dil mein mere ek insaan hai......... soudagar

by soudagar on July 26, 2012, 02:05:09 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1905 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
koi kahe yeh hindu hai  koi kahe yeh musalmaan hai
ab to insan ki alag alag dharm se hoti pehchaan hai

koi mandir mein dhundhe rabb ko, koi maszid mein khuda
nahi maloom khud ko hi k dil mein basta bhagwaan hai

dharm ke naam par kisi ko kaat daala ,kisi ko bant dala
bante hai dharm guru , nahi ishwar ka inko sahi gyan hai

dharm ke thekedaro ne kar diye dharti maa ke do tukde
ek ko naam diya hindustan dusre ko diya pakisatan hai

nahi pata mujhe kisi dharm ka naa hi mera koi mazhab hai
mujhe to bass itnaa pata hai mere dil mein  ek insaan hai
gar pehchaan jruri hai,to dil cheer kar dekh lo lahu mera
dunia walo tumhi yeh bta do phir yeh hindu hai ya musalmaan hai

Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #1 on: July 26, 2012, 02:10:13 AM »

Very Nice Thoughts Soudagar Ji Applause Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #2 on: July 26, 2012, 02:44:02 AM »
Reply with quote
koi kahe yeh hindu hai  koi kahe yeh musalmaan hai
ab to insan ki alag alag dharm se hoti pehchaan hai

koi mandir mein dhundhe rabb ko, koi maszid mein khuda
nahi maloom khud ko hi k dil mein basta bhagwaan hai

dharm ke naam par kisi ko kaat daala ,kisi ko bant dala
bante hai dharm guru , nahi ishwar ka inko sahi gyan hai

dharm ke thekedaro ne kar diye dharti maa ke do tukde
ek ko naam diya hindustan dusre ko diya pakisatan hai

nahi pata mujhe kisi dharm ka naa hi mera koi mazhab hai
mujhe to bass itnaa pata hai mere dil mein  ek insaan hai
gar pehchaan jruri hai,to dil cheer kar dekh lo lahu mera
dunia walo tumhi yeh bta do phir yeh hindu hai ya musalmaan hai

nice topic and nice creation from you dear... Applause Applause Applause

Insaan hai hum insaan hi rehne do
Mazhab ke naam se na tolo hame
Khoon ka rang hai sab ka ik
Fir yeh baat kahan se aayee TUM HINDU HO YA MUSALMAAN?

Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: July 26, 2012, 02:59:05 AM »
Reply with quote
Bahut khoob saudagar jee
Applause Applause
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #4 on: July 26, 2012, 03:17:49 AM »
Reply with quote
nice thaughts saudagar bbhai good job
Logged
soudagar
Guest
«Reply #5 on: July 26, 2012, 10:24:35 AM »
Reply with quote
Shukriya kash jii
Logged
soudagar
Guest
«Reply #6 on: July 26, 2012, 01:18:52 PM »
Reply with quote
Shukriya suman aunty ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #7 on: July 26, 2012, 02:31:55 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: July 26, 2012, 04:52:43 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya mkv ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: July 27, 2012, 05:05:05 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya sahil ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: July 28, 2012, 04:21:55 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya saini sir......
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: August 10, 2012, 03:13:02 AM »
Reply with quote
shukriya sir
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:54:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer