Bhookhey NaNgey Shaher maiN harsooN baste haiN khaleefe log

by harashmahajan on March 18, 2008, 05:02:03 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2900 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: March 24, 2008, 02:26:03 PM »
Reply with quote
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.
Haay Qayamat Humpar Aaai,.
Salma Bole Hay Re Allah,.
Raada Bole Ram Duhaai,.

Munna Maange Agar Khilona,.
Yaar Mujhe Aaata Hai Rona,.
Beti Ki Shaadi Karne Ko,.
Kahaan SE Laaoon Chaandi Sona,

Girwi Hue Sab Ghar Ke Bartan,.
Beeg Gaya Sofa, Beecha Chataai,.
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.

Roti Bangai Ek Chalawa,.
Pait Mein Pakta Bhook Alawa,.
Cheen Gaye Apne Mooh Se Niwaale,.
Kaisi Mitaai Kaisa Mawa,.

Hum Paani Ko Taras Rahe Hain,.
Neta Khaaye Doodh Malaai,.
Baba Re Baba Ye Mehgaai,.

Kaisa Murga Kahaan Ki Boti,.
Daal Hai Patli Sookhi Roti,.
Har Dum Darr Rehta Hai Mujhko,
Utar Na Jaaye Kahin Lagonti,.

Naye Daur Mein Sab Ulta Hua Hai,.
Daku Bangaye Hateem Taai,.
Baba Re Baba ye Mahangaai,.

_______________-Manzar Bhopali Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #31 on: March 24, 2008, 02:34:58 PM »
Reply with quote
A very good sharing Lil bro!!
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #32 on: March 24, 2008, 02:37:43 PM »
Reply with quote
Adaab bekrar ji.......bohat hi haseen andaz hai aapka bhai,Ek achha our pu-asar ashar... ....isi tarah khubsoorat ashar likhte rahain aur is forum ko pur-ronak rakhain, best wishes.....

waaaaahhhh.. harsh ji shukriya

ShartoN per yuiN hi amal maangte haiN....
humari kalam se hi kalaam maangte haiN...
bai waah....


Leejiye janaaB koshish kerte haiN ki alfaaz six ki hud tak baspa raheiN.....

Uthha jo aitbaar apne yaar ka,
bas hua hai silsila Intzaar ka.

Kumlah gaye haiN phool mere bag ke
Dafn ho gaya hai mousamm karar ka.

Chhero na koi sur,abhi meri iltaza
Waise bhi nahiN hai, mousam bahar ka.

Achhi nahiN lagti mujhe ab koi sada,
Kya karooN maiN 'Harsh' apne ikhtiyaar ka.


Harash
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: March 24, 2008, 03:52:39 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,. notworthy
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #34 on: March 24, 2008, 06:32:39 PM »
Reply with quote
janasheen bahoot hi khoobsoorat sharing kee hai aapne.....laajwaab....
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #35 on: March 25, 2008, 06:30:28 PM »
Reply with quote
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.
Haay Qayamat Humpar Aaai,.
Salma Bole Hay Re Allah,.
Raada Bole Ram Duhaai,.

Munna Maange Agar Khilona,.
Yaar Mujhe Aaata Hai Rona,.
Beti Ki Shaadi Karne Ko,.
Kahaan SE Laaoon Chaandi Sona,

Girwi Hue Sab Ghar Ke Bartan,.
Beeg Gaya Sofa, Beecha Chataai,.
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.

Roti Bangai Ek Chalawa,.
Pait Mein Pakta Bhook Alawa,.
Cheen Gaye Apne Mooh Se Niwaale,.
Kaisi Mitaai Kaisa Mawa,.

Hum Paani Ko Taras Rahe Hain,.
Neta Khaaye Doodh Malaai,.
Baba Re Baba Ye Mehgaai,.

Kaisa Murga Kahaan Ki Boti,.
Daal Hai Patli Sookhi Roti,.
Har Dum Darr Rehta Hai Mujhko,
Utar Na Jaaye Kahin Lagonti,.

Naye Daur Mein Sab Ulta Hua Hai,.
Daku Bangaye Hateem Taai,.
Baba Re Baba ye Mahangaai,.

_______________-Manzar Bhopali Applause


very good janashee ji nice sharing
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #36 on: March 25, 2008, 07:23:56 PM »
Reply with quote
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.
Haay Qayamat Humpar Aaai,.
Salma Bole Hay Re Allah,.
Raada Bole Ram Duhaai,.

Munna Maange Agar Khilona,.
Yaar Mujhe Aaata Hai Rona,.
Beti Ki Shaadi Karne Ko,.
Kahaan SE Laaoon Chaandi Sona,

Girwi Hue Sab Ghar Ke Bartan,.
Beeg Gaya Sofa, Beecha Chataai,.
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.

Roti Bangai Ek Chalawa,.
Pait Mein Pakta Bhook Alawa,.
Cheen Gaye Apne Mooh Se Niwaale,.
Kaisi Mitaai Kaisa Mawa,.

Hum Paani Ko Taras Rahe Hain,.
Neta Khaaye Doodh Malaai,.
Baba Re Baba Ye Mehgaai,.

Kaisa Murga Kahaan Ki Boti,.
Daal Hai Patli Sookhi Roti,.
Har Dum Darr Rehta Hai Mujhko,
Utar Na Jaaye Kahin Lagonti,.

Naye Daur Mein Sab Ulta Hua Hai,.
Daku Bangaye Hateem Taai,.
Baba Re Baba ye Mahangaai,.

_______________-Manzar Bhopali Applause


Bahut khooob!!! bahut achi sharing ki hai Azeem Bro  Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: March 29, 2008, 04:10:03 PM »
Reply with quote
Shukriya Khwaish Ji,.
Bekarar Ji,.
Harash Mahajan Ji,. notworthy

Waise Manzar Bhopalai Ji Kamaal Ke Shayaar Hain,.
Wo Har Topic Ke Bare Mein Umda Likhte Hain,. Giggle
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #38 on: March 29, 2008, 04:20:49 PM »
Reply with quote
You are welcome janasheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: March 29, 2008, 05:36:17 PM »
Reply with quote
Ji Na Kaho Ji,.
Hum aapse Chote Hain,.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #40 on: April 01, 2008, 03:32:48 AM »
Reply with quote
jaanasheen kehna kutchh ajeeb lagta tha dost so likh diya kerta hooN....dosti maiN kya chhota kya bada.....khush raheiN....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: April 04, 2008, 07:14:48 AM »
Reply with quote
Jaise Aap Samjho,.
Waise Hume Bhi Kuch Ajeeb Lagta Hai Jab Koi Hume Ji Kahe,.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:29:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer