CHALTE RAHEN...............MAMTA BAJPAI

by mamta bajpai on July 11, 2010, 01:06:39 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2004 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
CHALTE RAHEN KABHI TO TERA DAR BHI AAYEGA
RAAHEN DIKHANE KO KOI RAHBAR BHI AAYEGA

RAAHEN KHULEN TO MEEL KA PATTHAR BHI HO AYAAN
MUJHKO NAZAR WO MANZIL-E-MAQSOOD BHI AAYEGA

BHATKEN HAIN GAFLATON KE SAMANDAR ME IS QADAR
JO SIMT KA PATA DE WO SITARA BHI AAYEGA

KYOON HAR TARAF YE KHWAB JHULASNE KA SILSILA
DE SHABNAMI RAAHAT WO NAZARA BHI AAYEGA

TANHA NAHI HOON YOON TO MAI JISMON KI BHEED ME
DE SAATH ROOH-O-JAAN WO MUSAFIR BHI AAYEGA
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TERI KHWAHISH.................MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
NAKAMIYON SE NISBAT.........MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
TERE NAAM.................MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
AB BHARAM AUR NAHI....................Mamta Bajpai by mamta bajpai in Share: Poetry of Pain
Aao chalte haiN kaheeN aab-e-rawaa.N dhooNdheNge.....Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
mamta bajpai
Guest
«Reply #1 on: July 11, 2010, 01:07:01 PM »
Reply with quote
CHALTE RAHEN KABHI TO TERA DAR BHI AAYEGA
RAAHEN DIKHANE KO KOI RAHBAR BHI AAYEGA

RAAHEN KHULEN TO MEEL KA PATTHAR BHI HO AYAAN
MUJHKO NAZAR WO MANZIL-E-MAQSOOD BHI AAYEGA

BHATKEN HAIN GAFLATON KE SAMANDAR ME IS QADAR
JO SIMT KA PATA DE WO SITARA BHI AAYEGA

KYOON HAR TARAF YE KHWAB JHULASNE KA SILSILA
DE SHABNAMI RAAHAT WO NAZARA BHI AAYEGA

TANHA NAHI HOON YOON TO MAI JISMON KI BHEED ME
DE SAATH ROOH-O-JAAN WO MUSAFIR BHI AAYEGA
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #2 on: July 11, 2010, 02:13:03 PM »
Reply with quote
CHALTE RAHEN KABHI TO TERA DAR BHI AAYEGA
RAAHEN DIKHANE KO KOI RAHBAR BHI AAYEGA

RAAHEN KHULEN TO MEEL KA PATTHAR BHI HO AYAAN
MUJHKO NAZAR WO MANZIL-E-MAQSOOD BHI AAYEGA

BHATKEN HAIN GAFLATON KE SAMANDAR ME IS QADAR
JO SIMT KA PATA DE WO SITARA BHI AAYEGA

KYOON HAR TARAF YE KHWAB JHULASNE KA SILSILA
DE SHABNAMI RAAHAT WO NAZARA BHI AAYEGA

TANHA NAHI HOON YOON TO MAI JISMON KI BHEED ME
DE SAATH ROOH-O-JAAN WO MUSAFIR BHI AAYEGA

Mamta Ji.....bahut umdaa rahi aapki yeh peshkash....tahe dil se daad hazir hai....khush rahen...

apna khayal rakhen....
duaaon ke saath....
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: July 11, 2010, 04:26:34 PM »
Reply with quote

Bahut he Umeed aur vishwaash se bhara behtreen nagma hai sakhee tera........... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


Mann main hai vishwaash sakhee tou wo lamhaa bhi aayega
Pure honge tere sab armaan chalte-2 wo manjar bhi aayega

Agar raasta sunder hai tou rukna, dekhna kahaan le jaayega wo
Agar manzil sunder hai tou chalte rehna tu,fir raasta kaisa bhi ho
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: July 11, 2010, 05:58:13 PM »
Reply with quote
CHALTE RAHEN KABHI TO TERA DAR BHI AAYEGA
RAAHEN DIKHANE KO KOI RAHBAR BHI AAYEGA

