Matrix Guy
Guest
|
! Hawao Ka Rukh !
Intzaar Karne Walo Ko Utna Hi Milta He Jitna Koshish Karne Wale Chod Dete He
Banna He To Tufaan Ban Kar Dekho Jo Hawao Ka Rukh Mod Dete He
Mukkadar Hatho ki lakiro me nahi hausle me he Ghar Ban Hi Jata He Jo Tinka Tinka Jod Lete He
Faulad Me Wo Taqat Nahi Jo Apne Hatho Me He Hath Hi He Jo Faulad Bhi Tod Dete He
Hum Wo Nahi Jo Waqt Ke Sath Mit Jaye Hum Wo Zakhm He Jo Jate Jate Nishan Chod Dete He
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 01, 2011, 02:15:16 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2 on: February 01, 2011, 03:43:08 PM » |
|
waahhhhhhhh ji kya baat kahi hai last stanza mastam hai ji.....maza aagaya ji ye poem padhkar....
mast mast ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #3 on: February 01, 2011, 03:43:27 PM » |
|
gudduuuuu mastam reply re....bht achcha likha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 01, 2011, 04:11:47 PM » |
|
! Hawao Ka Rukh !
Intzaar Karne Walo Ko Utna Hi Milta He Jitna Koshish Karne Wale Chod Dete He
Banna He To Tufaan Ban Kar Dekho Jo Hawao Ka Rukh Mod Dete He
Mukkadar Hatho ki lakiro me nahi hausle me he Ghar Ban Hi Jata He Jo Tinka Tinka Jod Lete He
Faulad Me Wo Taqat Nahi Jo Apne Hatho Me He Hath Hi He Jo Faulad Bhi Tod Dete He
Hum Wo Nahi Jo Waqt Ke Sath Mit Jaye Hum Wo Zakhm He Jo Jate Jate Nishan Chod Dete He
Good One ....... ! Very Nice Creation ....... dil se daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #5 on: February 01, 2011, 06:02:55 PM » |
|
NICE ! Hawao Ka Rukh !
Intzaar Karne Walo Ko Utna Hi Milta He Jitna Koshish Karne Wale Chod Dete He
Banna He To Tufaan Ban Kar Dekho Jo Hawao Ka Rukh Mod Dete He
Mukkadar Hatho ki lakiro me nahi hausle me he Ghar Ban Hi Jata He Jo Tinka Tinka Jod Lete He
Faulad Me Wo Taqat Nahi Jo Apne Hatho Me He Hath Hi He Jo Faulad Bhi Tod Dete He
Hum Wo Nahi Jo Waqt Ke Sath Mit Jaye Hum Wo Zakhm He Jo Jate Jate Nishan Chod Dete He
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 02, 2011, 05:05:35 AM » |
|
thx koyal ji for ur lovely reply....bahot aacah reply diya he apne......thx alot........
anamika ji apko meri koshsih pasand ayi ye khushi ki baat he......but apke andaaj me reply kaha he ji ?.....
naresh ji apki daad dil se kubul karta hu......shukirya jo apne hausla badaya........
manoj ji apne waqt diya us ke liye apka abhari hu........ese hi sath dete rahiye........
headmaster ji "parwaj ji" apki wah wahi mil gayi ab muje aur kya chahiye........muje mera inaam mil gaya........ese hi encouragement dete rahiye.......
once again thx all
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #9 on: February 02, 2011, 05:41:43 AM » |
|
rajaji reply karungi sab post pe par aajakl likha nahin ja raha ji..so plzz wait ji...jaise hi likhte banega wil reply....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #10 on: February 02, 2011, 05:48:36 AM » |
|
Matrix ji-- lajawaab creation aapka. bas ek sikayat kar rha hun-- poore poem me aapne ek Gazab ki seekh di hausle se bharpoor. jo sabke liye tha. lekin last wala line jo mast h aisa laga ki aapne kisi ko indicate kiya jaise ki Aapne khud par ya jo padhe uss par. bas ye mera sochna hai-- aapke iss post par dil se daad. kgus rahiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 02, 2011, 09:41:51 AM » |
|
Ban k toofaan badla jo tune hawao ka rukh Udd gaye unkey bhaav aur shabd ab tou ruk
Likhna bahut hai unhe,dil mai uthta hai vichaaron ka gubbaar Ginnte hain lekin wo tere diye har zakhm k nishan reh-reh kar rajaji reply karungi sab post pe par aajakl likha nahin ja raha ji..so plzz wait ji...jaise hi likhte banega wil reply....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #12 on: February 02, 2011, 10:20:49 AM » |
|
mere dil ke zakhmo ki ginti main nain kar sakta koi dawaa nahin aisi ke zakham bhar nahin sakta hai dil mein aisi soch ke likh jaoun main pano par kya karun magar dil ka haal share aam likh nahin sakta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 02, 2011, 10:49:39 AM » |
|
intezaar wo karte hain jo kosiso se darte hain
hawaon ka rukh mod de wo saanson me aisi jo hawa bharte hain
lakeeron me kismat dhundte hai wo hausle se pastt hote hain jo
faulaad se wo kahan darrte hain haathon me jo apna zigar rakhte hain
ghar bhi ban jaate hain unke neele aakas tale jo so sakte hain
zakhmo ke nishaan bhi khanroch daale wo aisa khanzar rakhte hain " aapki lajawaab poetry bahut hi jhakashhh hai yaara-- kamaal likhte ho bhai--: meri naadani me likhi baato ka don mind " thanx " hum aisi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|