Dil ne Kyun Nadani ki,..

by Jaanasheen on March 13, 2006, 10:10:35 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3881 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: April 11, 2006, 03:09:28 PM »
Reply with quote
gir gir kar uthegy to sambhalna sikh hi legy hum
larkharaye bina, zindagi ka mol pata nahi chalta
lagati hai jo chot, to lag jaane do mujko
bin khaye chot, apne parayo ka pata nahi chalta!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAKHAir KYun (KYUn)(KYun(KYUn) by muneeb in Shayri-E-Dard
nadani by Naya_Daur in Shayri for Khumar -e- Ishq
nadani... by friendsforever in Shayeri for Dard -e- Bewafai
...Nadani...... by kritika sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
`khuahishon ki nadani main ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,sunil by sunildehgawani in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: April 12, 2006, 06:32:11 AM »
Reply with quote
Shukriya Talat Ji,..
Bahoot Ache Pooja Ji,..Nikki Ji,.

Gir Kar To Sabhi Sambhalte Hain,..
Magar Jise Samabhalne Naa De,..
Wo Bhala Kaise Sambhale Yaaron,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: April 21, 2006, 08:22:50 AM »
Reply with quote
Samajh Jaate Wo Meri Dil Ki Lagi ko,..
To aaj Main Bhi Kisi ke Bahon Mein Hota,..
Logged
kamyayni
Guest
«Reply #18 on: May 05, 2006, 12:40:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Naa jaane Kyun Dil Ne Ye Nadani Ki,..
Us se dil Lagaya Jisne Ye Shaitaani Ki,..
Main laakh samjhaya dil Ko Mat aa Us Par,.
Main Kya Karta Jab Dil Ne Hi Manmaani Ki,..
Ab To Main Pachta ta hoon Dil Lagayi Ke Liye,.
Wo To Sirf Toota maine To Gham Ke naam Par apni Jawaani Ki,..
                                                                         {Azeem}

this is too heart felt.
left me wid no words.
you are superb.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 05, 2006, 01:10:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Kamyaani,..

Dard Hai Dil Mein Ubhar Aata Hai Shayari Mein,..
Ab Andhere Pasand Hai Mujhe Dil Nahi Lagta Roshni Mein,..
Kar Gaya Aisa Haal Mera Usne Jaanasheen,..
Ke KOi Khushi Na Rahi Ab Meri Zindagi Mein,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #20 on: May 21, 2006, 03:10:15 PM »
Reply with quote
[/b]Nice One Jaan Bhai,..
keep it up,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: May 21, 2006, 03:17:39 PM »
Reply with quote
Shukriya Dost,..
Aur Welcome To Yoindia,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #22 on: May 22, 2006, 05:24:32 AM »
Reply with quote
bahoot hi khoob JaanSheen ji!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 22, 2006, 08:59:32 AM »
Reply with quote
Shukriya Pankhuri Ji..
Gar App Kuch Likhdete To Hume Seekhne Ka Maukha milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 26, 2008, 11:06:39 AM »
Reply with quote
Zindagi Hai Gham Ki Guwaaon Mein,.
Aur Hum Hain Kaanton Ki Baahon Mein,.
Aaas Lagaaye Baithe Hai Ki Koi,.
Aaa Jaaye Lene Hume Apni Panaahon mein
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: February 20, 2008, 09:56:08 PM »
Reply with quote
Bohot khoob Azeem !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 22, 2008, 12:57:27 PM »
Reply with quote
Shukriya talat Ji,.
Achcha Lagta Agar aapbhi Kuch Likhte,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 22, 2008, 12:59:53 PM »
Reply with quote
Tu Hai Agar Mujhse Khafa Khud Se Khafa Hoon Main Bhi,.
Mujhko Pehchaan Ki Teri Hi Adaa Hoon Main Bhi,.

Ek Tujhse Hi Nahi Fasl-e-Tamanna Shadaab,.
Wahi Mausam Hoon Wahi Aaab-o-Hawaa Hoon Main Bhi,.

Sabt Hoon Dast-e-Khamoshi Pe Heena Ki Surat,
Naashunidaa Hi Sahi Tera Kahaa Hoon Main Bhi,.

Chaand Bankar Tere Aangan mein Utar Hi Jaaoon,.
Raat ke Pichle Pahar Maandi Duaa Hoon Main Bhi,.

Yun Na Murjhaa Ki Mujhe Khud Pe Bharosa Na Rahe,.
Pichle Mausam Mein Tere Saath Khilaa Hoon Main Bhi,.

Jaane Kis Raah Chaloon Kaun Se Rukh Murd Jaaoon,.
Mujhse Mat Mil Ki Zamaane Ki Havaa Hoon Main Bhi,.

__________________________________-Mazhar Imran,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #28 on: February 24, 2008, 03:12:30 AM »
Reply with quote
gir gir kar uthegy to sambhalna sikh hi legy hum
larkharaye bina, zindagi ka mol pata nahi chalta
lagati hai jo chot, to lag jaane do mujko
bin khaye chot, apne parayo ka pata nahi chalta!!!!

Nice .. well said didi
Logged
Roja
Guest
«Reply #29 on: February 24, 2008, 03:13:19 AM »
Reply with quote
Tu Hai Agar Mujhse Khafa Khud Se Khafa Hoon Main Bhi,.
Mujhko Pehchaan Ki Teri Hi Adaa Hoon Main Bhi,.

Ek Tujhse Hi Nahi Fasl-e-Tamanna Shadaab,.
Wahi Mausam Hoon Wahi Aaab-o-Hawaa Hoon Main Bhi,.

Sabt Hoon Dast-e-Khamoshi Pe Heena Ki Surat,
Naashunidaa Hi Sahi Tera Kahaa Hoon Main Bhi,.

Chaand Bankar Tere Aangan mein Utar Hi Jaaoon,.
Raat ke Pichle Pahar Maandi Duaa Hoon Main Bhi,.

Yun Na Murjhaa Ki Mujhe Khud Pe Bharosa Na Rahe,.
Pichle Mausam Mein Tere Saath Khilaa Hoon Main Bhi,.

Jaane Kis Raah Chaloon Kaun Se Rukh Murd Jaaoon,.
Mujhse Mat Mil Ki Zamaane Ki Havaa Hoon Main Bhi,.

__________________________________-Mazhar Imran,.


Nice sharing Jaanasheen ji
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:08:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer