Hans chuge dana kua moti......... Soudagar

by soudagar on July 20, 2012, 05:51:25 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1777 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
Charo taraf mach rha hai hahakar, kaisa ho gya yeh sansar
garib ki dushman bani h gareebi, nahi krta ispe koi vichar

kahin do waqt ki sukhi roti ko bhi taras raha gareeb ka bachaa
kahin pet na bharaa darindo ka karke arbo ka ghotala, bhrstachaar

mehngai ne bhi apne pankh failaye, gareeb ki roti mein sendh lagaayi
sabzi , rashan ki keemat bhi aam aadmi ki pahunch se ho gai paar

mousam bhi chal rha apni chaal, kahin aai baadh to kahin pda akal
koi yahan pyasa mar raha hai to kisii ko maar rahi pani ki bharmaar

na to insaniyat ka naam raha aur naa hee keemat rahi insaan ki
chnd rupayo ke liye koi kar raha hai yahan khonn koi kare nari ka deh vyapar

majdur ki keemat yahi rahi, dim bhar mehnt se ek waqt roti mili
ghar baithe baithe builder neta kar rhe karodo ka jhutha karobar

sach kaha tha prabhu SRI RAM ne aisa kalyug hai aa gaya ab yahan
hans ko chugne ke liye dana nahi, aur kua moti kha raha barambar..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Moti Biwi.... by Suhas in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
moti,.... by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chiryaa Dana Kahan Se Laati Hai ( Qadeertoopchi ) by qadeer_junaid in Ghazals « 1 2  All »
Moti by songwriter_123 in Share: Poetry of Pain
DANA-PANI DUNIYA SE UTHA K CHALA by sunildehgawani in Shairi for Manzar -e- Kudrat
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 20, 2012, 08:49:11 AM »
Reply with quote
bahut achha, aaj ki vastavikta ka bayan kiya ji
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #2 on: July 20, 2012, 09:34:44 AM »
Reply with quote
Charo taraf mach rha hai hahakar, kaisa ho gya yeh sansar
garib ki dushman bani h gareebi, nahi krta ispe koi vichar

kahin do waqt ki sukhi roti ko bhi taras raha gareeb ka bachaa
kahin pet na bharaa darindo ka karke arbo ka ghotala, bhrstachaar

mehngai ne bhi apne pankh failaye, gareeb ki roti mein sendh lagaayi
sabzi , rashan ki keemat bhi aam aadmi ki pahunch se ho gai paar

mousam bhi chal rha apni chaal, kahin aai baadh to kahin pda akal
koi yahan pyasa mar raha hai to kisii ko maar rahi pani ki bharmaar

na to insaniyat ka naam raha aur naa hee keemat rahi insaan ki
chnd rupayo ke liye koi kar raha hai yahan khonn koi kare nari ka deh vyapar

majdur ki keemat yahi rahi, dim bhar mehnt se ek waqt roti mili
ghar baithe baithe builder neta kar rhe karodo ka jhutha karobar

sach kaha tha prabhu SRI RAM ne aisa kalyug hai aa gaya ab yahan
hans ko chugne ke liye dana nahi, aur kua moti kha raha barambar..


:calp: Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: July 20, 2012, 09:42:13 AM »
Reply with quote
maujoodaa haalaat par ek bahut achhaa aur sachaa tabsiraa kiyaa hai aap badhaai ke paatr hain
Logged
soudagar
Guest
«Reply #4 on: July 20, 2012, 01:41:00 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya nandbahu ji
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: July 20, 2012, 01:53:01 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob  Applause Applause Applause
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #6 on: July 20, 2012, 01:57:04 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Soudagar jee. Kaafi achha likha hai aapne.
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: July 20, 2012, 04:32:22 PM »
Reply with quote
vaah vaah saudagar jee
bahut khoob
current topics par likhne me aapko mahaarat hai.. Aap bhi Khwaish jee ke nakse kadam par chal rahe hai.
keep it up.
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: July 21, 2012, 03:28:49 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya pankaj ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: July 22, 2012, 05:10:58 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya saini sir....
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: July 23, 2012, 06:32:04 AM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya aunty ji.....
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: July 23, 2012, 05:40:19 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya ahmad sir.
Logged
soudagar
Guest
«Reply #12 on: July 24, 2012, 02:35:37 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya mkv ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:37:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer