Ek Dil Naam Ki Cheez "Khwaish"

by khwaish on June 27, 2011, 09:24:41 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1997 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
"Lot's Of Troubles In This World Would
Disappear If People Would Learn To Talk "To" Each Other
Rather Than Talking "About" Each Other"

Samajdhar Log kehte Hai ke Agar Aapke Dil mein ko sawaal Hai Yaa Koi Shikwa To
Ek Duje Se Baat Kar Leni Chahiye, Par Aksar Hum Aisa Nahi kar paate,
Kisi Insaan ke Mooh Par naa kehkar
Hum Uske peeth peeche Uski Baatein Karne Lag jaate Hai..
Aisa Hi vaakya Kal mere saath Beeta
Kuch Dil Ki Baatein Likh Raha Hoon,Apna Waqt zaroor Dijiyega...

Apne Har Pal ka Hisaab Rakhta Hoon
Paas Apne Zindagi Ki Kitaab Rakhta Hoon

Sirf Andhero Mein Rehne Ka Kaayal Nahi Hoon Main
 Apni Nazron Mein Main Aftaab Rakhta Hoon

kisi Ko Rota Dekhkar Main Bhi Ro Deta Hoon!!!
Jaanta Hoon Yeh Ek Aadat Main Kharaab Rakhta Hoon

Main Acha Hoon, Bura Hoon Jo Bhi Hai Mere Saamne Kaho
Chup Rehta Hoon Par main Bhi Dil Mein Sailaab Rakhta Hoon

Auron Ko Dekhkar Hassi Se Khilkhilane Wale
Kabhi Humse Bhi Muskuraakar Mil!!!
Ek "Dil" Naam Ki Cheez Main Bhi Janaab Rakhta Hoon

          ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: June 27, 2011, 09:39:29 AM »

bahut khub khawaish ji ache kalaam se bazm ko nawaza hai
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #2 on: June 27, 2011, 12:10:02 PM »
Reply with quote
Apne Har Pal ka Hisaab Rakhta Hoon
Paas Apne Zindagi Ki Kitaab Rakhta Hoon

Good One ... Khwaish Ji

Chup Rehta Hoon Par main Bhi Dil Mein Sailaab Rakhta Hoon

Vry Nice Line ...... !
Very Impressive Creation ... Dil Se Daad ... Applause Applause Applause

Logged
Intezar
Guest
«Reply #3 on: June 27, 2011, 01:32:22 PM »
Reply with quote
khwahish ji... bahut khubsurat peshkash hai aapki... bahut khoob... yunhi likhte rehiye... khuda aapko khush rakhe...

Intezar !
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: June 28, 2011, 08:21:33 AM »
Reply with quote
"Lot's Of Troubles In This World Would
Disappear If People Would Learn To Talk "To" Each Other
Rather Than Talking "About" Each Other"

Samajdhar Log kehte Hai ke Agar Aapke Dil mein ko sawaal Hai Yaa Koi Shikwa To
Ek Duje Se Baat Kar Leni Chahiye, Par Aksar Hum Aisa Nahi kar paate,
Kisi Insaan ke Mooh Par naa kehkar
Hum Uske peeth peeche Uski Baatein Karne Lag jaate Hai..
Aisa Hi vaakya Kal mere saath Beeta
Kuch Dil Ki Baatein Likh Raha Hoon,Apna Waqt zaroor Dijiyega...

Apne Har Pal ka Hisaab Rakhta Hoon
Paas Apne Zindagi Ki Kitaab Rakhta Hoon

Sirf Andhero Mein Rehne Ka Kaayal Nahi Hoon Main
 Apni Nazron Mein Main Aftaab Rakhta Hoon

kisi Ko Rota Dekhkar Main Bhi Ro Deta Hoon!!!
Jaanta Hoon Yeh Ek Aadat Main Kharaab Rakhta Hoon

Main Acha Hoon, Bura Hoon Jo Bhi Hai Mere Saamne Kaho
Chup Rehta Hoon Par main Bhi Dil Mein Sailaab Rakhta Hoon

Auron Ko Dekhkar Hassi Se Khilkhilane Wale
Kabhi Humse Bhi Muskuraakar Mil!!!
Ek "Dil" Naam Ki Cheez Main Bhi Janaab Rakhta Hoon

          ~~~~~Khwaish~~~~~

bahut khoob khawaish ji

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #5 on: June 28, 2011, 11:54:53 AM »
Reply with quote

bahut khub khawaish ji ache kalaam se bazm ko nawaza hai

Ji Aapka bahut bahut Shukriya Marhoom Bahayatji icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: June 28, 2011, 01:26:19 PM »
Reply with quote
bahut achhi hai ye bhi kavita khwaish ji.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #7 on: June 28, 2011, 02:33:00 PM »
Reply with quote
excelent creation khwaish ji...
sply last one...
toooo.... good...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: June 28, 2011, 03:50:31 PM »
Reply with quote
Apne Har Pal ka Hisaab Rakhta Hoon
Paas Apne Zindagi Ki Kitaab Rakhta Hoon

Good One ... Khwaish Ji

Chup Rehta Hoon Par main Bhi Dil Mein Sailaab Rakhta Hoon

Vry Nice Line ...... !
Very Impressive Creation ... Dil Se Daad ... Applause Applause Applause

Aapka Teh Dil Se Shukriya Nareshji..

Aapne Apna Waqt Diya Yeh Jaankar Behad Khushi Hui Hai.. icon_flower
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #9 on: June 28, 2011, 03:55:42 PM »
Reply with quote
Khwaish Bhai aapke Lafzon Ko Taareef Me Kya Likhu.. ab to Alfaaz Bhi Kam Padhne lag gaye Hain.. Phir se ek Umda aur Lajawab Peshkash.. jo sochne par majboor kar de.. Aakhiri Jumla to Bassssss... Dil Chhoo gaya.. Bahut Khooooob..  icon_thumleft icon_thumleft

Daad Kubool karen dil se..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: June 28, 2011, 04:05:28 PM »
Reply with quote
khwahish ji... bahut khubsurat peshkash hai aapki... bahut khoob... yunhi likhte rehiye... khuda aapko khush rakhe...

Intezar !

Aapka Bahuttttt bahutttt Shukriya Intezar Ji..

Yuhi Saath Dete Rahiyega.. icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #11 on: June 28, 2011, 05:53:49 PM »
Reply with quote
excellent creation khwaish ji.....dil me kai dabe ehsason ko zabaan di h aapne........ek dil ko chhuti rachna h ye aapki......
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: June 28, 2011, 07:21:13 PM »
Reply with quote
"Lot's Of Troubles In This World Would
Disappear If People Would Learn To Talk "To" Each Other
Rather Than Talking "About" Each Other"

Samajdhar Log kehte Hai ke Agar Aapke Dil mein ko sawaal Hai Yaa Koi Shikwa To
Ek Duje Se Baat Kar Leni Chahiye, Par Aksar Hum Aisa Nahi kar paate,
Kisi Insaan ke Mooh Par naa kehkar
Hum Uske peeth peeche Uski Baatein Karne Lag jaate Hai..
Aisa Hi vaakya Kal mere saath Beeta
Kuch Dil Ki Baatein Likh Raha Hoon,Apna Waqt zaroor Dijiyega...

Apne Har Pal ka Hisaab Rakhta Hoon
Paas Apne Zindagi Ki Kitaab Rakhta Hoon

Sirf Andhero Mein Rehne Ka Kaayal Nahi Hoon Main
 Apni Nazron Mein Main Aftaab Rakhta Hoon

kisi Ko Rota Dekhkar Main Bhi Ro Deta Hoon!!!
Jaanta Hoon Yeh Ek Aadat Main Kharaab Rakhta Hoon

Main Acha Hoon, Bura Hoon Jo Bhi Hai Mere Saamne Kaho
Chup Rehta Hoon Par main Bhi Dil Mein Sailaab Rakhta Hoon

Auron Ko Dekhkar Hassi Se Khilkhilane Wale
Kabhi Humse Bhi Muskuraakar Mil!!!
Ek "Dil" Naam Ki Cheez Main Bhi Janaab Rakhta Hoon

          ~~~~~Khwaish~~~~~

behtrin khwaish ji....bahut khoob....khuch zyada kehna mushkil hai.....
par khud ko kehne se rok bhi nahi pa rahi...khuch likhne jaa rahi hu.....

Bas ek yahi tha jo hum kar naa paaye
Na koi gila tha na koi shikwa...
Khuch ghar kar gya tha dil mein
Jo tujhe batla naa paaye

Zindagi ki kitaab k chand panne palat kar dekhna
Laal syaa_hi se likhe khuch panne hoge,jinhe hum dobara likh na paaye

Naa zaahir karna khrab aadton k kisse kisi ko
Hairatt hogi jaankar varna, k gairon k sang rone waale...
ek apne k aansu pehchan na paaye

Aaj rang wahi hai,kaagaz wahi hai,kalam wahi hai
Bas badal gaye hai toh panne zindagi ki kitaab k..
Jise ab talak hum palat hi na paaye
Apni hi zidd mein apne sukh-chain gawaaye

Bas ek yahi tha jo hum kar naa paaye
Tere dost bankar bhi tere dil ko samajh na paaye

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: June 29, 2011, 08:02:21 AM »
Reply with quote

bahut khoob khawaish ji

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Aapka tehhhh Dillll Se Shukriya Sheba Ji.. icon_flower icon_flower

Par Aapne Iss Baar Apna Koi Sher Nahi Kaha.Huh?

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: June 30, 2011, 07:47:31 AM »
Reply with quote
bahut achhi hai ye bhi kavita khwaish ji.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aapka Bahut Bahut Shukriya Sureshji icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:04:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer