaar Bekaar Hai,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
breeze khann
Guest
«Reply #1 on: November 07, 2013, 05:16:33 AM »
Reply with quote
Gud post.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: November 07, 2013, 06:27:25 AM »
Reply with quote
Yo To Hai Pyar . Masti .Shayri Karne Ki Jagah
Phir Q ? Log Behas . Yahan Bekaar Karte Hain.

Bahut khoob Shihab saheb, aapne bilkul durust farmaaya, YoIndia Shayari aur entertainment ki jagah hai par kabhi kabhi aise incident ho jaate haiN ke bolna hi padta hai.

Abhi recent meN aisa hi ek incident hua hai, jismeN kisi ladki ke saath logoN ne misbehave kiya hai, ab aise meN to chup rahna bhi jaayez nahiN hai.

Aapko pata hai aise mistreats ki wajah se kitne log/ladkiyaaN YO chorr kar jaa chuke haiN.

Aise incidents rokne ke liye ham sabhi ko aage aana chahiye aur milkar aise logoN ke khilaaf qadam uthaane chahiye, taaki yahaaN ayk achha mahaaul bana rahe aur log/khaastaur pe ladkiyaN comfortable mehsoos kar sakeN.



Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: November 07, 2013, 07:43:27 AM »
Reply with quote
u r right
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #4 on: November 07, 2013, 01:29:40 PM »
Reply with quote
bahut khoob...
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: November 07, 2013, 01:34:09 PM »
Reply with quote
 :clap  Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: November 07, 2013, 01:47:48 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Achcha likhe ho shihab ji...achche sawaal hai...jawab iftakhar ji ne diye hai..
Logged
khujli
Guest
«Reply #7 on: November 07, 2013, 01:52:32 PM »
Reply with quote
Ekad Mahine Mein Shayad Mujhe Yo Pe Aaye Hue 9 Saal Ho Jayenge.Is Lambey Safar Mein Kahin Utar Chadav Dekhe Hain
Kayi Jhagdon Ki Wajah Bana Hun To Kayi ka Shikar Bhi. Kayi Dost Khoye Hain To Kayi Paaye Bhi Hain.Kabhi Dil Toota Kabhi
Juda Bhi.Aaj Fursat Ke lamhon Mein Baithkar Socha To Khudse Sawal Aur Shikayat Si Hui.Kehhne Ka MATLAB Ye Hai Ki Koi Bhi
Isse Dilpe Na Le .Maine Kisi Ka DIL Dukhane Ya Zaati Khunnas Nikalne Ke Liye Nahi Likha. Bas Khudme Chhupe Kuch Sawal Aur Buraaiyon Ko Dhundne Ki Koshish Ki Hai...Shukaria




          Khinch Ke Chewingum Ka Ye Taar Karte Hain
          Kha-Ma-Kha .Do Ki Baatein Chaar Karte Hain.

          Pahle To Bolte Hain.Ye Netao.n Si Mitthi Boli
          Phir Aapas Mein Ik Dusrey Pe War Karte Hain.

          Hai Samjhdaari To. Inme Itni Kut Ke Bhari .Ki
          Bin Mange . Nasihaton Ki Bochhar Karte Hain.

          Chehro.n Pe To Behti Humdardi Ab Sii Magar
         Jama Dilon Mein.Hasad Ka Gubaar Karte Hain.!

         Yo To Hai Pyar . Masti .Shayri Karne Ki Jagah
         Phir Q ? Log Behas . Yahan Bekaar Karte Hain.


                              ~Shihab~ icon_scratch


Ab - Paani

Hasad- jealousy

Gubaar-Dhool


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 07, 2013, 02:12:05 PM »
Reply with quote
Yo To Hai Pyar . Masti .Shayri Karne Ki Jagah
Phir Q ? Log Behas . Yahan Bekaar Karte Hain.

Bahut khoob Shihab saheb, aapne bilkul durust farmaaya, YoIndia Shayari aur entertainment ki jagah hai par kabhi kabhi aise incident ho jaate haiN ke bolna hi padta hai.

Abhi recent meN aisa hi ek incident hua hai, jismeN kisi ladki ke saath logoN ne misbehave kiya hai, ab aise meN to chup rahna bhi jaayez nahiN hai.

Aapko pata hai aise mistreats ki wajah se kitne log/ladkiyaaN YO chorr kar jaa chuke haiN.

Aise incidents rokne ke liye ham sabhi ko aage aana chahiye aur milkar aise logoN ke khilaaf qadam uthaane chahiye, taaki yahaaN ayk achha mahaaul bana rahe aur log/khaastaur pe ladkiyaN comfortable mehsoos kar sakeN.





Sahi Farmaaya Aapne Iftekhar Bhai. Aur Main Bhi Saman Ke Khilaf Nahi Wo Meri Chhoti Behan Aur Bhatiji Ke Samaan Hai
kyon Ki Wo Ussiki Age Ki Hai Aur Uska Naam Bhi Firdaus Hai
Agar Meri Behan Bhajiti Ke Saath Koi Aisa Karta To Main Usse
Kabhi Nahi Chhorhta. Aur Yahi Wajah Hai Ki Wahan Saman Ko
Sabse Pahle Mine Comment Kiya Hai.Aap Dhyan Aur Thande Dimagh Se Parhenge To Wo Saman Ke Khilaf Nahi Uske Huq Mein Kaha Gaya Hai.Maine Saman Ko Ghalat Nahi Kaha. Bas Ek Bhai Ke Naate Samjhane Ki Koshish Ki Hai.Aur Sahi Hai Jab Log Jama Ho To Sabki Soch ek Si Nahi Hoti Aur Wahan Jhagde Hote Hain.Par Bhai Phir Unpe Behas Aur Gussa Inko Aur Barhata Hai. Kehne Ka Matlab Ye Hai Ki Faisla Virudh Sant Rehkar Bhi Kiya Jata Hai Chilane Ki Behas ki Kya Zarurat Hai. Jitni Behas zyada Hogi Utne Dil Zyada Tootenge Waha Dekhe aap in logone kiti samajhdari se short me hi Bina Behas Ke  kaha hai. inke comments dekhe aap. Saini Ji .MB Sahab..Albelamai ji.suman ji. khwaish bhai.iqtedar ji Aur Bhi Ek Do Naam Reh Gaye Honge. Khair.zyada Kya kahun aap samajhdar hain.Bas Yo K Mahol Ko bigadne Na Diya Jaaye Ye Shayari Ki Mehfil Hai Isse Akhada Na Banaaya Jaaye .Shayar Ki Tarha Shayari Likhni Chahiye .Na Ki Netaon Ki Tarah Bhasan Baazi Khair

Bahut Shukaria Waqt Dene K Liye Bhai

Shad o Aabaad rahiye

Shihab
Logged
mkv
Guest
«Reply #9 on: November 07, 2013, 02:21:17 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Isse Dilpe Na Le .Maine Kisi Ka DIL Dukhane Ya Zaati Khunnas Nikalne Ke Liye Nahi Likha. Bas Khudme Chhupe Kuch Sawal Aur Buraaiyon Ko Dhundne Ki Koshish Ki Hai...

Ye lines acchi lagi mujhe..





Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 07, 2013, 02:27:27 PM »
Reply with quote
u r right

Shukaria Sir Waqt Dene Ke Liye
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #11 on: November 07, 2013, 02:28:12 PM »
Reply with quote
bahut khoob...

Shukaria Sahab Waqt Dene Ke Liye
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #12 on: November 07, 2013, 02:29:44 PM »
Reply with quote
:clap  Applause Applause

shukaria sahab waqt Dene ke liye
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 07, 2013, 02:30:31 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Achcha likhe ho shihab ji...achche sawaal hai...jawab iftakhar ji ne diye hai..

Shukaria Behna Ki Aapne Waqt Diya
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 07, 2013, 02:32:27 PM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Bahut Shukaria Sir Waqt Dene Ke Liye Waqt Dene Ke Liye


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:35:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer