ek radha.. ek meera.. ek krishna.. aur prem... charan

by lovely_charan on February 07, 2013, 05:28:17 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 13543 times)
lovely_charan
Guest
Reply with quote
ek radha.. ek meera.. ek krishna.. aur prem..
ek subah.. ek sandhya.. ek suraj.. aur prem..
kyun amar teeno kehlate hain, yeh.. aur prem..

kaisi thi woh leela adbhut.. kaisa tha wo roop..
kaise the woh log suhane.. kaisa tha wo swaroop..
kyun ab nazar nahi aate.. waise rang aur roop..

rukmini.. jambavati.. satyabhama.. bhi sang thi..
jo teeno hi mata lakshmi ke hi roop rang thi..
apne hi pati ko pane ki kaisi preet aur kaisi jung thi..

kitni kahaani hain chhupi,, granthon mein hamare..
kitni baatein  hain dabi abhi.. danton mein hamare..
keh nahi paate kyunki,. dam nahi halanton mein hamare..

halanton= pause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaj meera bhi radha ban.na chati hai by mistufer in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Meera prem by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
A rare Krishna Meera bhajan by thegrimreaper in Share Video
RADHA NAHI MEERA HO GAYEE HU MEIN...... by KOYAL46 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
talk between Lord Krishna and Goddess Radha by Amit Singh Suryavanshi in Share:Love Poetry
mkv
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2013, 05:33:16 PM »
Reply with quote
Awesome..
very nice..
Is bhakti bhari rachna par bahut bahut mubarakbaad..
radha..meera..aur krishna..kitne jaane pahchaane naam hai.. Applause
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #2 on: February 07, 2013, 05:37:22 PM »
Reply with quote
Awesome..
very nice..
Is bhakti bhari rachna par bahut bahut mubarakbaad..
radha..meera..aur krishna..kitne jaane pahchaane naam hai.. Applause

Usual Smile bahut bahut shukriya aapka sir Usual Smile
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2013, 05:58:48 PM »
Reply with quote
ati sundar abhivyakti.... really nice..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2013, 06:01:41 PM »
Reply with quote
bahut bahut dhanywaad apka vimmi  ji Usual Smile
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #5 on: February 07, 2013, 06:40:39 PM »
Reply with quote
Wow awesome bahut bahut bahut khoooburat.
Aap etna achchaa likhte ho aaj maloom huaaaaa.
Mubaarak ho
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #6 on: February 07, 2013, 06:43:38 PM »
Reply with quote
Wow awesome bahut bahut bahut khoooburat.
Aap etna achchaa likhte ho aaj maloom huaaaaa.
Mubaarak ho
Usual Smile Usual Smile  bahut acha laga jaankar ki apko yeh achi lagi..
likhti hun .. kabhi acha kabhi bura ,,. Usual Smile Usual Smile

seekh rahe hain masoom ji Usual Smile thanks for the appreciation
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: February 07, 2013, 06:48:13 PM »
Reply with quote
Lovly Jee Aadaab!


Bahut khoob jee badi achchi rachna rachi hai aapne...
Aapke vichaar khoob rahe.. Usual Smile

Humari dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rhaiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez.. Usual Smile                   
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #8 on: February 07, 2013, 06:50:11 PM »
Reply with quote
thank you sooooooooo much parwaaz sir.. bahut acha laga apke reply ko padhkar.. dil se dhanyawaad
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #9 on: February 07, 2013, 06:57:32 PM »
Reply with quote
nice ji
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #10 on: February 07, 2013, 06:58:57 PM »
Reply with quote
thank you rajan ji
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #11 on: February 07, 2013, 07:01:12 PM »
Reply with quote
ek radha.. ek meera.. ek krishna.. aur prem..
ek subah.. ek sandhya.. ek suraj.. aur prem..
kyun amar teeno kehlate hain, yeh.. aur prem..

kaisi thi woh leela adbhut.. kaisa tha wo roop..
kaise the woh log suhane.. kaisa tha wo swaroop..
kyun ab nazar nahi aate.. waise rang aur roop..

rukmini.. jambavati.. satyabhama.. bhi sang thi..
jo teeno hi mata lakshmi ke hi roop rang thi..
apne hi pati ko pane ki kaisi preet aur kaisi jung thi..

kitni kahaani hain chhupi,, granthon mein hamare..
kitni baatein  hain dabi abhi.. danton mein hamare..
keh nahi paate kyunki,. dam nahi halanton mein hamare..

halanton= pause
BAHUT KHUB
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #12 on: February 07, 2013, 07:02:04 PM »
Reply with quote
thank you manoj ji
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #13 on: February 07, 2013, 07:47:58 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut sunder rachna Lovely Jee, kaafi pasand aayi mujhe, bahut bahut mubarakbaad, aise hi bhakti likhte rahiye.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #14 on: February 08, 2013, 02:01:52 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:54:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer