Ek haseena aur Ek deewane ki kahani................bansi

by BANSI DHAMEJA on September 16, 2012, 09:08:50 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3334 times)
BANSI DHAMEJA
Guest
Reply with quote
Ek haseena thi Ek deewana tha
Donoo mohabat karte the

Itni mihabat karte the
Ek doosre ke binaa rah sakte na the

JAb bhi mohabat ki baten hoti
Log unki baaten karte the

Dono ko duniya ki nazar lag gayee
Ek doosre se khafa ho gayee

Judaa huye to aise judaa huye
Ek doosre ki duniya hi saath le gaye

Dono milne ko tarhapte rahe
Aur tarhapte hi rah gaye
 
Dono ek doosre ko chahte the magar
Phal kaun kare is men hi peechhe rah gaye

Waqt to kisi ke liye rukta nahin
Dono waqt se bahut burhe ho gaye

Mudaten ho gayee thi unko mile huye
 
Kudrat ne bhi aisa khel khela ki
AchaanakEk din ek doosre ke saamne aa gaye

Ek doosre ko dekh dono ke lab sil gaye
Bina kuchh kahe bahut kuchh kah gaye

Bas ek doosre ke aagosh men lipat gaye
Ashk jo bahne lage to bahte chale gaye

Dono ko rote dekh hamara bhi dil ro diya
Hamre haath khud ba khud Khuda ki aor uth gaye

Aur Ham Khuda se ye kahne lag gaye
Ai Khuda karta hoon iltja tujhe

Aise pyar karne walon ko Kabhi bhi judaa na karna
Duniyaan bhar ki khushiyaan Unki jholee men daal dena

Duniyaan bhar ki khushiyaan Unki jholee men daal dena
------bansi(madhur)


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
haseena by manoj. in Shayri for Khumar -e- Ishq
Har Deewane Ki Kahani by Devdas_online in Shayri-E-Dard
US HASEENA KO .............MKV by mkv in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
WO HASEENA HI KIYA JISKA DEEWANA HA HO...bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
adhoori kahani-----bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: September 16, 2012, 05:41:08 PM »
Reply with quote
Ek haseena thi Ek deewana tha
Donoo mohabat karte the

Itni mihabat karte the
Ek doosre ke binaa rah sakte na the

JAb bhi mohabat ki baten hoti
Log unki baaten karte the

Dono ko duniya ki nazar lag gayee
Ek doosre se khafa ho gayee

Judaa huye to aise judaa huye
Ek doosre ki duniya hi saath le gaye

Dono milne ko tarhapte rahe
Aur tarhapte hi rah gaye
 
Dono ek doosre ko chahte the magar
Phal kaun kare is men hi peechhe rah gaye

Waqt to kisi ke liye rukta nahin
Dono waqt se bahut burhe ho gaye

Mudaten ho gayee thi unko mile huye
 
Kudrat ne bhi aisa khel khela ki
AchaanakEk din ek doosre ke saamne aa gaye

Ek doosre ko dekh dono ke lab sil gaye
Bina kuchh kahe bahut kuchh kah gaye

Bas ek doosre ke aagosh men lipat gaye
Ashk jo bahne lage to bahte chale gaye

Dono ko rote dekh hamara bhi dil ro diya
Hamre haath khud ba khud Khuda ki aor uth gaye

Aur Ham Khuda se ye kahne lag gaye
Ai Khuda karta hoon iltja tujhe

Aise pyar karne walon ko Kabhi bhi judaa na karna
Duniyaan bhar ki khushiyaan Unki jholee men daal dena

Duniyaan bhar ki khushiyaan Unki jholee men daal dena
------bansi(madhur)




good one
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #2 on: September 17, 2012, 04:29:14 PM »
Reply with quote
good one
mahroom ji shukriya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:42:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer