mamta bajpai
Guest
|
Aap kee jab talak enaayat hai tab talak jism o jaaN salaamat hai
jale shammaa bhee aur pataNgaa bhee ishq kee kyaa ajab ravaayat hai
chiNdee chiNdee huaa libaas e bharam naa hee afsos naa nadaamat hai
meethee meethee chubhan qaraar naheeN baad me jaanaa ye to chaahat hai
choR ke jism tu kahaaN chal dee rooh kaisee teree baghaavat hai
har ta'alluq nibhaa liyaa humne khud se khud kee badee adaavat hai
Mamta Bajpai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #1 on: August 28, 2012, 01:26:53 AM » |
|
waah waah mamta ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 28, 2012, 01:32:08 AM » |
|
Bahooo bahoot bahoot khubsurat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #3 on: August 28, 2012, 02:36:02 AM » |
|
bahut khoob mamta ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 28, 2012, 03:00:04 AM » |
|
Bahut umda ghajal ke saath vaapas lauti hai aap Mamta jee chor ke jism tu kahaan chal dee...jindgee ke sach ko ujaagar karta hua ye sher..BAHUT KHOOB
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 28, 2012, 03:29:29 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #6 on: August 28, 2012, 04:14:50 AM » |
|
bahut sunder peshkash ke saath waapsee mamtaa ji dili mubarakbaad qubooll farmaayen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sanjeev kash
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 28, 2012, 04:26:02 AM » |
|
BAhut BAhut Khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 28, 2012, 07:23:41 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
lakhwinder singh ashk
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 28, 2012, 08:14:32 AM » |
|
the way and matter put in is wonderful do write like this very very nice lakhwinder singh ashk
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #11 on: August 28, 2012, 01:20:38 PM » |
|
Aap kee jab talak enaayat hai tab talak jism o jaaN salaamat hai
jale shammaa bhee aur pataNgaa bhee ishq kee kyaa ajab ravaayat hai
chiNdee chiNdee huaa libaas e bharam naa hee afsos naa nadaamat hai
meethee meethee chubhan qaraar naheeN baad me jaanaa ye to chaahat hai
choR ke jism tu kahaaN chal dee rooh kaisee teree baghaavat hai
har ta'alluq nibhaa liyaa humne khud se khud kee badee adaavat hai
Mamta Bajpai
waaaaaaaaaaaaaaaaaaah 2nd sher khususi raha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 28, 2012, 01:26:27 PM » |
|
Bahut dinoN baad ghar waapasee hui ....kuchh to nazraanaa saath laanaa thaa....yo par meri ahmiyat aur vajood ko yaad me banaaye rakhne ke liye mai aap sabhee kee behad shukraguzaar hooN....yahee pyaar aur apnaapan mujhe tazindagee miltaa rahe .isee ummeed ke saath........Mamta Bajpai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 28, 2012, 01:29:16 PM » |
|
shukriyah Saahill!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 28, 2012, 01:29:56 PM » |
|
housla afzai kaa behad shukriyah Maasoom jee!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|