ParwaaZ
Guest
|
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN
DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN
Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN
KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN
Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #1 on: January 21, 2011, 07:10:54 PM » |
|
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN
DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN
Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN
KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN
Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN
acchi ghazal hai parwaaz ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 21, 2011, 07:25:59 PM » |
|
acchi ghazal hai parwaaz ji
Aadaab BechaiN sahaab!
Nawaazish karam janab... Kalaam ko pasand farmane ke Liye bahut bahut shukriyaa...
Bechain to hum hai...
Kahte hai mohobbat meiN judaai bhi zaruri hai Jana nahi chahte par door jaa ke dekhte haiN
Aate rahiye.... Khush O aabaad rahiye.. Khuda Hafez...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
apriya
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 21, 2011, 08:07:11 PM » |
|
mehfile tanhai ho aur haaatho me jaam ho dil chahta hai dard se bhari ek shaam ho har shakhs mehfil me tanha ho meri khwahish hai ek aisa lamha ho jaha bas kissa-e-bewafaai ho har lab pe har shakhs apna dukhda aakhiri baar gaye pyar ka nasha bhari pad jaye band botlo pe bas shaam aakhiri ho wo zindagi ki yahi zindagi ka anjaam ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 21, 2011, 09:05:24 PM » |
|
Bahut Khub Parwaz Ji Bahut Hi Sundar Likha Hai Aapne U Hi Likhte Rahiye Aur Khush Rahiye
Nice Reply Kasak Ji
Rishi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 22, 2011, 01:25:22 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #7 on: January 22, 2011, 03:36:43 AM » |
|
Parwaaz ji-- aap bahut kam likhte hain -- jab likhte hain to kya khub likhte hain. bahut hi gahri aur ehsaas se bhra kalaam aapka. ummed hai aage bhi aise hi likhte rahenge aap. khus rahiye sukriya *** chalo kuch aur aazma ke dekhte mohabbat me zahm sabhi paaye--- hum zakhmon se dil laga kar dekhte hain ***
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 22, 2011, 04:35:14 AM » |
|
wah ParWaaZ ji.... bhut khub kalam hai aapka....
chubhte lafz gale mai fir bhi gaa ke dekhte hain.
kya baat hai waise saabhi sher kamal hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 22, 2011, 05:20:41 AM » |
|
wah Parwaaz wah. janaab dil baag hua padhkar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamanna.pt
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 22, 2011, 07:08:00 AM » |
|
Waah bahut khoob Parwaaz ji , bahut khoobsurat peshkash hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #12 on: January 22, 2011, 04:59:08 PM » |
|
Aadaab BechaiN sahaab!
Nawaazish karam janab... Kalaam ko pasand farmane ke Liye bahut bahut shukriyaa...
Bechain to hum hai...
Kahte hai mohobbat meiN judaai bhi zaruri hai Jana nahi chahte par door jaa ke dekhte haiN
Aate rahiye.... Khush O aabaad rahiye.. Khuda Hafez... MEHFIL BHI HAI SAAZ BHI HAI AWAAZ BHI HAI BECHAIN, CHALO AAJ PARWAAZ KE TARANE KO GUNGUNA KE DEKHTE HAIN..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 22, 2011, 05:57:00 PM » |
|
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN
DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN
Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN
KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN
Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN
Ji ... nice one ..... dilee daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #14 on: January 22, 2011, 06:26:46 PM » |
|
bahoot khoob ParWaaZ ji.behtreen peshkash hai aapki daad kabool karen.
@Apriya ji aapki likhi panktiyan bhi achchi lagi sahab,
@KDK ji, jaisa ki parwaaz ji ne kaha aapka jawab nahi..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|