tamana
Guest
|
«Reply #15 on: July 15, 2005, 07:32:24 AM » |
|
Zaahiree Judaee Ko Naa Fasley Shumaar Ker Dilon k Door Honey Ko Duriyaan Kehtay Hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #16 on: July 15, 2005, 07:32:49 AM » |
|
kis kis ko batayein gai judayee ka sabab ham too mujh sey khafa hai tou zamaney kai liye Aa
--------------------
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #17 on: July 15, 2005, 07:33:11 AM » |
|
Judayi hum nasheeno'n ki bari sangeen hoti hai tarap aey dil tarapne se bari taskeen hoti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #18 on: July 15, 2005, 07:33:36 AM » |
|
agar milo to khullay dill kay saath hamsey milo kay rasmi si yeh chahatain bhi theek nahi qalam utha kay chalo haal-e-dill hi likh daalo kay din raat ki bohat fursatain bhi theek nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #19 on: July 15, 2005, 07:34:02 AM » |
|
Aaj dil khol ke roye hain to yoon khush hain faraz chand lamhon ki ye rahat bhi bari ho jese
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #20 on: July 15, 2005, 07:34:24 AM » |
|
Rahat day jana gham k badlay thodi c chahat day jana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #21 on: July 15, 2005, 10:02:24 AM » |
|
Nice again Tamana........................................... .................
aaj hum zindagi se rubaroo ho gaye.......... ke ghamon ke baadalon mein kho gaye..... chun chun ke kaante chubhaaye iss duniya ne.... kabhi naa tootne waali neend mein so gaye......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #22 on: July 15, 2005, 11:13:48 AM » |
|
Nice again Tamana........................................... .................
aaj hum zindagi se rubaroo ho gaye.......... ke ghamon ke baadalon mein kho gaye..... chun chun ke kaante chubhaaye iss duniya ne.... kabhi naa tootne waali neend mein so gaye...... bahut khoob dolly ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #23 on: July 15, 2005, 11:20:13 AM » |
|
Narasa,ee agar apnee taqdeer thee Teri ulfat to apnee hi tadbeer thee Kis ko shikwah hey gar shuoq kay silsilay Hijjr ki qatalgaahon say sub ja milay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #24 on: July 15, 2005, 11:20:44 AM » |
|
Milna tha itefaak bichrna naseeb tha woh itni dour ho gaya jitna kareeb tha mai usko dekhnay ko tarasta hi reh gaya woh shaks jis ki hatheli pay meranaseeb tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #25 on: July 15, 2005, 11:21:11 AM » |
|
tehreer-E-mohubbat aasaaN hai
tameer-E-mohubbat muShkil hai
tum aaG laGaa na seekh Gehay
tum aaG bujhanaa kya jano
tum dour khaRay dekha hi kiyeh
our Dobnaywalaa Doob Geyaa
sahil hi ko tum manZil samjhay
tum laZaat-E-daryaa kya janoo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #26 on: July 15, 2005, 11:21:36 AM » |
|
na ham ne jaam uThaayaa na ham ne ghooNT bharaa! tirii nigaah ne kuchh is tarah se chhalkaa'ii!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #27 on: July 15, 2005, 11:22:04 AM » |
|
LABBOON PAY USS KAY KABHI BADUAA NAHIN HOTI BUS AIK MAA HAI JO MUJ SAY KHAFA NAHIN HOTI"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #28 on: July 15, 2005, 11:22:28 AM » |
|
tooti hui mundair per-------- chhota sa aik diyya mausam sey keh raha tha aandhi chala key dekh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #29 on: July 15, 2005, 11:22:48 AM » |
|
Dil b bugha ho shaam ki parchhaian b hon mar jaye jo esay main tanhaian b hon!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|