soudagar
Guest
|
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye
bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye
aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye
aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara ab yu mehfil se duri bnakar humein na hrash kijiye
aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye
galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #1 on: July 24, 2012, 05:28:50 AM » |
|
bahut sunder soudagar betaa main bhee aapke saath hoon vaise shaayad ramzaan ke kaaran vo naheen aa rahe nain lekin vo aayenge zaroor
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Raqeeb
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 24, 2012, 05:50:58 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 24, 2012, 05:53:02 AM » |
|
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye
bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye
aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye
aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara ab yu mehfil se duri bnakar humein na hrash kijiye
aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye
galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE
Nahut umda Qalam likha hai aapne soudagar ji Hasan Sir ke bina mefil adhuri lagti hai.. Sacch hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 24, 2012, 05:58:14 AM » |
|
Bahut khoob saudagar jee aapki bhaavnaao ko salaam karta hun. mai to bas itna jaanta hun 'Kohinoor' hai vo is mahfil ke..jo sirf apni chamak bikherta hai..chupchaap. :Clap:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 24, 2012, 08:50:51 AM » |
|
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye
bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye
aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye
aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara ab yu mehfil se duri bnakar humein na hrash kijiye
aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye
galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE
naaaaaaaaaaaaaice request
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 24, 2012, 09:08:42 AM » |
|
Souagar ji. Aapki is mohabat bhari nazm ke liye bahut bahut duaaein,aur sabhi doston ka skukriya.Yoindia Shayariadab ke mukhlis doston ki mahfil se door rahne ka koi irada nahin.Ramzan mein bhi Nafs per qaaboo ( self-restraint),buri baaton se parhez , achhi baaton ki targheeb aur zarooratmandon ki chariy (zakaat) se madad ka hukm hai.Na shairy buri hai na Yoindia Shayariadab. Is liye Ramzan bhi koi rok nahin hai.Albatta zahni tour pe aap ke beech aane ke liye abhi apne ko tayyar kar raha thha .Doston ki is mohabat ke aage ab koi wajah ma'ane(deterrent)nahi .Soudagar ji, Saini ji, Raqeeb ji,Pankaj ji,Mukesh ji aur sabhi doston ka unke khuloos ke liye bahut shukriya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #7 on: July 24, 2012, 11:54:56 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 24, 2012, 03:43:19 PM » |
|
Bahut acchhe kalam se nawaaza aapne Hasan Saheb ko. Bahut bahut khoob.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 24, 2012, 04:39:35 PM » |
|
saini sir bahut bahut shukrya ......aur hasan sir ki wapsi bhi mubarak
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 24, 2012, 05:42:09 PM » |
|
shukriya raqeeb ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 25, 2012, 02:16:22 AM » |
|
Bohut khoob saudagr jee is koshish ko mera salam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 25, 2012, 02:53:39 AM » |
|
shukriya pankaj ji.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #13 on: July 25, 2012, 03:13:56 AM » |
|
bohut khub saudagar bhai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 25, 2012, 03:46:04 AM » |
|
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye
bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye
aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye
aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara ab yu mehfil se duri bnakar humein na hrash kijiye
aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye
galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE
wah wah bahut khoob beta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|