FIR SE GULSHAN KO SAJAYA JAYE----------MAMTA BAJPAI

by mamta bajpai on June 10, 2010, 03:05:50 PM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 4693 times)
KOYAL46
Guest
«Reply #45 on: June 18, 2010, 09:36:35 AM »
Reply with quote
Thanks klaskarji....

bahut khoob Koyal ji...!!!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TERI KHWAHISH.................MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
NAKAMIYON SE NISBAT.........MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
NADI PYAS KI BADHTI JAYE.................MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Share:Poetry of Separation « 1 2  All »
JAMA-E-ZAKHM HAI KI FAT-TA HI JAYE.............MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
kuch aur kiya jaye............Mamta Bajpai by mamta bajpai in Shayri-E-Dard
riyaz106
Guest
«Reply #46 on: June 18, 2010, 09:43:17 AM »
Reply with quote
Bahot khoob Mamta ji bahot achhi ghazal aapne kahi hai. Dil ke jazbaat ki akkasi bhi qabile tareef hai. Main mubarakbaad aur daad pesh karta hun. Adeeb ji aur Waqif ji ki ghazal ke mutalliq islah aur guftagu bahot dilchasp lagi jo kisi bhi ghazal seekhne ke khwahishmand ke liye mufeed ho sakti hai. Likhti rahiye Mamta ji, nikhaar aata jayega.
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #47 on: June 18, 2010, 11:11:18 PM »
Reply with quote
JANAB WAQUIF ANSARI SAHEB AAP KA TAHE DIL SE SHUKRIYA ADA KARNA CHAHTI HOON JO AAP NE MUJH NACHEEZ KI HOUSLA AFZAI KI.EESHWAR KO BHI DHANYAWAAD DENA CHAHOONGT JO UNHONE MUJH ME YE SALAHIYAT PAIDA KI.AAPKI RAI KE MUTABIQ MAI APNI SHAYRI ME SUDHAR KI POORI KOSHISH KAROONGI.AAP KI ISLAH BHI LAJAWAB HAI.AAP NE APNE QEEMATI WAQT SE JO WAQT MUJHE DIYA MAI USKI SHUKRAGUZAR HOON.AAGE BHI SHAYRI KE IS SAFAR ME AAP KI RAAHBARI KI UMEED KARTI HOON.UMMEED HAI NAUMEEDI KI KOI VAZAH NAHI HOGI.
MAMTA BAJPAI
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #48 on: June 18, 2010, 11:13:32 PM »
Reply with quote
RIYAZ JI MAI AAP KA BEHAD SHUKRIYA ADA KARTI HOON.AAP KI RAI SE ITTEFAQ BHI RAKHTI HOON.THANKS A LOT.......
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #49 on: June 21, 2010, 08:56:08 AM »
Reply with quote
Mohtarma Mamta Bajpai Saheba! Adaab!

Aap ki lagan aur justuju ko salam karta hooN. Shayari ta-umr seekhte rahne ka hi naam hai. Shayari ki bahre-bekaraaN se agar chand booNdeN bhi naseeb ho jaayeN to samajhiye kuchh baat ban gayi. Mere laaeq koi bhi khidmat ho to bila-jhijhak hukm kareN banda apni iste-ta-at ke lehaaz se use poora karne ki na sirk koshish karega balki ise baa-e-ce-fakhr samjhega.

(Waquif Ansari)
21-06-2010


JANAB WAQUIF ANSARI SAHEB AAP KA TAHE DIL SE SHUKRIYA ADA KARNA CHAHTI HOON JO AAP NE MUJH NACHEEZ KI HOUSLA AFZAI KI.EESHWAR KO BHI DHANYAWAAD DENA CHAHOONGT JO UNHONE MUJH ME YE SALAHIYAT PAIDA KI.AAPKI RAI KE MUTABIQ MAI APNI SHAYRI ME SUDHAR KI POORI KOSHISH KAROONGI.AAP KI ISLAH BHI LAJAWAB HAI.AAP NE APNE QEEMATI WAQT SE JO WAQT MUJHE DIYA MAI USKI SHUKRAGUZAR HOON.AAGE BHI SHAYRI KE IS SAFAR ME AAP KI RAAHBARI KI UMEED KARTI HOON.UMMEED HAI NAUMEEDI KI KOI VAZAH NAHI HOGI.
MAMTA BAJPAI
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #50 on: June 22, 2010, 01:45:54 PM »
Reply with quote
THANKS WAQUIF SAHEB!JO CHAHA THA ITANI JALD POORA HO JAYEGA GUMAAN NA THA.AAP SE BAS ITANI ILTIJA HAI KI BEJHIJHAK MERE QALAAM KI KHAMIYON PAR APNI RAI DEN.TAKI MAI APNI GALATIYON KO SUDHAR SAKOON.BAHUT BAHUT SHUKRIYA.
Logged
SHABBIR AHMED HASHMI
Guest
«Reply #51 on: June 24, 2010, 06:03:58 PM »
Reply with quote
WAH WAH WAH WAH WAH
BOHOT BEHTAREEN GHAZAL LIKHI HAI AAP NE MAMTA BAJPAI JI
MOHTARMA AAP KI URDU BADI PYARI HAI ISI TARHA LIKHTE RAHEYE ALLAH AAP KO KHUSH RAKHE.       
               Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #52 on: June 24, 2010, 06:10:52 PM »
Reply with quote
HASHMIJI BAHUT BAHUT SHUKRIYA.AAP NE MERA QALAAMPASAND FARMAYA.HOUSLA AFZAI KA BEHAD SHUKRIYA...
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #53 on: September 23, 2010, 02:49:45 PM »
Reply with quote
Kapil Agrawal jee ! aap kaa jawab der se dene ke liye behad shrminda hooN .hairaan hooN keh aap ka khat kaise aaNkhoNse naheeN guzara...khair behad shukriya gazal ko pasan karne or waqt dene ke liye.......
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:14:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer