Beti Meri ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on May 18, 2010, 10:07:50 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4344 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Meri izzath hai meri jaa.n hai beti meri  !!
Meri khushiyun ka ashiya.n hai betimeri !!

Mauth abhi jeet na payegi duwa.un se !!
Ke abbu ki neghabaa.n hai beti meri !!

Aye muflisi ab tu apna ghar badal lena !!
Dekh mujh pe maherbaa.n hai beti meri !!

Khushiyan ho ke faaqe eak sa chahera !!
Har waqath ki qadardaa.n hai beti meri!!

Kaash ye Rifayaten Badal Sakte ‘Qadeer”!!
Khuch waqath ki sayebaa.n hai beti meri !!

qadeertoopchi
Logged
No where to go
Guest
«Reply #1 on: May 18, 2010, 10:14:33 AM »
Reply with quote
Awesome Man!!!!

I'm Touched..Thankyou For This Beautiful Poetry
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 18, 2010, 10:19:20 AM »
Reply with quote
"Kaash Yeh Rifayaten badal sakte "qadeer"
Kuch Waqt Ki Sayebaan Hai beti meri"

Waah Waah Waah....Qadeer bhai Lajawaab!!!!

Sirf Itna Keh Sakta Hoon..Dil Ki Gehrai Se Nikli Hui yeh Ghazal Dil Ko Chuu Gayi

Bahut Bahut Aur bahut Khoob Mere Bhai..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: May 18, 2010, 10:34:49 AM »
Reply with quote
Wow bahut khoob Qadeer ji,bahut baddiya,excellent creation. icon_salut Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
vb
Guest
«Reply #4 on: May 18, 2010, 12:43:51 PM »
Reply with quote
buhat he umda nazm.. achhi lagi hamen..
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #5 on: May 18, 2010, 02:12:36 PM »
Reply with quote
"Kaash Yeh Rifayaten badal sakte "qadeer"
Kuch Waqt Ki Sayebaan Hai beti meri"

Waah Waah Waah....Qadeer bhai Lajawaab!!!!

Sirf Itna Keh Sakta Hoon..Dil Ki Gehrai Se Nikli Hui yeh Ghazal Dil Ko Chuu Gayi

Bahut Bahut Aur bahut Khoob Mere Bhai..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



bhai apki mahubbath aur inayath ka shukriya ,, dad ke liye mehad mashkoor o mumnoo hon .. allah apko khush rakhe ..


apka bhai

qadeertoopchi
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #6 on: May 18, 2010, 02:25:52 PM »
Reply with quote
A.Qadeer bhai itni purkashish aur umda tehreer hai ke lafzaon ke dayere main tareef aur daad ko qaid karna mushkil hai.har ek shair se mohabat ki khoshbo jhalakti hai.khass kar yeh shair to buniyadd hai wah wah itna pasand aya ke yaad hogaya.

ae muflisi tu ab apna ghar badal lena..
dekh! mujh pe meharbaan hai beti meri...  bahot khoob janab
daad qubol karen .  
Meri izzath hai meri jaa.n hai beti meri  !!
Meri khushiyun ka ashiya.n hai betimeri !!

Mauth abhi jeet na payegi duwa.un se !!
Ke abbu ki neghabaa.n hai beti meri !!

Aye muflisi ab tu apna ghar badal lena !!
Dekh mujh pe maherbaa.n hai beti meri !!

Khushiyan ho ke faaqe eak sa chahera !!
Har waqath ki qadardaa.n hai beti meri!!

Kaash ye Rifayaten Badal Sakte ‘Qadeer”!!
Khuch waqath ki sayebaa.n hai beti meri !!

qadeertoopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 18, 2010, 02:49:25 PM »
Reply with quote
Subhan Allah,.
Subhan Allah,.

Qadeer Bhai, Bohat Umda Peshkash Hai, Aapke Behtareen Kalaamo Mein Is Kalaam Ki Bhi Ab Shirkat Hogayi,.

This Is One Of The Touching Ghazal From Ur Collection, May Allah Bless U,.


Rehmat Rab Ne Beti Ke Zariye Barsaai Hai,.
Beti Ke Kadam Se Hi To Roshni Ghar Mein Aai Hai,.

Beti Ho To Ghar Abaad Lage,.
Beti Ke Bagair Har Ghar Mein Tanhaai Hai,.

-Azeem-

Rab-ul-Aalameen Sabko Neak Saliheen Beti Aur Bete Ataa Kare Aameen,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 18, 2010, 03:04:38 PM »
Reply with quote
Subhan Allah,.
Subhan Allah,.

Qadeer Bhai, Bohat Umda Peshkash Hai, Aapke Behtareen Kalaamo Mein Is Kalaam Ki Bhi Ab Shirkat Hogayi,.

This Is One Of The Touching Ghazal From Ur Collection, May Allah Bless U,.


Rehmat Rab Ne Beti Ke Zariye Barsaai Hai,.
Beti Ke Kadam Se Hi To Roshni Ghar Mein Aai Hai,.

Beti Ho To Ghar Abaad Lage,.
Beti Ke Bagair Har Ghar Mein Tanhaai Hai,.

-Azeem-

Rab-ul-Aalameen Sabko Neak Saliheen Beti Aur Bete Ataa Kare Aameen,.

Bahut Bahut Khoob Azeem Bhai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sayrekls
Guest
«Reply #9 on: May 18, 2010, 06:42:20 PM »
Reply with quote
Предлагаю рассылки рекламы:
- на доски бесплатных объявлений интернета 10$ на 10000 досок / 15$ на 20000 досок
- регистрация в белых каталогах сайтов 10$ на 6000 каталогах
- на форумы 20$ на 30000 форумов
- ручная рассылка на любые сайты 0.2$ за регистрацию сбор сайтов входит в стоимость
 минимум 50 регистраций.
- рассылка на тематические сайты 60$ повторные рассылки 20$
- сбор баз любых сайтов
- изготовление сайтов на известных sms joomla drupal и др. 30$  (хостинг,индивидуальный дизайн или модули дополнитело)
есть готовые шаблоны дизайна + 7$
- бизнес сайты от 100$
- интернет-магазин серьезного уровня 70$ лицензионный (хостинг,индивидуальный дизайн дополнитело)
- изготовление баннеров от 10$

E-mail: lars534@rambler.ru
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #10 on: May 18, 2010, 08:22:11 PM »
Reply with quote
MASHAALLAH EK KHOOBSOORAT KALAAM LIKHA HAI QADEER BHAI AAPNEY....REALLY BETI...ALLAH KI EK AZEEM NEMAT HAI...MERI BHI EK BETI HAI...AAPKEY JAZBAAT SAMAJH SAKTA HOON........... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: May 18, 2010, 08:43:41 PM »
Reply with quote
ey muflisi ab tu apna ghr badal laina
daikh mujh pe meherbaa.N hai beti meri

waah Qadeer bhai kya baat hai, subhaanAllah kya baat kahi hai maza aa gaya janaab pad kar, aapne bhut hi achay ehsaas ko lafo.n mai piroya hai dil ke bhut qareeb raha ye sher, mashallah se baaqi ke ashaar bhi bhut achay hain magr ye khaas kar bhut acha laga, likhte rahiye bhut acha likhte hain aap, daad hazir hai qubool karein



aslam  
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #12 on: May 19, 2010, 08:49:34 AM »
Reply with quote
Awesome Man!!!!

I'm Touched..Thankyou For This Beautiful Poetry



thanks a lot for your kind words , may allah success you at every path of ur life ..thanks for the time you gave to read this ...


Qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #13 on: May 19, 2010, 08:51:53 AM »
Reply with quote
buhat he umda nazm.. achhi lagi hamen..


ji sahab nazm ki pazirai ke liye mashkoor hon .. apne pasand ki qeemat osool ho gayi ,, waise khuch aur kahene ki koshish ki thi ,,shayad nazm bann gayi ho.. allah apko khush rakhe ..


qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #14 on: May 19, 2010, 08:55:36 AM »
Reply with quote
Subhan Allah,.
Subhan Allah,.

Qadeer Bhai, Bohat Umda Peshkash Hai, Aapke Behtareen Kalaamo Mein Is Kalaam Ki Bhi Ab Shirkat Hogayi,.

This Is One Of The Touching Ghazal From Ur Collection, May Allah Bless U,.


Rehmat Rab Ne Beti Ke Zariye Barsaai Hai,.
Beti Ke Kadam Se Hi To Roshni Ghar Mein Aai Hai,.

Beti Ho To Ghar Abaad Lage,.
Beti Ke Bagair Har Ghar Mein Tanhaai Hai,.

-Azeem-

Rab-ul-Aalameen Sabko Neak Saliheen Beti Aur Bete Ataa Kare Aameen,.


bhai azeem , sub ap ki mahubbath hai bhai mere jo is tarhan se nawazte ho ,, apki nazron ka kamal hai ,,apki inayath aur dad pe behad mashkoor o mumnoo hon, waise aaj kal kamm hi nazar aate ho kahan ho miyan ,, hazri diya karo jigar , aur sach pucho to apke ashar ache hain ... dad hazir hai qubool karen .. khush raho hamesha ..


apka bhai

qadeertoopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:37:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer