~*~ Ek dinn tera bhi dinn aega ~*~ by Rahim

by dead heart on December 24, 2010, 09:54:38 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1607 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Main hamesha sochta hoon kay kyun kisi ko bachpan se dher sari doulat milti hai toh kisi ko maut tak bilkul nahin..Khair yeh toh Khuda ka faisla hai aur wohi sabse awal faisla hai..

Main apne dil kay kuch gehre chipe hue dard ko bayan karna chahta hoon..Woh dard jo tab ut'ta hai jab mere doston main se koi nayi gadi leta hai jabke main motorbike tak nahin le sakta..Woh dard jo tab ut'ta hai jab koi travel karta hai jabke main within country bhi trip pe nahin jaa sakta..Main apne apko bahaut hausla deta hoon, deta aya hoon aur deta rahunga jab tak main bhi uss position main nahin ponch jata..Main ko kisi se hasad nahin hai..Main kabhi nahin kehta kay usse na mile aur muje mile..main toh yehi dua mangta hoon, sabko mile, mujhe bhi mile..

Kamyab raahon par ek dinn tu bhi chal paega,
Ek baar iss zindagi main tera bhi dinn aega..

Yeh zindagi alag alag morron par badal jati hai,
Khuda tujhe har baar andheron main se nahin chalaega..

Aj bhale khamosh hogaya ho tu dokha khar kar,
Koi khaas milgaya toh tu bhi apna dil us’se lagaega..

Kuch logon ko daulat virasat main mili hai mager tujhe khud kamani hai,
Ager mehnat karta raha toh ek dinn tu bhi kamyabi ka asmaan choo jaega..

Tu aj laga le apne apko khoj main apni manzil ki,
Jab paega jeet, tabhi toh tu khul kay muskuraega..

Dusron ki kamyabi dekh khud se bas yehi kehta rehta hoon,
 ‘Khamosh’ ek dinn tera bhi dinn aega..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera jalwa jisne dekha woh tera ho gaya....! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4  All »
**Woh ek ladki** by Rahim by dead heart in Shayri for Khumar -e- Ishq
**Maa** by Rahim by dead heart in Share:Miscellaneous Shayari
**Meri jaan tu nahin toh 'Rahim' nahin**by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
~*~ Woh bachpan kay dinn ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #1 on: December 24, 2010, 10:14:35 AM »
Reply with quote
zaroor aayenge bhai..ye din badal jayenge khushiyon k phool muskurayenge
dekh lena rahim tere bhi din badal jayenge

bht hi mast mast likha hai tumne rahim bhai...mastam mast
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #2 on: December 24, 2010, 10:57:08 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Rahim Ji Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: December 24, 2010, 12:43:54 PM »
Reply with quote
Ameen Anamika di..

Teh dil se shukriya Anamika di aur Rishi jee.!
Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #4 on: December 24, 2010, 01:08:06 PM »
Reply with quote
Main hamesha sochta hoon kay kyun kisi ko bachpan se dher sari doulat milti hai toh kisi ko maut tak bilkul nahin..Khair yeh toh Khuda ka faisla hai aur wohi sabse awal faisla hai..

Main apne dil kay kuch gehre chipe hue dard ko bayan karna chahta hoon..Woh dard jo tab ut'ta hai jab mere doston main se koi nayi gadi leta hai jabke main motorbike tak nahin le sakta..Woh dard jo tab ut'ta hai jab koi travel karta hai jabke main within country bhi trip pe nahin jaa sakta..Main apne apko bahaut hausla deta hoon, deta aya hoon aur deta rahunga jab tak main bhi uss position main nahin ponch jata..Main ko kisi se hasad nahin hai..Main kabhi nahin kehta kay usse na mile aur muje mile..main toh yehi dua mangta hoon, sabko mile, mujhe bhi mile..

Kamyab raahon par ek dinn tu bhi chal paega,
Ek baar iss zindagi main tera bhi dinn aega..

Yeh zindagi alag alag morron par badal jati hai,
Khuda tujhe har baar andheron main se nahin chalaega..

Aj bhale khamosh hogaya ho tu dokha khar kar,
Koi khaas milgaya toh tu bhi apna dil us’se lagaega..

Kuch logon ko daulat virasat main mili hai mager tujhe khud kamani hai,
Ager mehnat karta raha toh ek dinn tu bhi kamyabi ka asmaan choo jaega..

Tu aj laga le apne apko khoj main apni manzil ki,
Jab paega jeet, tabhi toh tu khul kay muskuraega..

Dusron ki kamyabi dekh khud se bas yehi kehta rehta hoon,
 ‘Khamosh’ ek dinn tera bhi dinn aega..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Lajawaab bhai rahim!!! Dil ko chuu Gaye yeh Jazbaat!!!

Main yahan Kuch Likhne vaapas zaroor aaunga...

Par filhaal..Bahut bhaut Bahut bahut Khoob Mere Dost!!!!
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #5 on: December 24, 2010, 01:29:11 PM »

Waah bahut khoob rahiim sach kahu tou kuch jazbaat merre dil k bhi hai tumhari is kavita mein..bahut acha laga padh kar..khuda se ek hi dua hai ab jo diya hai use na chhine aur jo nhi haasil use paane ka hausla dete rahe..ameen... happy9
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #6 on: December 24, 2010, 04:01:55 PM »
Reply with quote
Rahim-bhai.....kyu nahi aayega jaroor aayega....wo din......
Aap hamesha negetive se he kyu shuru karte hai....
Bashut touching rachna hai aapki..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause

nirala
Guest
«Reply #7 on: December 24, 2010, 04:22:42 PM »
Reply with quote
bahut sachhi baat likhi aapne Rahim ji.
""
yahan par kuch likhna mere
    jaiso ke bas ki baat nahi
aree daad aapko de sake hum
humari to itni bhi aukaat nahi
""
thanx
""
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: December 24, 2010, 06:20:14 PM »
Reply with quote
Rahim Sahab Aadaab!

Janab aapki kalaam meiN aapne jo starting discriptioN diya hai... Dil ke behad kareeb raha hai humare...

Pata nahi hum aapse bade hai chote hai kia hai.. par hum aaj aapse apne zindgi ka sach aur kuch pahelu bayaaN karna chahte hai..... Dost hum bhi koyiN bade and rich familly se nahi hai aur duji baat yeH ke humne jab se hosh sambhala hai kabhi apne ammi abbu se madat ki guhaar nahi lagaayi... apne hi kwahishaat ko puraa karne sab ka saath chhod diya yahaaN tak ke ghar daar sab kuch.... Bus yehi soch ke kabhi maiN bhi apni taqdeer likh luNga .. par aaj itne saaloN bad bhi humne kuch hasil nahi kiya... sad5 Aur tha usse bhi door ho gaye... sad5
Yeh sab cheezeN hum paa bhi leN to hume aur ki hawas marne lagti hai... So dost hume sabse pahele apne is hawas ko marna hoNga jo humari normal life meiN hulchal paida karti hai... Kuch paane kwahish thik hai per junun bekaar hai... dil meiN ummid rakho... aur bazuoN meiN himmat baki taqdeer per chhod do... Jo hona hai use koi nahi taal sakta... Usual Smile

Dost zindagi meiN yeh sab cheezeN hi zaroori nahi hai... Aap khud meiN woh himmat aur jazbaa rakhiye... I m sure Allah aapko zarur nawazeNga..... Usual Smile

Khair chgaliye aapki kalaam per aate hai... Usual Smile           

Main hamesha sochta hoon kay kyun kisi ko bachpan se dher sari doulat milti hai toh kisi ko maut tak bilkul nahin..Khair yeh toh Khuda ka faisla hai aur wohi sabse awal faisla hai..

Main apne dil kay kuch gehre chipe hue dard ko bayan karna chahta hoon..Woh dard jo tab ut'ta hai jab mere doston main se koi nayi gadi leta hai jabke main motorbike tak nahin le sakta..Woh dard jo tab ut'ta hai jab koi travel karta hai jabke main within country bhi trip pe nahin jaa sakta..Main apne apko bahaut hausla deta hoon, deta aya hoon aur deta rahunga jab tak main bhi uss position main nahin ponch jata..Main ko kisi se hasad nahin hai..Main kabhi nahin kehta kay usse na mile aur muje mile..main toh yehi dua mangta hoon, sabko mile, mujhe bhi mile..

Kamyab raahon par ek dinn tu bhi chal paega,
Ek baar iss zindagi main tera bhi dinn aega..

Achcha khayaal hai janab daad.....         

MaiN khoob jalaa huN apni aatish meiN
Key mujhse mere apne bhi door ho gaye hai         

Yeh zindagi alag alag morron par badal jati hai,
Khuda tujhe har baar andheron main se nahin chalaega..

Aameen .... behad umdaa soch hai janab daad......         

Khud jal ke auroN ko roshan karne ka sila hai
Mujhko neki meiN aik aur sawaab mila hai... Usual Smile         

Aj bhale khamosh hogaya ho tu dokha khar kar,
Koi khaas milgaya toh tu bhi apna dil us’se lagaega..

Oye hoye kia baat hai janab... Dil ki baat hai dil hi jaane lage ke nahi.. tongue3         

TanhaaiyaaN aksar yaadoN ki mehfileN sajati hai
Jaane kuN tanhaa ho jata huN jab uski yaad aati hai:(         

Kuch logon ko daulat virasat main mili hai mager tujhe khud kamani hai,
Ager mehnat karta raha toh ek dinn tu bhi kamyabi ka asmaan choo jaega..

AameeN hounsale buland rakhiye... Usual Smile         

Taqdeer ko thokaroN per rakh kar chala karo
Gham bhi mile to haskar seene se lagaya karo         

Tu aj laga le apne apko khoj main apni manzil ki,
Jab paega jeet, tabhi toh tu khul kay muskuraega..

Waah jee kia baat hai... Khulke muskurana bahot khoob... Pata nahi hum to bhul hi gaye kaisa hota hai.. sad5         

Chot jab se lagi hai meri anaa ke dil pe ParwaaZ
Maine muskuraate khud ko tasveeroN meiN bhi nahi dekha         

Dusron ki kamyabi dekh khud se bas yehi kehta rehta hoon,
 ‘Khamosh’ ek dinn tera bhi dinn aega..

AameeN.... Dost aapka din zarur aayeNga..
UmmidoN ke charaag jalaye rakhiye...
DuaaoN meiN haath uthaaye rakiye...... Usual Smile         

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #9 on: December 24, 2010, 07:04:51 PM »
Reply with quote
Rahim bhai aankh bhar aayi aapke pehkash pad kar,meri yahi duaa hai aapke har khwaish poora ho.and dont loose heart,ek din aapke sapne zaroor poora hoga .God bless you. icon_salut icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: December 24, 2010, 07:26:54 PM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Lajawaab bhai rahim!!! Dil ko chuu Gaye yeh Jazbaat!!!

Main yahan Kuch Likhne vaapas zaroor aaunga...

Par filhaal..Bahut bhaut Bahut bahut Khoob Mere Dost!!!!

Teh teh dil se shukriya Khwaish Dost..
Intezar rahega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: December 24, 2010, 07:29:40 PM »
Reply with quote
Waah bahut khoob rahiim sach kahu tou kuch jazbaat merre dil k bhi hai tumhari is kavita mein..bahut acha laga padh kar..khuda se ek hi dua hai ab jo diya hai use na chhine aur jo nhi haasil use paane ka hausla dete rahe..ameen... happy9
Teh teh dil se shukriya Geet di..
Haan bas dua yehi hai..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: December 24, 2010, 07:32:13 PM »
Reply with quote
bahut sachhi baat likhi aapne Rahim ji.
""
yahan par kuch likhna mere
    jaiso ke bas ki baat nahi
aree daad aapko de sake hum
humari to itni bhi aukaat nahi
""
thanx
""
Bahaut bahaut shukriya Nirala jee..
Achi lines Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: December 24, 2010, 07:36:15 PM »
Reply with quote
Parwaaz jee..
Apka comment made my post more more beautiful..
Bahaut bahaut shukriya..
Apne apni zindagi kay bare main bataya, seekhne mila..yaad rakhunga har lavz..
Apne jo shaer beech beech main likhe hai, dil chooo gaye mere bhai..
Bahaut bahaut khubsoorat..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Yeh wala shaer khas taur pe:
"Chot jabse lagi hai meri ana kay dil pe Parwaaz,
Maine muskurate khud ko tasveeron main bhi nahin dekha.."

Khush rahiye mere bhai..

Rahim Sahab Aadaab!

Janab aapki kalaam meiN aapne jo starting discriptioN diya hai... Dil ke behad kareeb raha hai humare...

Pata nahi hum aapse bade hai chote hai kia hai.. par hum aaj aapse apne zindgi ka sach aur kuch pahelu bayaaN karna chahte hai..... Dost hum bhi koyiN bade and rich familly se nahi hai aur duji baat yeH ke humne jab se hosh sambhala hai kabhi apne ammi abbu se madat ki guhaar nahi lagaayi... apne hi kwahishaat ko puraa karne sab ka saath chhod diya yahaaN tak ke ghar daar sab kuch.... Bus yehi soch ke kabhi maiN bhi apni taqdeer likh luNga .. par aaj itne saaloN bad bhi humne kuch hasil nahi kiya... sad5 Aur tha usse bhi door ho gaye... sad5
Yeh sab cheezeN hum paa bhi leN to hume aur ki hawas marne lagti hai... So dost hume sabse pahele apne is hawas ko marna hoNga jo humari normal life meiN hulchal paida karti hai... Kuch paane kwahish thik hai per junun bekaar hai... dil meiN ummid rakho... aur bazuoN meiN himmat baki taqdeer per chhod do... Jo hona hai use koi nahi taal sakta... Usual Smile

Dost zindagi meiN yeh sab cheezeN hi zaroori nahi hai... Aap khud meiN woh himmat aur jazbaa rakhiye... I m sure Allah aapko zarur nawazeNga..... Usual Smile

Khair chgaliye aapki kalaam per aate hai... Usual Smile           

Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: December 24, 2010, 07:37:34 PM »
Reply with quote
Rahim-bhai.....kyu nahi aayega jaroor aayega....wo din......
Aap hamesha negetive se he kyu shuru karte hai....
Bashut touching rachna hai aapki..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Insh'Allah di zaroor ayega..
Hmm pata nahin kyun mager main kabhi khushi pe ache se likh nahin pata..
koshish zaroor karunga..
Teh dil se shukriya..
Khush rahiye di..!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 11:32:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer