Sheba
Guest
|
|
|
this poem is dedicated to dear brokenbyluv.i am totally inspired by her poem which made me to say some thing on her behalf.I hope u will like this poem and if any one gets hurt the way i have written this poem plz forgive me.
manzil-e-ishq tak na pahuncha mera pyaar..! dil phir bhi tujhe paane ko hai bekaraar..!!
rahe ghayel jazbaat mere teri berukhi se..! karti hain aankein ab bhi tera intezaar..!!
bechain hui aisi ki neend se todaa rishta..! tanhaai mein bhi aata nahin mujhe qaraar..!!
khawaish kuch bhi nahin siva ek tere..! khilta nahin phool ho jaisi bhi bahaar..!!
rahi khamosh nazrein tumhein jaate dekh..! aana na thaa phir kiya kyon iqraar...!!
qafas mein bhi karte hain parwaaz khwab mere..! nahin hotaa nazron ko per teraa didaar...!!
kasak dil ki ab sambhalun kaise...! kar diya shamaa ne bhi mujhe inkaar...!!
rakhoun zidd teri sar-ankhon pe hamesha..! ranjish hi sahi tum aa jao ek baar..!!
dikhta nahin kuch bhi apne aiina mein aaj..! karun phir kaise tere liye singaar...!!
kirchein mohabbat ki liye baithi hai broken...!!!!! todaa wajood apnaa tumnein baar-baar..!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #1 on: May 09, 2011, 09:26:18 AM » |
|
Bahut Khooob!!!
Acha Likha hai aapne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 09, 2011, 10:26:09 AM » |
|
Wakei apne bahaut bahaut khoob likha hai.. Aur Shihab bhai ne sahi kaha kay sab dusron kay dard ko mehsoos nahin kar sakte.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 10, 2011, 01:38:18 AM » |
|
wah sheba ji…… bht kamaal ka likha apne… kisi aur ke dard ko khud ke kalam se ubarna… wakai lajawaab hai aap. daad daad
(mai b ab esa try karunga)
thanx
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 10, 2011, 08:06:14 AM » |
|
bht hi umda sheba ji.... bht bht khoob...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 14, 2011, 10:44:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 14, 2011, 10:54:08 AM » |
|
this poem is dedicated to dear brokenbyluv.i am totally inspired by her poem which made me to say some thing on her behalf.I hope u will like this poem and if any one gets hurt the way i have written this poem plz forgive me.
manzil-e-ishq tak na pahuncha mera pyaar..! dil phir bhi tujhe paane ko hai bekaraar..!!
rahe ghayel jazbaat mere teri berukhi se..! karti hain aankein ab bhi tera intezaar..!!
bechain hui aisi ki neend se todaa rishta..! tanhaai mein bhi aata nahin mujhe qaraar..!!
khawaish kuch bhi nahin siva ek tere..! khilta nahin phool ho jaisi bhi bahaar..!!
rahi khamosh nazrein tumhein jaate dekh..! aana na thaa phir kiya kyon iqraar...!!
qafas mein bhi karte hain parwaaz khwab mere..! nahin hotaa nazron ko per teraa didaar...!!
kasak dil ki ab sambhalun kaise...! kar diya shamaa ne bhi mujhe inkaar...!!
rakhoun zidd teri sar-ankhon pe hamesha..! ranjish hi sahi tum aa jao ek baar..!!
dikhta nahin kuch bhi apne aiina mein aaj..! karun phir kaise tere liye singaar...!!
kirchein mohabbat ki liye baithi hai broken...!!!!! todaa wajood apnaa tumnein baar-baar..!!!!!!!!
Sab se pehle tou maafi chahungi sheba ji ki main apki ye post itni late padh rahi hu,mujhe behad khushi hui ki aapne merre dard ko itni gehrai se samjha aur smjhne k sath hi use apne beshumar lafzo mein utara bhi sathi members k naam ko merre dard k sath jodkar apne behad suhaani kavita likhi hai,i m really touched sheba ji apka tahe dil se shukriya ada karti hu main...allah pak hamesha apko khush rakhe...ameen...thnx once again ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 21, 2011, 09:42:26 AM » |

thank you broken ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nooruddin Noor
Shayarana Mizaaj
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 20 hours and 21 minutes.
I Luv Urdu So000 Much!!!!!!!!
Posts: 108 Member Since: Mar 2011
|
|
«Reply #8 on: May 21, 2011, 09:54:36 AM » |
|
Aap lajawaab shayar hain.
Aur likhte rahiye aur kush rahiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 06, 2011, 07:01:18 PM » |
|
Aap lajawaab shayar hain.
Aur likhte rahiye aur kush rahiye
thank you noor ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|