ek sapana jo sach hua...the golden moments ......

by ranjana on July 29, 2006, 01:34:17 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1861 times)
ranjana
Guest
Reply with quote
woh milne ki dastaan sunaaye bina hame neend nahi aayagi
lagta hai aaj ki raat aankho aankho mein kat jaayegi  :D

kal hum kuch yoindians delhi mein mile they .. :D un palo ko likhna bahut mushkil hai ...maine ek koshish ki hai sabki khushi ko apni lines mein likhne ki....... :D



kitna haseen hota hai jab kuch pal yaadgaar ban jaate  hain
kabhi socha na thaa ki yeh sach hoga aur woh khawab sach ho jaate hain

bheegi bheegi si shaam ke woh pal hum bhulaaye nahi bhul paate hain
jab kuch YOINDIANS milkar Delhi ki fizza ko rangeen banaate hain

kal tak jinko padte they , sunte they hum shayari ke panno mein
dekh ka unko apne  rubaru hum jasie herraan se ho jaate  hain

jab milne ki tadap aur ek meetha sa ehasas  ho dilo mein sabke
toh fir duriyoon ke bandahan kahan sabko milne se rok paate hain

woh  sabki mukadas hansi ,woh ek duje ko janana ,woh chherna
yeh khawabo se hansi pal hum bhulaaye se bhi na bhul paate hain

har chehare per thee milne ki woh khushi ki chamak
jiski chamak ke aage aaj  saari duniya ke rang feeke nazar aate hain

dosti kya hai yeh hum sab mil kar hi samjhe
aaj apne dilo mein inhi madhur yaado ko apne saath liye jaate hain.... :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
EK HASEEN SAPANA by poem143s in Shayri-E-Dard
There come the moments by Sonu in English
Those moments by Amanraj in English
Those moments by Amanraj in Shayri for Khumar -e- Ishq
A memory is golden, by smartboy121 in SMS , mobile & JOKES
anjani_si
Guest
«Reply #1 on: July 29, 2006, 02:11:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
woh milne ki dastaan sunaaye bina hame neend nahi aayagi
lagta hai aaj ki raat aankho aankho mein kat jaayegi  :D

kal hum kuch yoindians delhi mein mile they .. :D un palo ko likhna bahut mushkil hai ...maine ek koshish ki hai sabki khushi ko apni lines mein likhne ki....... :D



kitna haseen hota hai jab kuch pal yaadgaar ban jaate  hain
kabhi socha na thaa ki yeh sach hoga aur woh khawab sach ho jaate hain

bheegi bheegi si shaam ke woh pal hum bhulaaye nahi bhul paate hain
jab kuch YOINDIANS milkar Delhi ki fizza ko rangeen banaate hain

kal tak jinko padte they , sunte they hum shayari ke panno mein
dekh ka unko apne  rubaru hum jasie herraan se ho jaate  hain

jab milne ki tadap aur ek meetha sa ehasas  ho dilo mein sabke
toh fir duriyoon ke bandahan kahan sabko milne se rok paate hain

woh  sabki mukadas hansi ,woh ek duje ko janana ,woh chherna
yeh khawabo se hansi pal hum bhulaaye se bhi na bhul paate hain

har chehare per thee milne ki woh khushi ki chamak
jiski chamak ke aage aaj  saari duniya ke rang feeke nazar aate hain

dosti kya hai yeh hum sab mil kar hi samjhe
aaj apne dilo mein inhi madhur yaado ko apne saath liye jaate hain.... :D


ranju mom.....abbh aur zyada dard ho raha hai...ke hum wahan na the!!!!
 :cry:  :cry:
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #2 on: July 29, 2006, 02:13:15 AM »
Reply with quote
khushi humhe mehsoos huwi yeh padh ke
laghne lagha ke hum bhi waheen the
:D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #3 on: July 29, 2006, 02:19:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
khushi humhe mehsoos huwi yeh padh ke
laghne lagha ke hum bhi waheen the
:D


hm bahut khoob ........

kal ki shaam ka har pal ek haseen yaadgaar lamha thaa...
us khushi mein har yoindian hamaare saath har pal thaa.... :D
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #4 on: July 29, 2006, 06:47:45 AM »
Reply with quote
mil rahi thi jab sabki raahe seher mai hamare
 meri sadao ka kaafila beawaaz chal raha tha
  aur behki hui thi jab fiza masti ki sarparasti mai
  ek diya hamare armaano ka bhi wahi jal raha tha

...................@fahi@.................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #5 on: July 29, 2006, 08:18:59 AM »
Reply with quote
Moved By: Tosha
Reason: More suitable for missi section than ISHQ section.

Thanx!
Logged
HANNU
Guest
«Reply #6 on: July 29, 2006, 05:43:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
woh milne ki dastaan sunaaye bina hame neend nahi aayagi
lagta hai aaj ki raat aankho aankho mein kat jaayegi  :D

kal hum kuch yoindians delhi mein mile they .. :D un palo ko likhna bahut mushkil hai ...maine ek koshish ki hai sabki khushi ko apni lines mein likhne ki....... :D



kitna haseen hota hai jab kuch pal yaadgaar ban jaate  hain
kabhi socha na thaa ki yeh sach hoga aur woh khawab sach ho jaate hain

bheegi bheegi si shaam ke woh pal hum bhulaaye nahi bhul paate hain
jab kuch YOINDIANS milkar Delhi ki fizza ko rangeen banaate hain

kal tak jinko padte they , sunte they hum shayari ke panno mein
dekh ka unko apne  rubaru hum jasie herraan se ho jaate  hain

jab milne ki tadap aur ek meetha sa ehasas  ho dilo mein sabke
toh fir duriyoon ke bandahan kahan sabko milne se rok paate hain

woh  sabki mukadas hansi ,woh ek duje ko janana ,woh chherna
yeh khawabo se hansi pal hum bhulaaye se bhi na bhul paate hain

har chehare per thee milne ki woh khushi ki chamak
jiski chamak ke aage aaj  saari duniya ke rang feeke nazar aate hain

dosti kya hai yeh hum sab mil kar hi samjhe
aaj apne dilo mein inhi madhur yaado ko apne saath liye jaate hain.... :D


Bhot khub ranjana ji bhot sunder likha hai
bhot khub ranjana ji........ =D>  =D>  =D>  =D>
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: July 30, 2006, 10:56:47 AM »
Reply with quote
Ranju Di....As usual...Superb...

Anjani...Fahi....Really nice one both of u...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #8 on: July 30, 2006, 11:35:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
mil rahi thi jab sabki raahe seher mai hamare
 meri sadao ka kaafila beawaaz chal raha tha
  aur behki hui thi jab fiza masti ki sarparasti mai
  ek diya hamare armaano ka bhi wahi jal raha tha

...................@fahi@.................


bahut khoob ...yahi hai yoindia ...good ..shukriya fahi ... Usual Smile

aap sabko hamne wahan apne saath hi dekha
ek pyaar ka jharana thaa wahan beh raha
jahan har dil aur har awaz ko hamne
ek chiraag si roshni le kar aage manzilo
tak pahuchaate hue dekha ........ :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #9 on: July 30, 2006, 11:37:33 AM »
Reply with quote
shukriya Hannu ,shikha .....likh do dear aap bhi kuch ... :D
Logged
natural
Guest
«Reply #10 on: July 31, 2006, 04:34:59 AM »
Reply with quote
Wow Ranjana ji..... Aapney wakayi kaafi achha likha hai.... Hope to meet all of you again.... Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:28:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer