Chend Rubaieeya.......( Ghayel )

by sajid_ghayel on May 20, 2009, 12:44:19 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1149 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Aaye huye to muddat hui

Teri mehfil me kismet aazmaye muddat hui

Is kadar kiya tha paraya kabhi kisi ne

Kisi ko apna banaye muddat hui...




Char kandho ki zarurat se badhkar koi zarurat nahi

Tere dard mile aasoo mile khushiyo ki zarurat nahi

Jinki khatir humne chodi duniya sari

Who kehte hain ab Ghayel ki zarurat nahi...




Diya jala sirf ujalo ka tazkira na kar

Kisi ke kam aa sirf hausla na kar

Tere shero me ho khoobi to koi baat nahi Ghayel

Bevajah mehfil me shayro ki islah na kar



-Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi chend lamhon ki hay by Arifa in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
CHEND LAFZO.......... by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
CHEND LAFZO ME CHEND LAMHO ME....... by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Ghayel na yaha hota........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Mujhe ghayel karne wala.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
vitasta
Guest
«Reply #1 on: May 20, 2009, 12:46:59 PM »
Reply with quote
ghazab likha hai ghayel ji!  bahut khoob!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 20, 2009, 12:48:42 PM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achcha Likha Hai Bhai,.
NIce One,.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #3 on: May 20, 2009, 04:51:36 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob... Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
diya786
Guest
«Reply #4 on: May 22, 2009, 10:23:16 AM »
Reply with quote
Aaye huye to muddat hui

Teri mehfil me kismet aazmaye muddat hui

Is kadar kiya tha paraya kabhi kisi ne

Kisi ko apna banaye muddat hui...



Char kandho ki zarurat se badhkar koi zarurat nahi

Tere dard mile aasoo mile khushiyo ki zarurat nahi

Jinki khatir humne chodi duniya sari

Who kehte hain ab Ghayel ki zarurat nahi...



Diya jala sirf ujalo ka tazkira na kar

Kisi ke kam aa sirf hausla na kar

Tere shero me ho khoobi to koi baat nahi Ghayel

Bevajah mehfil me shayro ki islah na kar


-Sajid Ghayel-

bahut khoob Sajid sahab Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: May 25, 2009, 09:02:55 AM »
Reply with quote
Aaye huye to muddat hui

Teri mehfil me kismet aazmaye muddat hui

Is kadar kiya tha paraya kabhi kisi ne

Kisi ko apna banaye muddat hui...



Char kandho ki zarurat se badhkar koi zarurat nahi

Tere dard mile aasoo mile khushiyo ki zarurat nahi

Jinki khatir humne chodi duniya sari

Who kehte hain ab Ghayel ki zarurat nahi...



Diya jala sirf ujalo ka tazkira na kar

Kisi ke kam aa sirf hausla na kar

Tere shero me ho khoobi to koi baat nahi Ghayel

Bevajah mehfil me shayro ki islah na kar


-Sajid Ghayel-

ZORDAAR LIKHAA HAI BHAI..S_G
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: May 25, 2009, 09:17:26 PM »
Reply with quote
Aaye huye to muddat hui

Teri mehfil me kismet aazmaye muddat hui

Is kadar kiya tha paraya kabhi kisi ne

Kisi ko apna banaye muddat hui...



Char kandho ki zarurat se badhkar koi zarurat nahi

Tere dard mile aasoo mile khushiyo ki zarurat nahi

Jinki khatir humne chodi duniya sari

Who kehte hain ab Ghayel ki zarurat nahi...



Diya jala sirf ujalo ka tazkira na kar

Kisi ke kam aa sirf hausla na kar

Tere shero me ho khoobi to koi baat nahi Ghayel

Bevajah mehfil me shayro ki islah na kar


-Sajid Ghayel-
Applause Applause bahaut bahaut acha likha hai Ghayel Saheb...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #7 on: May 25, 2009, 09:28:06 PM »
Reply with quote
beautiful work sajid ji,very very nice. Applause Applause Applause
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #8 on: May 26, 2009, 02:18:33 AM »
Reply with quote
Kya baat hai Ghayal Ji
Bahut bahut Khoooooob
SARVESH RASTOGI
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: June 12, 2009, 03:37:31 AM »
Reply with quote
ghazab likha hai ghayel ji!  bahut khoob!

Thank You Vitasta for your time and comment.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #10 on: July 06, 2009, 05:47:34 AM »
Reply with quote

 Bahut khoob Ghayal ji  Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:57:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer