DAHSHATGARD

by asma zehra on December 02, 2008, 11:07:43 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1609 times)
asma zehra
Guest
Reply with quote

DAHSHATGARDI KE JO MUNTAZIR RAHE HONGE
MAHSHAR KI RAAT MEIN BHI KAAFIR RAHE HONGE

SHISHA-E-BADAN UTHAA LAAYE THE BAAROOD BHAR
HOSH-O-HAWAAS SE BEKHABAR RAHE HONGE

INSAAN NAHIN HO SAKTE HAIN YOON MURDA-DIL
IBLIS KE PHENKE HUE PATTHAR RAHE HONGE

DO GAZ ZAMEEN NASEEB NAHIN LAASHON KO
DOZAKH KA AB SAFAR KAR RAHE  HONGE

HIMAAKHAT TO KAR BAITHE LALKAAR KAR MERE VATAN KO
RAHNUMA-E-DAHSHAT AB DAR RAHE HONGE



Asma Zehra
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DAHSHATGARD...............(K_A) by khamosh_aawaaz in Ghazals
Kya dahshatgard bhi shayari jaante hain by @Kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 02, 2008, 03:50:51 PM »
Reply with quote
Bohat Badhiya,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: December 02, 2008, 05:21:09 PM »
Reply with quote

DAHSHATGARDI KE JO MUNTAZIR RAHE HONGE
MAHSHAR KI RAAT MEIN BHI KAAFIR RAHE HONGE

SHISHA-E-BADAN UTHAA LAAYE THE BAAROOD BHAR
HOSH-O-HAWAAS SE BEKHABAR RAHE HONGE

INSAAN NAHIN HO SAKTE HAIN YOON MURDA-DIL
IBLIS KE PHENKE HUE PATTHAR RAHE HONGE

DO GAZ ZAMEEN NASEEB NAHIN LAASHON KO
DOZAKH KA AB SAFAR KAR RAHE  HONGE

HIMAAKHAT TO KAR BAITHE LALKAAR KAR MERE VATAN KO
RAHNUMA-E-DAHSHAT AB DAR RAHE HONGE



Asma Zehra

 Applause Applause Applause

Wah Asma ji kaya baat hai... kaya baat hai... ek ek line kamal ki likhi hai apne... A good creation!!! Dil khush ho gaya apki kavita parr kar..
khas kar yah char line to behad pasand aai

INSAAN NAHIN HO SAKTE HAIN YOON MURDA-DIL
IBLIS KE PHENKE HUE PATTHAR RAHE HONGE

DO GAZ ZAMEEN NASEEB NAHIN LAASHON KO
DOZAKH KA AB SAFAR KAR RAHE  HONGE
Logged
panks
Guest
«Reply #3 on: December 02, 2008, 05:43:09 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4 on: December 03, 2008, 06:51:51 AM »
Reply with quote

DAHSHATGARDI KE JO MUNTAZIR RAHE HONGE
MAHSHAR KI RAAT MEIN BHI KAAFIR RAHE HONGE

SHISHA-E-BADAN UTHAA LAAYE THE BAAROOD BHAR
HOSH-O-HAWAAS SE BEKHABAR RAHE HONGE

INSAAN NAHIN HO SAKTE HAIN YOON MURDA-DIL
IBLIS KE PHENKE HUE PATTHAR RAHE HONGE

DO GAZ ZAMEEN NASEEB NAHIN LAASHON KO
DOZAKH KA AB SAFAR KAR RAHE  HONGE

HIMAAKHAT TO KAR BAITHE LALKAAR KAR MERE VATAN KO
RAHNUMA-E-DAHSHAT AB DAR RAHE HONGE



Asma Zehra

 Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Bahut sahi soch hai aapki Asma Ji..
Aur bahut khoobsurat bayaan karne ka tareeka...

Likhti Rahiyega...  icon_thumleft
Logged
asma zehra
Guest
«Reply #5 on: December 03, 2008, 02:52:52 PM »
Reply with quote
Aap sab ko mera likha pasand aaya jaan kar bahot kushi hui. Kosish karoongi ke achcha likh sakoon aur dil ki baat lafzon mein piro sakoon. Aap sab ka bahot shukriya- Asma Zehra
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 07, 2008, 11:10:22 AM »
Reply with quote
Aap sab ko mera likha pasand aaya jaan kar bahot kushi hui. Kosish karoongi ke achcha likh sakoon aur dil ki baat lafzon mein piro sakoon. Aap sab ka bahot shukriya- Asma Zehra

Yun Hi Likhte Rahiye,.
Hum Aapke Fan Bannke Ko Tayyar Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 07, 2008, 11:55:28 AM »
Reply with quote
Kya Khabar In Siyaasi Logon Ko,
Hum Yahaan Kis Tarah Se Jeete Hain,.

Ek Hum The Jinhone Khoon Diya,.
Ek Ye Hain Ke Khoon Peete Hain,.

__________________-Nm-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #8 on: April 14, 2009, 06:44:34 AM »
Reply with quote

DAHSHATGARDI KE JO MUNTAZIR RAHE HONGE
MAHSHAR KI RAAT MEIN BHI KAAFIR RAHE HONGE

SHISHA-E-BADAN UTHAA LAAYE THE BAAROOD BHAR
HOSH-O-HAWAAS SE BEKHABAR RAHE HONGE

INSAAN NAHIN HO SAKTE HAIN YOON MURDA-DIL
IBLIS KE PHENKE HUE PATTHAR RAHE HONGE

DO GAZ ZAMEEN NASEEB NAHIN LAASHON KO
DOZAKH KA AB SAFAR KAR RAHE  HONGE

HIMAAKHAT TO KAR BAITHE LALKAAR KAR MERE VATAN KO
RAHNUMA-E-DAHSHAT AB DAR RAHE HONGE



Asma Zehra

X?X?X?
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: April 14, 2009, 10:13:59 AM »
Reply with quote


     AZ.................. KYAA KHOOB KAHAA.....MASHAA ALLAH...!

      JAA..NASH.....U SAID WELL...!
Logged
NADIR HASNAIN
Guest
«Reply #10 on: December 27, 2012, 02:05:39 PM »
Reply with quote
SHADAB SHAJAR KHUSHHAL BASHAR INSAF AGAR NA PAYEGA
US VEERAN SHAHAR MEN PANCHI LAUT K PHIR KYON JAYEGA
RAHBAR HI JAB ZAHAR HAI GHOLE APNE SHAHAR K MATI PAR
AISE SHAHAR KE MAZLUMON KO ADL KAHAN MILPAYERGA

BHAYI KHOON KA PAYASA HAI AUR GHAR MERA SHAMSHAN BANA
JABSE MERE NAGAR KA HAKIM EK WAHSHI SHAITAAN BANA
KHAUF KE MAARE THAR THAR KANPE HAR TANHA MAJBOOR YAHAN
DESH KA DUSHMAN BANA KHALEEFA MUJRIM KYON GHABRAYEGA

KIYA DHAMAKA GHADDARON NE JO MAN KA SAUDA KARTE HAIN
SUN WAHSHI SHAITAAN DARINDE MASOOM HAZARON MARTE HAIN
KEYA BEETEGI SOCH ZARA TU KHOON KE AANSU ROYEGA
TERE GIGAR KA TUKRA BHI JAB ZAD MEN EK DIN AAYEGA

MASOOMON KE KHOON SE KHELE MOMIN WOH BEDARD NAHIN
AMAN KA PAIKAR DEEN KA DAYI MUSLIM DAHSHATGARD NAHIN
DEKHRAHA HAI JAG KA DATA JOSH MEN JIS DIN AAYEGA
AI ZALIM MITJAYEGA TOO KHAAT PARA RAHJAYEGA

HATH MEN QURAAN SARPE TOPI VIRD KHUDA KA KARTA HAI
HAR ILZAAM BATADE NADIR USI KE SAR KYON PARTA HAI
MAAN KA AANCHAL SOONA KARKE TARAP RAAHA HAI JELON MEN
WOH MAZLOOM MUSALMAN PHIRSE LAUT KE GHAR KAB AAYEGA...

:NADIR HASNAIN
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:55:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer