bhookh , dard aur mohabbat ~~~ Saahil

by salil2002 on June 10, 2009, 07:54:05 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 4093 times)
salil2002
Guest
«Reply #15 on: June 10, 2009, 12:07:26 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Salil, Lines azeeb nahi pyari thi,  Clapping Smiley  Clapping Smiley even aise log aabhi bhi hamare aas-pass moujod hai jo khud se jyada apno se pyaar aur care karte hai..

Shally.


thanks shally .........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat~~dil rota hai~~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Saahil~~~ Dard by salil2002 in Shayri-E-Dard
nafrat aur mohabbat ~~ saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
Nafrat-- Dard Mohabbat Ka~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dosti aure mohabbat kii ek kahaani~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #16 on: June 16, 2009, 10:09:33 AM »
Reply with quote
doston shayad yeh topic aur yeh poem aap sabko ajeeb si lage magar mujhe apna yeh kalaam behad ajeej hai......asha hai aap sabko bhi pasand aayega........isme m,ohabbat ko kuch alag dhang se dikhaya hai maine

do din ka bhooka woh bachcha roti ka tukda oothata hai
toh saamne apne ek pille ko dum hilata hua pata hai
kuch soch kar de deta hai apna nivala usko
khate dekh usko woh zor se taali bajata hai

lachaar beithe hai do maa baap bete akela chhod gaye
peeth k dard se boodi maa ka lete lete hi waqt gujar jaata hai
baba karte hai oonki seva apni peeth ka dard bhool kar
kyunki zindgi kii is dhalti shaam mein sirf oonse hi naata hai

mohabbat hai har kaahin, magar mere liye alag hai iske maayne
mujhe yeh premiyo k rishte se bhi alag kucch dikhata hai
ehsaas hai yeh dard ka , majboori ka, tadap aur khalipan ka
lekin iski bandisho main bhi azaadi ka mazaa aata hai

kehne ko yeh do kahaaniya, bahut mamooli hogi
magar gaur se dekho toh inme mohabbat kii chasni paoge
oos boode ka pyaar apni biwi k liye............
waisi mohabbat kya apni mehbooba se nibha paoge

bhookh khatam kar deti hai har zazbaat ko
magar oos bhooke bachche se kya seekh paoge
bhookh oos chhote pille kii dekh woh apni bhookh bhool gaya
mohabbat mein qurbani ka aisa zazba kahaan se laoge

Bohot Khoob Salil  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

In maamooli kahaniyon main bohot gehri baatain, insaan ke sachche aur masoom jazbaat chupe hain.....bohot khoobsurti se tumne in ko lafzon main piroya hai...!!

Bohot Khoob dear !
Logged
salil2002
Guest
«Reply #17 on: June 16, 2009, 10:24:03 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Salil  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

In maamooli kahaniyon main bohot gehri baatain, insaan ke sachche aur masoom jazbaat chupe hain.....bohot khoobsurti se tumne in ko lafzon main piroya hai...!!