RAAHEN KHULEN TO MEEL KA PATTHAR BHI HO AYAAN
MUJHKO NAZAR WO MANZIL-E-MAQSOOD BHI AAYEGA

BHATKEN HAIN GAFLATON KE SAMANDAR ME IS QADAR
JO SIMT KA PATA DE WO SITARA BHI AAYEGA

KYOON HAR TARAF YE KHWAB JHULASNE KA SILSILA
DE SHABNAMI RAAHAT WO NAZARA BHI AAYEGA

TANHA NAHI HOON YOON TO MAI JISMON KI BHEED ME
DE SAATH ROOH-O-JAAN WO MUSAFIR BHI AAYEGA

Bahut khoob Mamta Ji
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #5 on: July 12, 2010, 05:13:49 AM »
Reply with quote
kasammmmmmmmmmmmmm seeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee


kyaaaaaaaaaaa baatttttttttttttt haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah

jitni tarif karen utni kam hai mamta ji

sach me aapne to dil ki dhadkan ko thamne pe majbur kar diya
kamal ki hai aapki ye gazhal aur iska tassavoor to aur bhi umda hai

sach me aapne to aaj dil ko ched kar jaga diya jaise mai aaj tak soya tha

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #6 on: July 12, 2010, 05:27:02 AM »
Reply with quote
NARESH JI BAHUT BAHUT DHANYAWAAD!SARAHNA KO JO GLUCOSE AAP NE DIYA HUMARE HOUSLON ME JAAN AA GAI......

KHUSH RAHEN .

KHILTE RAHEN.......
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #7 on: July 12, 2010, 05:28:34 AM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT SHUKRIYA KOYAL!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #8 on: July 12, 2010, 05:29:45 AM »
Reply with quote
HAMESHA KI TARAH HOUSLA AFZAI KE LIYE BEHAD SHUKRIYA!!
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #9 on: July 12, 2010, 05:58:02 AM »
Reply with quote
TANHA NAHI HOON YOON TO MAI JISMON KI BHEED ME
DE SAATH ROOH-O-JAAN WO MUSAFIR BHI AAYEGA

dil chhu gya aapka ye kalaam........
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #10 on: July 12, 2010, 06:11:45 AM »
Reply with quote
Bahot khoob Mamta ji, shandaar peshkash hai ye aapki. Na-ummeedi ko door karne wali takhleeq ke liye daad hazir hai.
Logged
Abhi Tamrakar
Guest
«Reply #11 on: July 12, 2010, 07:38:09 AM »
Reply with quote
mamta ji dil khush ho gaya padh ke~~

kuchh meri taraf se~

He samadar or dariya meri shayari me samaye huye,
or me ab bhi "Abhi" EK boond pyaar ko pyasa hun~~
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #12 on: July 12, 2010, 01:02:42 PM »
Reply with quote
KASAK JI BAHUT BAHUT SHUKRIYA ! AAP NE MERA KALAAM PADHA OR SARAHA .AAGE BHI AAP KI NAZAR-E-INAYAT KI MUNTAZIR.............

MAMTA
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #13 on: July 13, 2010, 04:49:19 AM »
Reply with quote
ABHI JI BAHUT KHOOB!! ACHCHA KAHA AAP NE ISI SILSILE KO AAGE BADHATE HUE MERI OR SE BHI ................

DARD KE JAAM SE DO BOOND IDHAR BHI KAR DE
PYAAS MUDDAT KI NAZAR EK IDHAR BHI KAR DE
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #14 on: July 13, 2010, 05:07:55 AM »
Reply with quote
CHALTE RAHEN KABHI TO TERA DAR BHI AAYEGA
RAAHEN DIKHANE KO KOI RAHBAR BHI AAYEGA

RAAHEN KHULEN TO MEEL KA PATTHAR BHI HO AYAAN
MUJHKO NAZAR WO MANZIL-E-MAQSOOD BHI AAYEGA

BHATKEN HAIN GAFLATON KE SAMANDAR ME IS QADAR
JO SIMT KA PATA DE WO SITARA BHI AAYEGA

KYOON HAR TARAF YE KHWAB JHULASNE KA SILSILA
DE SHABNAMI RAAHAT WO NAZARA BHI AAYEGA

TANHA NAHI HOON YOON TO MAI JISMON KI BHEED ME
DE SAATH ROOH-O-JAAN WO MUSAFIR BHI AAYEGA

bahoot khoob likha hain mamta ji aapne....nirasha me aasha ki kiran hi jeevan hai....behad satik shabdon ka santulan aapki rachnaon ki visheshta hai..badhai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:40:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer