Hasan Bhai Laut aao na..........masoom

by masoom shahjada on April 26, 2012, 08:51:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1202 times)
masoom shahjada
Guest
Reply with quote

Hasan bhai plz hame chor ke na jaye plz...
Plz plz plz waapis aa jaye plz.....
...
I wrote this for my brother F.H.Siddiqui





Dil pe bojh leke yu chale na jana.
Thora sa gussa dikha ke maan bhi jana.
.
Soni ho jayegi aapke bin hamari duniya.
Hasan bhai kal hi lautkar aana.
.
Ham pasema h apni galtiyo pe.
Hame dil se maf kar aana.
.
Plz zid na karo aa bhi jao na.
Gair h ham par hame apna bnana.
.
Ye to fitrat hamari h, aapko badnaam kaise kare.
Aapko aata kha h yu bhol jana.
.
Aapko hak nahi dege ham yu sath chor jane ka.
Aap na jana, na jana bas na jaana.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #1 on: April 26, 2012, 09:11:59 PM »
Reply with quote
Hasan Bhai, aapke Yo India chorne ki khabar sun kar mujhe kaafi taqleef hui. Khair ma'amla jo bhi ho aapko Yo India nahi chorrna chahiye. Aap ek A'ala darje ke shayar hai.n.Aap se main kabhi rubaroo nahi hua hu.n per aapki shayari padh ke main ye be-jhijhak keh sakta hun k aap kaafi achhe aur nek insaan bhi hai.n.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 16 hours and 48 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #2 on: April 27, 2012, 03:08:46 AM »
Reply with quote
hasan ji mujhe iske barey kuch pata nahi haan in sab ki ghuzarish dekh kar lag raha hai ke aap yoindia chorh rahe hain to plz aap aisa mat kariye
Logged
dolly
Guest
«Reply #3 on: April 27, 2012, 06:01:24 AM »
Reply with quote
masoom kee baat zarur poori krenge hasan sir...Usual Smile.....bahut khoob masoom....ApplauseApplause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 27, 2012, 08:30:55 AM »
Reply with quote

Hasan bhai plz hame chor ke na jaye plz...
Plz plz plz waapis aa jaye plz.....
...
I wrote this for my brother F.H.Siddiqui





Dil pe bojh leke yu chale na jana.
Thora sa gussa dikha ke maan bhi jana.
.
Soni ho jayegi aapke bin hamari duniya.
Hasan bhai kal hi lautkar aana.
.
Ham pasema h apni galtiyo pe.
Hame dil se maf kar aana.
.
Plz zid na karo aa bhi jao na.
Gair h ham par hame apna bnana.
.
Ye to fitrat hamari h, aapko badnaam kaise kare.
Aapko aata kha h yu bhol jana.
.
Aapko hak nahi dege ham yu sath chor jane ka.
Aap na jana, na jana bas na jaana.



Bahut Hi Ache Jazbaat Masoom Ji..

Bahut Khoob!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: April 27, 2012, 09:16:32 AM »
Reply with quote
main bhee apke saath hoon
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: April 27, 2012, 04:05:05 PM »
Reply with quote
Mere  maasoom  se  chhote  bhai . Itna  pyaar  na karo ki aansu chhalak aayein ... Kuchh baatein takleef deh ho jaati hain,naa qaabil e bardaasht hoti hain , thes aur zakhm deti hain . Lekin Yoindia Shayariadab ke in pyaare doston ki dosti marham saabit hoti hai. Main apne sabhi doston ka, jinhon ne posts , PM , e-mail ya Phone ke zariye apna khuloos diya aur Masoom Shahzada  aapka is touching poem ke liye bahut bahut shukriya ada karta hoon.Aap logon ki khuburat company aur Bazm chhor kar kahin jaane ka khayal bhi gunaah lagne laga hai.Insha allah hamaara yeh saath hamesha bana rahega aur Bazm mein  mohabbat ke phool khilte raheinge aur rang e bahaaraan qaaim rahega .

 Jo baahami gul o bulbul mein pyaar baaqi hai,
 Chaman  mein aaj bhi Rang e bahaar baaqi hai.

                     Duaon ke saath , aapka HASAN
 
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:03:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.2 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer