Talat
Guest
|
«Reply #60 on: June 06, 2005, 05:52:21 AM » |
|
waah talat ji bahoot hi khoobsoorat likha hain aapne you r amazing. Thanks a lot !! Touchy !!! and beautiful expression.......!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
TOUCHY
Guest
|
|
«Reply #61 on: June 07, 2005, 12:25:43 AM » |
|
Thanx talat ji and tosha ji
-----------------------------
Tumhe rok to loon par mere dil ki sada mujhe rok deti hai, ki tumhe jana hai ek din par yeh iltaja hain meri ki itni door na jaana jaha mere dil ki awaz tum tak na pahuch sake.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
TOUCHY
Guest
|
|
«Reply #62 on: June 07, 2005, 12:30:35 AM » |
|
tosha ji it's for u
------------------------------------------
The greatest regret in a person life are the risk that he don't take.(from chalte chalte) so laways take risk and no need to regret
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #63 on: June 07, 2005, 12:42:09 AM » |
|
tosha ji it's for u
------------------------------------------
The greatest regret in a person life are the risk that he don't take.(from chalte chalte) so laways take risk and no need to regret nice yaar...........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #64 on: June 07, 2005, 05:35:45 AM » |
|
Nice Ones Touchy...............................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #65 on: June 07, 2005, 11:19:15 AM » |
|
Hai wo mera apna magar kitna mujhse door hai Humare beech jaane kyun zamaane ka dastoor hai
Uski awaaz se mere saare ghum door ho jaate hain Uski ek jhalak se mujhpar chaa jaata koi suroor hai
Yeh dunya hai begaani si, begaane logon ke beech Dil ka mere wo maan hai aur wohi mera ghuroor hai
Jee chahta hai saare ghum uske main baant loon Hone nahin deta hai wo....jaane kyun majboor hai !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #66 on: June 07, 2005, 11:53:54 PM » |
|
Jabh aankh mein nami si hoti hei, Dil mein kisiki kami si hoti hei, Jabh aankh jukh jaaye toe nami sukh jaaye, Par koi bataaye kaise dil ka dukh jaaye...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
TOUCHY
Guest
|
|
«Reply #67 on: June 08, 2005, 12:31:24 AM » |
|
very nice talat ji and fakhar sahab you r superb....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
TOUCHY
Guest
|
|
«Reply #68 on: June 08, 2005, 12:35:41 AM » |
|
meri zindgi hain zalim tere gham se aashkara tera gham hain gar haqiqat mujhe jindgi se pyara
woh agar bura na mane to jahaa-e-rango-boo me sukoon-e-dil ki khatir mai dhoondh loo sahara
mujhe aa gaya yakeen sa ki yahi hai meri manjil sare rah jab kisi ne mujhe dafatan pukara
mai bataoo farak naseh jo hain mujh me aur tujh me meri zindgi talatum teri zindgi kinara
koi ae 'shakeel' dekhe yeh junoon nahi to kya hain ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamara !(NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #69 on: June 08, 2005, 12:39:16 AM » |
|
meri zindgi hain zalim tere gham se aashkara tera gham hain gar haqiqat mujhe jindgi se pyara
woh agar bura na mane to jahaa-e-rango-boo me sukoon-e-dil ki khatir mai dhoondh loo sahara
mujhe aa gaya yakeen sa ki yahi hai meri manjil sare rah jab kisi ne mujhe dafatan pukara
mai bataoo farak naseh jo hain mujh me aur tujh me meri zindgi talatum teri zindgi kinara
koi ae 'shakeel' dekhe yeh junoon nahi to kya hain ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamara !(NM) usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamara Kisi ko us k ghum ney mara Kisi ko judai Ney mara
|
|
|
Logged
|
|
|
|
TOUCHY
Guest
|
|
«Reply #70 on: June 08, 2005, 12:40:15 AM » |
|
woh na hogi to kya kami hogi bashar thodi si jindgi hogi doob jayegi shok me duniya lafz honge na khamoshi hogi..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #71 on: June 08, 2005, 12:51:49 AM » |
|
lafz hongay par khamoshi ho gi tum ho gay magar judai ho gi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #72 on: June 08, 2005, 07:32:38 AM » |
|
Thanks Touchy and nice ones from you....Nice Fakhar..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #73 on: June 08, 2005, 08:21:56 AM » |
|
very nice toucy................naveed...................... ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #74 on: June 09, 2005, 10:15:25 PM » |
|
Thanx
suna hai waqt marham hai zamane bhar k zakhmo ka so eik din bhar hi jayein ge jo ghaao choday jatay ho
magar jub bhi koi sadma kaheen se bhi milay mujhko ghumo ki sub ruton mein tum bahut hi yaad aatay ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|