Bohot Khoob dear !
thank u di .....i was desperately waitin for ur comments
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #18 on: June 16, 2009, 10:25:10 AM »
Reply with quote
 :icon_salut:Wah wah Saahil ji,kitna dard hai,dil ko chu gayee aapke
poem ne,excellent,very beautiful creation. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley sad10
Logged
salil2002
Guest
«Reply #19 on: June 16, 2009, 10:28:02 AM »
Reply with quote
:icon_salut:Wah wah Saahil ji,kitna dard hai,dil ko chu gayee aapke
poem ne,excellent,very beautiful creation. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley sad10
thnks madhuu dear
Logged
dead heart
Guest
«Reply #20 on: June 17, 2009, 07:33:07 PM »
Reply with quote
Sry for the late reply...Bahaut acha likha hai apne Sahil bhaijan...Bahaut hi acha..Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #21 on: June 18, 2009, 07:57:42 AM »
Reply with quote
Sry for the late reply...Bahaut acha likha hai apne Sahil bhaijan...Bahaut hi acha..Applause
late reply wali koi baat hi nahin bhai ..aapko achcha lagayahi bahut hai mere liye
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: June 18, 2009, 08:20:07 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob salil bhai..aapne dil ko chuu jane wali baatein kahin hai iss nazm mein,aapne jis tareeke se apni soch ko lafzo mein dhaala hai,padhkar iss baat ka yakeen hone lagta hai ke vaakai mohabbat ke kitne rang hote hai..bahut bahut ache salil..
Logged
salil2002
Guest
«Reply #23 on: June 18, 2009, 08:34:12 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob salil bhai..aapne dil ko chuu jane wali baatein kahin hai iss nazm mein,aapne jis tareeke se apni soch ko lafzo mein dhaala hai,padhkar iss baat ka yakeen hone lagta hai ke vaakai mohabbat ke kitne rang hote hai..bahut bahut ache salil..
bahut bahut shukriya khwahish bhai....aap jaisa shayar tareef kare toh khud par fakhra hota hai
Logged
shab
Guest
«Reply #24 on: June 18, 2009, 08:43:21 AM »
Reply with quote
WAAH WAAH SAAHIL JI,BAHUT DARD CHHUPA HAI EK EK LAFZ ME JI,
BADIYA EHSAAS HAI BAHUT UMDA
Logged
salil2002
Guest
«Reply #25 on: June 18, 2009, 08:45:52 AM »
Reply with quote
thnks shabana dear,,,,,,,,,,,,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: July 09, 2009, 06:08:19 AM »
Reply with quote
doston shayad yeh topic aur yeh poem aap sabko ajeeb si lage magar mujhe apna yeh kalaam behad ajeej hai......asha hai aap sabko bhi pasand aayega........isme m,ohabbat ko kuch alag dhang se dikhaya hai maine

do din ka bhooka woh bachcha roti ka tukda oothata hai
toh saamne apne ek pille ko dum hilata hua pata hai
kuch soch kar de deta hai apna nivala usko
khate dekh usko woh zor se taali bajata hai

lachaar beithe hai do maa baap bete akela chhod gaye
peeth k dard se boodi maa ka lete lete hi waqt gujar jaata hai
baba karte hai oonki seva apni peeth ka dard bhool kar
kyunki zindgi kii is dhalti shaam mein sirf oonse hi naata hai

mohabbat hai har kaahin, magar mere liye alag hai iske maayne
mujhe yeh premiyo k rishte se bhi alag kucch dikhata hai
ehsaas hai yeh dard ka , majboori ka, tadap aur khalipan ka
lekin iski bandisho main bhi azaadi ka mazaa aata hai

kehne ko yeh do kahaaniya, bahut mamooli hogi
magar gaur se dekho toh inme mohabbat kii chasni paoge
oos boode ka pyaar apni biwi k liye............
waisi mohabbat kya apni mehbooba se nibha paoge

bhookh khatam kar deti hai har zazbaat ko
magar oos bhooke bachche se kya seekh paoge
bhookh oos chhote pille kii dekh woh apni bhookh bhool gaya
mohabbat mein qurbani ka aisa zazba kahaan se laoge

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Saahil, apko jitna parr rahi hu, utani he apki likhne ki gahraai ka andaza hota ja raha hai...

Apki is kavita ko kai baar parra.... ek ek shabd dil ki gahrai se utra hua, dard ain lipta hua.. her ek parne wale ki chetna ko jagata hua... wah wah wah... bahoot khoob.. jitni bhi parshansa karu.. utani he kam... Good work Dear,,, wonderful creation...
God Bless you!!
You make me Proud again!!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #27 on: July 11, 2009, 05:45:21 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Saahil, apko jitna parr rahi hu, utani he apki likhne ki gahraai ka andaza hota ja raha hai...

Apki is kavita ko kai baar parra.... ek ek shabd dil ki gahrai se utra hua, dard ain lipta hua.. her ek parne wale ki chetna ko jagata hua... wah wah wah... bahoot khoob.. jitni bhi parshansa karu.. utani he kam... Good work Dear,,, wonderful creation...
God Bless you!!
You make me Proud again!!

thanks a lot di ......
meri wajah se aapko khushi huyi yeh mere liye bahut badi baat hai aapne meri poem ko pada iska maayna samjha ... bahut baar maine logonm ko comment karte dekha hai aur bahut baar yeh mehsoos kiya kii log meri poori poem nahin padte.....magar aap jaise chand kadardaan yahan par hai jo na sirf abhi bhi mujhe padte hain balki sarahte bhi hain .....shukriya didi
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:43:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer