Chupata Kyon hai..........Abul Asad

by Abul Asad on December 22, 2011, 11:25:01 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1111 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Dil se dil ki rah hai toe yeh chupata kyon hai
Tu agar hai rahbar to mujhe rukata kyon hai

Mera apna hai tu, ghairon ki tarha milta kyon hai
Mere dushman ko milkar tu gale lagata kyon hai

Ho bura waqt, to udhjaati hai mehfil ki raunaq
Yeh haqeeqat hai magar mujhe sonata kyon hai

Dasht  mein baitha hova tha yeh muddat se
Yeh kaafila yanhaan se uthke jaata kyon hai
Abul Asad
Yoindia Shayariadab



Yeh Ashaar khwaish sahab ki nazr, unhon ne jo post kiya tha
 Syed Raahi saheb ka kalaam ussi ko padhkar yeh alfzaaz nikal padhe
aur yanhaan darz hove. Kanhi se bhi mere kalaam me voh baat nahi hai

isski koi aisi ghalat fehmi bhi nahi mujhme
bas dil se jo bhi nikla khol kar giraya yanhaan


Har baar ki tarha aap ka mamnun hoon.
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: December 22, 2011, 11:46:33 AM »
Reply with quote
good
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: December 22, 2011, 12:40:46 PM »
Reply with quote
waah waah kya baat hai bahoot bahoot khoob!
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 22, 2011, 05:16:37 PM »
Reply with quote
Sophi Ji,

Shukriya aap ka bahut bahut shukriya
aap jaison se dad milkar acha lagta hai

Behad mamnun hain aap ke

Dua Goo
Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: December 22, 2011, 05:50:38 PM »
Reply with quote
bahot bahot umdaa Abul ji
daad daad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 22, 2011, 09:00:03 PM »
Reply with quote
Sarfira Saheb,

Inayat aapki, behad shurkriya
Aap ka behad mamnun rahonga
aap ki shayari padhta rehta hoon
aur kia kehne aap ke kalaam ke.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: December 23, 2011, 04:40:26 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley bahut khoob
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #7 on: December 23, 2011, 09:05:00 AM »
Reply with quote
Dr Saini Saheb,

Behad shukriya aapka, aik raunakh si hoti hai aap, Sarfira Saheb, MkV saheb  jab yanhaaan aate hain. Meri khushnaseebi ke aap logon ki dad mili mujhe

Abul Asad
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: February 20, 2012, 10:32:34 AM »
Reply with quote
Dil se dil ki rah hai toe yeh chupata kyon hai
Tu agar hai rahbar to mujhe rukata kyon hai

Mera apna hai tu, ghairon ki tarha milta kyon hai
Mere dushman ko milkar tu gale lagata kyon hai

Ho bura waqt, to udhjaati hai mehfil ki raunaq
Yeh haqeeqat hai magar mujhe sonata kyon hai

Dasht  mein baitha hova tha yeh muddat se
Yeh kaafila yanhaan se uthke jaata kyon hai
Abul Asad
Yoindia Shayariadab



Yeh Ashaar khwaish sahab ki nazr, unhon ne jo post kiya tha
 Syed Raahi saheb ka kalaam ussi ko padhkar yeh alfzaaz nikal padhe
aur yanhaan darz hove. Kanhi se bhi mere kalaam me voh baat nahi hai

isski koi aisi ghalat fehmi bhi nahi mujhme
bas dil se jo bhi nikla khol kar giraya yanhaan


Har baar ki tarha aap ka mamnun hoon.


           khubsoort sa ehsaas Applause Applause Applause
           
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 16 hours and 48 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #9 on: February 20, 2012, 11:00:43 AM »
Reply with quote
boht khua janab abul ji
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: February 21, 2012, 08:01:16 AM »
Reply with quote
boht khua janab abul ji

Shukria Saahil Sahab,
Bahut Bahut shukriya aapka
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #11 on: January 17, 2013, 08:36:27 AM »
Reply with quote
           khubsoort sa ehsaas Applause Applause Applause
           

Shukriya Adil Saheb
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 05:56:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer