Dil Mein Utarne Waale Ashaar,.

by Jaanasheen on May 18, 2009, 09:01:53 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
ReplyPrint
Author  (Read 5020 times)
deewaani
Guest
«Reply #75 on: July 17, 2009, 11:46:02 AM »
Reply with quote
Tamanna thi k koi toot kr chahta hammain bhi FARAZ
Ham khud hi toot kr bikhar gayay kisi ki chahat mai...
 
 
Manzil kareeb dekh kar youn mutmaeen na ho FARAZ
Aksar kashtiyaan doobti hain manzil k aas pass...
 
 
Doobnay Ko Samander mein jayain Kahan, FARAZ
Unki Palkon sey tapka wo pani kaafi hai...
 
 
AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai FARAZ
Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha...?
 
 
Aankhen khuli to jaag uthi Hasraten FARAZ
Usko bhi kho diya jisay paya tha khwaab main...
 
 
Royay ga iss qadar wo meri laash se lippat kar FARAZ
Agar is baat ka pata hota to kab k marr gayay hotay...
 
 
Kisi ki kya majaal thi jo koi humko khareed sakta FARAZ
Hum to khud hi bikk gayay kharidaar dekh har...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mukhtalif Ashaar by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mukhtalif Ashaar by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Duniya mein chahne waale kam hi mila karte hain…… by Aman_rahi in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Mere Ashaar,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Halaq mein jaan utarne do !! by RUHAANII in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #76 on: July 17, 2009, 12:12:04 PM »
Reply with quote
waah Subhan Allah Subhan Allah,.
Deewaani Ji,Aapke Paas To Mashallah AhmedFaraaz Ji Ki Collection Hai,.

GreatAshaars,.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #77 on: July 18, 2009, 08:38:56 PM »
Reply with quote
Kaun pareshan hota hai tere ghum main Faraz,
Woh apni hi kisi baat par roya hoga...
bahut khoob rahim sahab
Logged
sbechain
Guest
«Reply #78 on: July 18, 2009, 08:42:03 PM »
Reply with quote
Tamanna thi k koi toot kr chahta hammain bhi FARAZ
Ham khud hi toot kr bikhar gayay kisi ki chahat mai...
 
 
Manzil kareeb dekh kar youn mutmaeen na ho FARAZ
Aksar kashtiyaan doobti hain manzil k aas pass...
 
 
Doobnay Ko Samander mein jayain Kahan, FARAZ
Unki Palkon sey tapka wo pani kaafi hai...
 
 
AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai FARAZ
Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha...?
 
 
Aankhen khuli to jaag uthi Hasraten FARAZ
Usko bhi kho diya jisay paya tha khwaab main...
 
 
Royay ga iss qadar wo meri laash se lippat kar FARAZ
Agar is baat ka pata hota to kab k marr gayay hotay...
 
 
Kisi ki kya majaal thi jo koi humko khareed sakta FARAZ
Hum to khud hi bikk gayay kharidaar dekh har...

wah waah kya behtreen sharing hai deewaani ji bahut achche ahmed faraz sb ke kya kahne
Logged
sbechain
Guest
«Reply #79 on: July 18, 2009, 08:46:13 PM »
Reply with quote
nice sharing azeem sahab Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #80 on: July 18, 2009, 08:48:48 PM »
Reply with quote
Meri khushi ke lamhay kis kadar mukhtasir hai Faraz,
Abhi mujra shuru hi hua tha ke chapa parr gaya...

ha ha ha ha very nice sharing rahim bhai
Logged
sbechain
Guest
«Reply #81 on: July 18, 2009, 08:50:32 PM »
Reply with quote
Main bheegti aankhon se usse kesay hataoon
Mushkil hai ab abar main deewar uthani

-NM-

kya baat hai bahut khoob
Logged
sbechain
Guest
«Reply #82 on: July 18, 2009, 08:52:14 PM »
Reply with quote
yeh mat poochho ke ahsas ki shiddat kya hai
dhoop aisi thi ke saey ko bhi jalta dekha

-NM-

outstanding...mind blowing
Logged
sbechain
Guest
«Reply #83 on: July 18, 2009, 09:00:16 PM »
Reply with quote
jab bhei socha hay aansu'oon ka sabab
yaad aaya ke muskuraaye the,.

-NM-


nice

Logged
sbechain
Guest
«Reply #84 on: July 18, 2009, 09:02:09 PM »
Reply with quote
waaah waaah bahut khoob outstanding sharing azeem sahab Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #85 on: July 18, 2009, 09:03:07 PM »
Reply with quote
Tamanna thi k koi toot kr chahta hammain bhi FARAZ
Ham khud hi toot kr bikhar gayay kisi ki chahat mai...
 
 
Manzil kareeb dekh kar youn mutmaeen na ho FARAZ
Aksar kashtiyaan doobti hain manzil k aas pass...
 
 
Doobnay Ko Samander mein jayain Kahan, FARAZ
Unki Palkon sey tapka wo pani kaafi hai...
 
 
AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai FARAZ
Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha...?
 
 
Aankhen khuli to jaag uthi Hasraten FARAZ
Usko bhi kho diya jisay paya tha khwaab main...
 
 
Royay ga iss qadar wo meri laash se lippat kar FARAZ
Agar is baat ka pata hota to kab k marr gayay hotay...
 
 
Kisi ki kya majaal thi jo koi humko khareed sakta FARAZ
Hum to khud hi bikk gayay kharidaar dekh har...

Bahut khoob Deewaani Ji
Good sharing
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #86 on: July 18, 2009, 09:08:08 PM »
Reply with quote
Teri Yaadon Ke Siva Koi Lamha Abhi Guzaara Nahin
Ek Pal Nahin Jab Tumhe Mere Dil Ne Pukaara Nahin
Tere Bin Yun Kat Hi Rahi Dariya-e-Zindagi Meri
Kashti Bhi Hai, Maajhi bhi hai,Par Kinaara Nahin
nm
Logged
sbechain
Guest
«Reply #87 on: July 21, 2009, 10:23:16 AM »
Reply with quote
VERY NICE SHARING AZEEM JI Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:45:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer