hai insaniyat ke aage sharmsaar aadmi,,,,,,,,sunil

by sunildehgawani on October 17, 2011, 02:42:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3973 times)
sunildehgawani
Guest
Reply with quote
                   [[[[[[[[ gore kapde kaale log ]]]]]]]]]]


    hai kadam kadam par iss daur ka gaddar aadmi
    tabhi to insaniyat ke aage hai sharmsaar aadmi
    kisi se chinkar khane ki buri aadat nahi gayi
    hai tabhi to chand tukdon ke liye mohtaz aadmi

              badt guzarta hai khud to yaaron mai baithkar
              chhin letaa hai dusroon ki dao-pech maarkar
              khane nahi deta kisi ko mehnat ki rotiyaan
              kitna samjhta hai apne aapko hushiyaar aadmi
   
    baithkar unche oh doon par haq se jhuth bolta hai
    bedaag mashihaon ka hunar taraju main tolta hai
    jhankta nahi hai kabhi bhi apne girewaan main
    kitna  ho  gaya  hai  mulk ka samajhdaar aadmi
 
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #1 on: October 17, 2011, 02:56:31 PM »
Reply with quote
bahut hi acche masle par likha hai aapne sunil ji...bahut acche
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #2 on: October 17, 2011, 03:02:26 PM »
Reply with quote
                   [[[[[[[[ gore kapde kaale log ]]]]]]]]]]


    hai kadam kadam par iss daur ka gaddar aadmi
    tabhi to insaniyat ke aage hai sharmsaar aadmi
    kisi se chinkar khane ki buri aadat nahi gayi
    hai tabhi to chand tukdon ke liye mohtaz aadmi

              badt guzarta hai khud to yaaron mai baithkar
              chhin letaa hai dusroon ki dao-pech maarkar
              khane nahi deta kisi ko mehnat ki rotiyaan
              kitna samjhta hai apne aapko hushiyaar aadmi
   
    baithkar unche oh doon par haq se jhuth bolta hai
    bedaag mashihaon ka hunar taraju main tolta hai
    jhankta nahi hai kabhi bhi apne girewaan main
    kitna  ho  gaya  hai  mulk ka samajhdaar aadmi
 

Sunil ji,

Wah! bahut badhiya.
Applause Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: October 17, 2011, 06:10:47 PM »
Reply with quote
Sunil Jee Aadaab!
]
jaqnab kia haqikhat bayaaNB ki hgai aapone...
Waqai aadmi ki fitraty o sifat bayaaBN kar di.

Bahut khooob jaban dili dad O mubarakbad kabul kijiyue

Likhate rahiye... Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez....

Chand ashaaroN meiN chotio soi khamiyaaN nazar aaye hai hume
use duraust kar ke bata raheN hai ummid hai aapko bura nahi
laheNgha Usual Smile

   



                   [[[[[[[[ gore kapde kaale log ]]]]]]]]]]


    hai kadam kadam par iss daur ka gaddar aadmi
    tabhi to insaniyat ke aage hai sharmsaar aadmi
    kisi se chinkar khane ki buri aadat nahi gayi
    hai tabhi to chand tukdon ke liye mohtaz aadmi

Achha likha haoi janab aurkafiu umda bhi likha hai...

part janab kjis wpord lo humne bold kiya hai wpJ wprd aad[ple kadiye ka
hissa nahi banta hai oisliyue aaplkp last line min kuch tarmeem karni hoNgo

kuch surat humari zaheN se....

kisi se chinkar khane ki buri aadat nahi gayi
Kia chaNd tuikdoN ke liye bhi hai bekaraar aadmin
   



              badt guzarta hai khud to yaaron mai baithkar
              chhin letaa hai dusroon ki dao-pech maarkar
              khane nahi deta kisi ko mehnat ki rotiyaan
              kitna samjhta hai apne aapko hushiyaar aadmi
   

Bagyut khoob janab daad.....
Par do line apne aap meiN self rakhiye mazaza aa hayeNga//



    baithkar unche oh doon par haq se jhuth bolta hai
    bedaag mashihaon ka hunar taraju main tolta hai
    jhankta nahi hai kabhi bhi apne girewaan main
    kitna  ho  gaya  hai  mulk ka samajhdaar aadmi


  Kia baar hai janab bahurt khoob achcha lhayal kaha hai dad...

Lokhatye rahiye aatew rahiye khuda hafez......... Usual Smile



Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #4 on: October 19, 2011, 08:08:05 AM »
Reply with quote
tnkhs,,nikhar ji ,,
bahut hi acche masle par likha hai aapne sunil ji...bahut acche
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #5 on: October 19, 2011, 08:12:12 AM »
Reply with quote
shukriyaa usharajesh ji ....hauslon ke liye
Sunil ji,

Wah! bahut badhiya.
Applause Applause Applause Applause
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #6 on: October 19, 2011, 08:15:16 AM »
Reply with quote
thnks parwaj ji ,,,galtiyon par gaur farmane ke liye ....khuda hafiz
Sunil Jee Aadaab!
]
jaqnab kia haqikhat bayaaNB ki hgai aapone...
Waqai aadmi ki fitraty o sifat bayaaBN kar di.

Bahut khooob jaban dili dad O mubarakbad kabul kijiyue

Likhate rahiye... Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez....

Chand ashaaroN meiN chotio soi khamiyaaN nazar aaye hai hume
use duraust kar ke bata raheN hai ummid hai aapko bura nahi
laheNgha Usual Smile

   



Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:18:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer