Dil main Jali khuwahishon se uth-ta hai Dhuwaan

by Farhan Sohail on March 05, 2013, 06:00:54 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1159 times)
Farhan Sohail
Guest
Reply with quote
Zindagi ko aaj tak jeeta bhi nahi, haara b nahi

Us ko pana Na-mumkin magar us Bin guzara b nahi


Dil main Jali khuwahishon se uth-ta hai Dhuwaan

Ragoon main dorta hai meri par Woh hamara b nahi


Mere kano main hain har pal bassi sadaain us ki

jaisay ek mudaat se kisi ne mujhay pukaara b nahi


wohi mera hasil-e-zindagi hai, hasil kuch b nahi

qismat se mila nakkad aur kabhi kuch udhara b nahi


us k aangan main utarta hai ujala ban ker chand

meri kismat main likha Khudaya koi Sitara bhi nahi


wohi har Ilzam mere sar dey k aaj khush tha buht

meri manzil ki rah ko us ne kabhi sanwara b nahi


Tujhay 'lab-e-marg' dekhnay ki hai aarzoo us ki "Farhan"        'Near to Death/last breath'

Aur to mar jaye Assani se yeh bat Us ko gawara b nahi




Farhan Sohail
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muhabbat Ki Jali Jot by syednaami in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Dehek Ker Jali Hu by Roja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Meri Kashtiyaan Hain Jali Hui by ishu_singh10 in Miscellaneous Shayri
JAB SHAMA JALI TH....... by pawan16 in Miscellaneous Shayri
Aag Agar Jali Hai To Jali Rehne Do "Khwaish" by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: March 05, 2013, 09:02:01 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: March 05, 2013, 01:15:51 PM »
Reply with quote
waah waaaah bahut khoob
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: March 05, 2013, 01:31:05 PM »
Reply with quote
Zindagi ko aaj tak jeeta bhi nahi, haara b nahi

Us ko pana Na-mumkin magar us Bin guzara b nahi


Dil main Jali khuwahishon se uth-ta hai Dhuwaan

Ragoon main dorta hai meri par Woh hamara b nahi


Mere kano main hain har pal bassi sadaain us ki

jaisay ek mudaat se kisi ne mujhay pukaara b nahi


wohi mera hasil-e-zindagi hai, hasil kuch b nahi

qismat se mila nakkad aur kabhi kuch udhara b nahi


us k aangan main utarta hai ujala ban ker chand

meri kismat main likha Khudaya koi Sitara bhi nahi


wohi har Ilzam mere sar dey k aaj khush tha buht

aur janta wohi tha k iss main mera koi gunaah qafia judaa hai baaqee qafiye se b nahi


Tujhay 'lab-e-marg' dekhnay ki hai aarzoo us ki "Farhan"        'Near to Death/last breath'

Aur to mar jaye Assani se yeh bat Us ko gawara b nahi




Farhan Sohail



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #4 on: March 05, 2013, 01:59:37 PM »
Reply with quote
Buht Buht Shukreya qalb g, main janta tha lekin islah ka pehlo buht acha hai, behtri ki nayi rah nikli buht acha laga,,,,,


Umeed kerta hon k aap sab ki rahnumai aur islaah se mazeed behtar likh sakoon ga halankey acha likhnay ki koshish tu buht hai



 Thankyou !
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: March 05, 2013, 02:35:23 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut khoob Farhan ji.....!!!
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #6 on: March 05, 2013, 02:35:52 PM »
Reply with quote
Zindagi ko aaj tak jeeta bhi nahi, Haara bhi nahi
Us ko pana Na-mumkin magar us Bin guzara bhi nahi

us ke aangan main utarta hai ujaala ban kar chand
meri kismat main likha Khudaya koi Sitara bhi nahi

Bohat Bohat Khub!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #7 on: March 05, 2013, 02:36:54 PM »
Reply with quote
WAAH FARHAAN SAHAB KAMAAL KAR DIYA APNE BOHUT UMDA PESHKASH DAAD KABOOL KARIEYN IS NA CHEEJ KI
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: March 05, 2013, 04:58:20 PM »
Reply with quote
bahut khoob , Farhan saheb.mubarakbaad.
Logged
sarfira
Guest
«Reply #9 on: March 05, 2013, 05:13:28 PM »
Reply with quote
waahh waah ji kya kehne
bada hi khubsurat ghazal se nawaza hai bazm ko
daad daad

aate rahen
likhte rahen
Logged
laaiba
Guest
«Reply #10 on: March 05, 2013, 05:34:17 PM »
Reply with quote
waah bohat khoob ji,.......................
Logged
hemantparakh
Guest
«Reply #11 on: March 05, 2013, 06:47:47 PM »
Reply with quote
बहोत खूब फरहान जी
Logged
prashad
Guest
«Reply #12 on: March 05, 2013, 06:58:56 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #13 on: March 05, 2013, 09:59:14 PM »
Reply with quote
Buht Shukreyaa aap dostoon ki muhabbat ka
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:07:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.227 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer